greed enemy of every trader
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    salam to all ,dosto forex aik asas business hay jiss may trader ko emotions or greed sa door rhna perta hay,iss lia forex may skills or experience use karni chiya.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Greed he sabh traders k liye big enemy hai aur ham lalach na karen tou ham thora thora kar k month main kafi profit kma lain ge aur riskl bhe kam ho ga.
      • #48 Collapse

        its true.. greed is the enemy of every trader log zyada se zyada ki hirs me apne asal maqsad ko bhool jatey hain or nuqsan uthaty hain
        • #49 Collapse

          ji han sahi baat kahi hai aap ne brother , forex me knowledge ke bina hum kabhi kuch hasil nahi kar sakty hain or forex me kamyab hona hai to aik bar is business ko sahi se nlearn karna hoga warn aiss me kamyab bhi nahi ho saken ge hum ...
          • #50 Collapse

            Ap ki bat thk ha lalch ansan ko buhat yadda door lay jata ha aur iss ko kha jata ha jitna yada hum lalch karain gay utna hi hum iss main tarki nahikarain gay aur naaghy barhain gay iss tarah hum apny hathon apna hi nuksan kar lain gay
            • #51 Collapse

              ap forex trading may kam karney sy phly ap apnay ap sy kuch wadey kar ley k ap forex trading may kebi lalach nahi kary gay kukey forex trading may lalach logoun k liya koe jigah nahi hay kukey forex trading mauy jo log lalach karty hay vo loss may jatey hay
              • #52 Collapse

                G han Forex trading me lalach bohat buri cheez hai is ko use karny se trader ka trading risk bohat ziada barh jata hai or aksar traders ko is ki waja se trading me bohat ziada loss ka bhi samna karna par jata hai is liye traders ko chahiye k wo trading me lalach ko use na kare or apny analysis k mutabik profit hasil kar k apny order ko close kar day.
                • #53 Collapse

                  G haan jahn tak aam life me bhe deka jay toh lalchi bndy k pas kch nahi rehta oor tun he apni future dao par glata hy. esi terha forex jesy risky trading me bhe humy lalch ko ignore kerna hoga taky safe trade kerly..
                  • #54 Collapse

                    friend greed trader ki sub say bari enemy hoti h,is liay is say dour reh kar hi ache trading kar sakty hain,hum experience say hi apni skills ko enhance karty hain
                    • #55 Collapse

                      yes its right agar app greed karen gy trading men to app ko kabhi bht bara loss ho sakta he, kai trader esy hen jo trade men greed kar k bary size ki lot laga dety hen or agar us men thori si bhi market against chali jaye to loss ho jata he,
                      • #56 Collapse

                        aik trader ka greedy behaviour he usay loss ki taraf lay jaata hai ager hum apni trade ko greed se duor rakhay aur profit kay baray main sochnay kay bajaye loss ko control karnay ka soch kay trading karain to achi trade kar sakain gay.
                        • #57 Collapse

                          g bilkul jb hum market ko watch kr rai hote hain to kbi humara mind kehta hai buy kro kbi kehta hai sell lekin agar ap si mind sai work kr rai ho phr koi masla ni.or greed to aik enemy hai hi forex main trader k liye is liye greed sai humain bachna chaiye.
                           
                          • #58 Collapse

                            indeed it is.forex main lalach kerne walo ke liye sirf nuksaan he hai.kyun ke agar apke prediction sahi nahi hote tou apko bhot zayada loss hota hai forex main.isleye.main bhi ab nahi kerta lalach certain amount ke profit per trade se exit ho jata hon.thanks.
                            • #59 Collapse

                              jee han forex feild main greed kee bohat khatarnak nataig hote hain aksar tou iss kee waja see itna loss hota hai traders ko kee woh trading account wash karwa beith tay hain tou iss liay traders ko chahiay kee woh apne aap ko forex main greeding see bachain takay un kee trading ache rehe....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Han bhai zahir si baat hai agar hum greed karen ge to apne dimaag se bilkul bhi kaam nahi kar paaye ge aur hum is ke chakker me apni money ko loss kar dain ge sahi baat hai ke greed har trader ke liye dushman ka kaam karte hain....
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X