greed enemy of every trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    waqai enemy hoti hai aur ye saara loss karwati hai traders ko daikha hai k jub bhi inhon ne rsik or greed ko liya in ko buhat loss huywa hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      I am agree with you. Greed is our main enemy in forex business. we need to avoid and control our greed's in forex business. If we can do it we will able to become successful in forex.
      • #78 Collapse

        Man ap se 101 % agree krm ga greed bht dangerous ha and hmesha se trader ko loss deti ha kum k moslty trader jo han woh wait kr rhe hote han k yr hmain 5 dollar ka profit aa rha ha thoda wait krte han takae 10 $ tk ka ajae phr hota kya ha double loss so is se hmesha bachain and full concetrate kr k trade kren and practice kr k khoob learn kr k phr real trade main ayen then you can make profit :)
        TRUST ON ALLAH AND NEWER GIVE UP ... حسبي الله اونعم الوكيل (Mere Leye ALLAH He kafi ha )
        • #79 Collapse

          yes greed is like enemy butya kehty sub hain lekin durring trade sub bhool jaty hian or is ki hawas ma phus jaty hain yhan sub say bara mxla he yahe ha bhaly ap ko kitna b profit ho lekin apni limit rakh lain or zada kilallch ma jo mila ha us ko na khodain
          • #80 Collapse

            Yess very true greed is the real enemy of every trader because it is greed which takes the trader away from the already earned profit and turns that into the loss and leaves the trader with nothing left as the loss results in the loss of earned profit and the investment as well
            • #81 Collapse

              je han ye sub ki dushman hai aur app ager greed karoge tu app ko be loss he hgoa aur app ko es main nuksan he milge so app ko greed ko chorna hoga tu app ko es main age ana hoga greed se hat k so app ko manage karna hoga apna capital aur planing karne hoge
               
              • #82 Collapse

                forex trading aik aisa business hai is mai hamy kamyab hony k lia ziada sy ziada hard working karni chahiya forex trading mai hamy lalach ni karni chahiya agar ham is mai lalach kary gy to hamy is mai loss ho jy ga kamyab trader ban ny k lia hamy lalach sy bachna ho ga is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni hi earning kar sakty hain
                • #83 Collapse

                  Je haan greed enemy hai har trader ka kyonk issay lazmi tor per loss hota hai trader ko jab bhi wo trade krta hai tu us wakt isliye greed bilkul nhe krna chahye warna apko loss hoga aur ap achi earning sy mehroom ho sakty hai. aur jaldbazi bhi nhe krna cahhye kyon ka issay ap ghalat time per trade kr k loss kr sakty hain.
                  • #84 Collapse

                    jo banda bhi jaldi khamany ki koshish me hota hai aur kam waqt me kuch ziada hi khamany ki koshish krta hai tu wo khbi bhi kamiyaab ni ho skta. Greedy ki waja se bahut saary loog nakaam ho kr iss kaam ko fake waghera samajhty hain, Mgr hageegat me wo khud lalach ki koshish me aa kr loss kr deta hai.
                    • #85 Collapse

                      jee han main ap se agree kerta hon ke forex trading main agar ap achi earning kerna chete ho to iss main skht menht ki zaroort ho gi iss lye achi elarning ke bagar ap iss main kamyab nahi ho sakte iss lye learning ke bagar ap iss main kamyab nahi ho sakte
                       
                      • #86 Collapse

                        forex trading main agar app log lalach karty ho tu is main app logo ko lalach ke waja si is main bohat he sara loss ho jatha hain tu app logo ko chayee agar forex trading main app logo ko is main loss nahe ho tu is main app logo ko apni ander si lalach ko nikalna hogha or is main app logo ko apni emotion ko be cantrol karna hogha
                           
                        • #87 Collapse

                          han jee lalach apki bht bari dushman hy is business main, is business main apko sabar sy kaam karna chahye or puri concentration k sath, agar ap is
                          • #88 Collapse

                            yes brother ap ne boht he achi baat share ke he k forex trading me hamara sab sa badha enemy lalach he or ye hamin kamyab nhi honey deta he or is se hamin bachna chahiye or ye forex me to hamin greed nhi hona chahiye
                            • #89 Collapse

                              Yes i agree with all of you friend.Forex aik bohat hi simple aur profitable business hai .jis main kamyabi kay liey zarori hai kay is kay rules ko follow kartay hoey .planning kay sath aur mehnat say is pay kam kia jaey .Rules kay against ya shortcuts say kam kanay say nakami hoti hai .is liey aik acha trader bannay kay liey rules kay sath hi kam karna chahiey .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                oh yes dear forex trading me greed apko tabah kar deti hay agr ap forex trading me khud ko greed se door rakhty haay to phr apka account safe rehta hay lekin agr ap isme lalach karty hay to phr apko zada faida nai hoga forex trading me islie small lots ke sath trading kary phr apko zada faida hay is me.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X