Fear and trad

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    ye aik bohat acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un ke liye bohat acha hy aur ap ka thread bi boht acha
    he mujh ko es mein sekhny ke liye bohat kuch mila he aur mein isko bohat zyada like krta hon lekin jahan tak ap ke
    thread ke jawab ka taluq he to main abhi new hon mujh ko sahi tarah se pata nahi he islye abhi main sirf study kar raha hon thanks...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      if you use stop loss than there is no fear that you will loss your earned profit and in this way your profit will remain intact and you will be happy and relaxed and you will get profit.
      • #423 Collapse

        Bht se trading karny waly log forex per bht darr darr kar kaam kar rahy hoty hen lakin me un ko mashwara duu ga k wo darr k kam na kiya karen balky positivly kaam karen to aisa masla kabi bi nahi aye ga k aap loss ho
        • #424 Collapse

          forex ek bhot acga platform hay jo ky hum sab ko bhot zyada taaleem ki daulat se nawaaz raha hay.. humain is se faida uthana chaiye yeh ek bhot khusi ki baat hay ky hum kucch itna acha yahan se seekh arhay hayn..
          • #425 Collapse

            Fear bohat he zaida nuqsan da chez hai is ki waja se hum koi b work confidence k saat nai ker sakte ha bulke her kam ko kerte wqt losing ka dar hota hai is leye is ko nai hona chaiye hume jab b koi work kare tou pure confident k saat or positive thinking k saat kerna chaiye tab he ja ker hum successful ho sakte hai.
            • #426 Collapse

              well i think trading me fear tab hi hota hai jab humen market ki position clear na ho or aap ka order big volume ka laga hoa ho. Kiun kay apko har wakt yehi khatra rehta hai kay apko loss ho jay ga isi liay forex market me proper planning ki zarurat hai or is planning ki waja se hi ap tension free ho kar profitable trading kar sakty hain or fearless feel kar sakty hain khud ko...
              • #427 Collapse

                forex trading aik bohat acha business hai is mai hamy dar kar kaam ni karna chahiya is mai ham agar dar kar kaam kary gy to hamy is mai loss ho jy ga is mai loss sy bachny k lia hamy is mai ziada sy ziada hard working karni chahiya ta k ham is mai earning kar saky is mai ham jitni learning kary gy ham is mai utni he earning kar sakty hain
                • #428 Collapse

                  according to me really forex tarding good work to do compare to another working online bczz other dont reliaility that for how much time it will go on some time there is a isue of money drawing still i havent face this type of any problem....
                   
                  • #429 Collapse

                    sir gee jo darta hai wo marta hai. forex market karna k lay dil ko mazbota karna parta hai or hosh ma rah k trad lagna prata hai app ko loss ho raha ho ya nafa ho raha ho aram sa trading karo juld bazi ap ko mar daya ge.
                    • #430 Collapse

                      jee bhai apne sawal bht hi acha pocha lakin me yahan nya hun mujhe is bare me ziada kuch nhi pta lakin yeh foram bht hi achi hai jis se bht logon ko faida hota hai r mujhe yeh bht passand hai
                      • #431 Collapse

                        jooo loss ki waja sa daar daar ka trading lgata ha aur is ma kamyabi hasil nai karta woo yahi waja ha ka aap ko is ma trade lgata wakat poorana loss bhol jana chaian aur aap phr is ma trade lgain aur tab hi aap ko is ma profit ho ga
                        • #432 Collapse

                          Fear alone is in excess of this fear is the fear of fear that prohibited either in the sense of caution and reserve Per things this fear is required. And sometimes it is necessary to take risks and be risky but with reservists.
                          I wish success for all.
                          • #433 Collapse

                            If you try to be confident about the forex trading then fear is not the factor for which you have to suffer for so you must have to analyse the pair then try to trade with the trend then you will not suffer from fear during trading.
                            • #434 Collapse

                              fearka matlb ap ko trde k mutalik kuch pata b hy k nai es ko fear khte hain ham ko frx k barey main informationlanichahiye phir ja k real main kam kerna chahiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                loss ki waja sa daar daar ka trading lgata ha aur is ma kamyabi hasil nai karta woo yahi waja ha ka aap ko is ma trade lgata wakat poorana loss bhol jana chaian aur aap phr is ma trade lgain aur tab hi aap ko is ma profit ho ga kam me fear ko khtam kar dayna chayie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X