size in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #421 Collapse

    forex trading main agar hum lot size ko select kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain sahi say focus karen ta keh acha earn kar saky
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #422 Collapse

      forex trading main humay lot size ko theak say select kar kay trading karni chahiey agar hum sahi say esko use karen gay tabhi esmain acha earn kar paye gay money management bohat ahmiayat rakhti hay
      • #423 Collapse

        durning trading apko 0.01 lot size ap k liye zeyda perfactable hai q k es mnlose k chance bht kam hoty hain or es mn kam paisun mn b investment kr skty hain jb k 0.10 lot ap k liye zeyda risky hai or es mn agr apko lose ho jay tu bht bra lose ho ga
        • #424 Collapse

          Hum forex main trade kerty hoey humesha kum volume ki trade kerni chahy jes say account main risk kum ho our pher hum kum risk lay k secure profit asani k sath bna sagty hain
          • #425 Collapse

            size lot ko set krna sub say zada zarori hota hai kisi b trade ka order ko place krny say hum nay is main ye money ki management main ata hai laikin ye option ko hum bad main trade kay doran main b teek kr saqty hain jin main ye option meta trader main milti hai or lot volume ko hum kum kr saqty hain ye loss main ho ya profit main is ka half hoj jata hai
            • #426 Collapse

              forex kay buisness ka volume size bohat hi bara hai is market me daily ki trade 5 trilion $ kjay hisab say hoti hai kay jo mere khayal say pakistani karooro arbo ka karoobar bun jata hai wo bi aik din me
              • #427 Collapse

                Size in forex ke baare Mei to Mei bus kahunga ki account jo Madden Nazar aur aao forex Ko Kitna jaante Hai aapki trading capability kya hai aapko apni trading par Kitna Bharosa hai in tamam mojuo par depend karta Hai but hame Yeh baat yaad rakhna chahiye size Mei hamara account balance bhi ek aham kirdar Ada karta hai aap size choose karte waqt Apne account balance ke saayr se bandh jaate hai chahe appki knowlede aur experience Kitna bhi kyu naa ho Kam account balance par app big lit dize ki trade kar hi nhi sakte hairehne baat thick hai high lot size Mei profit bohat milta hai par trading ultimate padne par loss bhi hoga asp Kam balance ke sath big lot dize par forex Mei sustain kar hi nhi paayenge
                • #428 Collapse

                  Forex may.kaam karny k lye ap ko is ka hamesha say size kaam rakham chiye agar ap is may is ka size zayda rakhyen gay tu is may ap kaam b nahi kr skyen gay is ko samjhana zarroeat hota ha
                  • #429 Collapse

                    Forex main yrade krty wakat trader ko chaye agar us k pas dollar kum hain to wo apni lot ka size 0.01 ya 0.02 sy ziada na lgaya ta k agar is ko loss b ho to ziada na ho or trader k pass loss k bawajood b account main kich paisay bch jain jis sy wo agli trade b kr sky
                     
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #430 Collapse

                      friend Forex trading a object Itna kam nahi aap ke liye best Hoga isliye best hai kya aapko Jab Bhi Forex trading market risk kam se kam nahi tha ki aap ko Forex trading me kaam karna Aasan Hota studying at work and junior mobile
                      • #431 Collapse

                        forex men sir apko sab se pehly is ko learn kerna zroor hai pher ap ko is men demo per kam kerna zroori hai pher ap is men sahi or achi earning k li is me apko zada se zada mehnat ki zroort hai pher ap ko is men invest kerna ho ga jis se ap kam ke skaty hein
                        • #432 Collapse

                          g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun forex main big lot size se tabhe trading kren jub ap ke pass capital ziyadeh ho like 1000$ usd kyen ke jitna margin ap ke pass acha ho ga ab ziyadeh dair tak trading kr paye gyen other wise forex boht risky hai
                          • #433 Collapse

                            Forex trading business mein sab se ehm baat hy wo hi forex trading business ki learning aur forex trading mein agr ap kam lot size se trading karain gay tu ap forex trading ki learning aur experience bhi hasil Kar saktay han aur forex trading business mein acha profit bhi earn kar saktay han is liye new trader ko kam lot size se hi trading karni cahaiye takay forex trading mein learning hasil ho
                            • #434 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Masoom1 پيغام ديکھيے
                              g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun forex main big lot size se tabhe trading kren jub ap ke pass capital ziyadeh ho like 1000$ usd kyen ke jitna margin ap ke pass acha ho ga ab ziyadeh dair tak trading kr paye gyen other wise forex boht risky hai
                              ge han bhai hmein apne trading mein kabhe big lot size ka istemal krna acha nhe hota he aur hm apne forex trading mein low risk ka istemal krein aur apne trading mein ihtitat se kam krein takeh hmein apne trading mein acha profit hasil ho aur hmein apne trading mein loss na ho es lie trader low lot size ka istemal kre
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #435 Collapse

                                agr to ap k pass 100 dollars hai to ap ko cahye k ap currency pairs main .20$ se ziada volume na lo or agr gold ya silver ya gas ya oil main trade krni hai to ap ko cahye k ap 0.01 se he trade kro.es se ap ka loss b kam ho ga agr trade ulti lg gai to.or market main ap k profit k chances b achy ho gy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X