lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1951 Collapse

    g ha app such kehty hai ka lalach buri bala hai forex main lalach nhi kerni chahiyah is sy app ka apna hi niqsan hota hai or app is k fiyadah sy mehroom ho jaty hai or hameesha milny wala fiyadah nhi milta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1952 Collapse

      lalach in the pakistan froex forum trading of the pakistan forex forum trading of the pakistan forex forum trading
       
      • #1953 Collapse

        Aj mien ney ik video tutorial dekha hai us mien tha key ap key mind mien emotions and logic both exist kartey hain or yeh jo 95% traders loss kartey hain us ki reason yeh hoti hai key wo logic ki bajaye emotions sey kaam letey hotey hain.
        • #1954 Collapse

          lalach kia hai is forex trading ki field mai main ap ko batata ho jis k liay main ik example daita ho ap nay ik trade ki us mian profit kamaya laikin market ki movement zada lagi ap nay phr usi pay trade laga di ye hai lalach
          • #1955 Collapse

            g mere bahi forex main invest keya howa paisa wapis la sakte ha.keyun ke ye best business ha.as maain ap kam kar ke ap apna invest keya howa paisa wapis la sakte ha.
            • #1956 Collapse

              jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakat hay or huamin is main agr succes hasil karni hay to huamin i smain greed ko avoid kar kay is main trading karni ho gi kun kay loss ho ga
              • #1957 Collapse

                lalch forex main nahi karni chahy lalach main trader apna he nksan karta hey trader thor he profit kama leay tu apni trade lagna band kar dey or planning bana leay keay main kal trading karoga or lalch nahi kroga,us set forex trader ka faida hota heay,
                • #1958 Collapse

                  dear forex mai humay lalach nhe karni chaiye firex aik way hai jis say hum huge earn kar sakte hai forex mai humay emotion ko control mai he rakh kar kaam karna chaiye kiu k forex world ka sab say best way hai is mai humay patience say he kaam karna chaiye
                  • #1959 Collapse

                    hum sab bohat achi tarhan janty hain k lalch bohat buri bala hai phr pata nai q hum is pe amal q nai karty forex mein lalch ka koi jawaz hi nai banta hai jitni ap lalch kare gy utna ziada hi ap ko nuqsan face karna pary ga is liye lalach sy dor rhy
                    • #1960 Collapse

                      forex main kisi bhi qisam ki lalach nahi honi chahye,hum ko thoray se profit main bhi khush ho jana chahye aur trade ko close kar dena chahye aur next trade ka intazar karna chahye.lalach hoti hi bura balah hai is se bach k rehna chahye.
                      • #1961 Collapse

                        Hmm jo lalch krta hy wo kbi b kamyab ni hta. i think its a best ever site and no place for the greedy peoples. I advise the peoples to refresh their minds and work just here.
                        • #1962 Collapse

                          Aslam o alikum janab mere khayal me hain forex trading me kabi be lalach nhi karni chahiye iss se some time profit hota hai aur mostly loss hi hota hai iss liye iss se bacha jae
                          • #1963 Collapse

                            lalch nahi karni chahy balky lalch sy bach kar trading karni chahy taky hum loss sy bachin agur hum ko thora be profit hota hy hium ko trade band kar k profit earn k sukhar ada karna chahy or lalach sy bachna chahy taky hum ziyda loss na karin dear
                            • #1964 Collapse

                              forex ki treading main treader ko kbi b greed main treading nai karni chaye kun k wo zayadaki lalach mian a kar apni investment ko loss kar jata ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1965 Collapse

                                G han ap na bilkul theek kaha, forex mein ziyada tar traders ko loss is liye hota ha kay wo small profits par guzara nahi kartay and lalach mein aa kar trading kartay chalay jatay hain and is ka unhain bohot nuqsan hota ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X