lalach in forex trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    dear lalich jis mai bhi kia jaee nakami hi hoti hai forex trading mai app jitna ziada lalich karte hain apko loss ke chances bohat ziada increse kar jate hain forex trading hamesha sakoon aur eassy ho kar karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      right lalach kabhi bhi apko faide ka souda nahi krne dega hmesha zyada ki chah main hath aae profit ko bhi loss main badal dega isliay hmain loss se bachne ke liay lalach ko chorna parega
      • #933 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
        forex trading mein lalach nahi hona chahye.is se nuqsan hota he. jb munasab profit ho to hasil kr lena chahye is se kam acha chalta he. lalach krne se profit loss mein bdal sacta he.








        o janab g ma tumri es bat sy agree nai karti ho k forex trading business ma lalach nai karni chaheya ma tu ye samjti ho k asa kiun nai karna chaheya janab g lalach karo gye tu kuch earn kar sakho gye.
        • #934 Collapse

          forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee issi liyee laalach meey nahi pernaa chahyee forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa ager hum uss ko jaldi meey trades work kertaay hai uss seey hum ko definitely loss hi ho ga jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey
          • #935 Collapse

            Theak kaha tha Bhai jna ap n k trading kara or apni lalach ko khatam kar k kara phr he ap ko kuch profiut hasil ho ga or ap us waq tak trading na karna
            • #936 Collapse

              There is no space of greedy feeling in Forex because due to this you can get a huge huge loss...a loss which you can even imagine that will turn your all investment to zero so please do not create these feeling in yourselves.
              • #937 Collapse

                lalach buri bala hai forex trading main lalach karne ka bohat bura anjaam ho sakta hai kyun ke forex trading ek bohat risky business hai agar ap forex trading main money management se kam lo to ap is loss se bach sakte ho
                • #938 Collapse

                  yar hame trdaing karte hue apne lalach ko khatm karna chahie kun ke lalach ki waja se hame trading mian kafi sara loss ho sakta hai or ham is main apna hi nuksaan kar dete hain
                  • #939 Collapse

                    greedy is the main cause of loss in forex trading business. in forex trading business if we become so greedy we may fall in loss. to avoid loss in trading we need to avoid greedy properly.
                    • #940 Collapse

                      forex mein laalch karnay walay ku hemsha es mein lose hota hai es mei kosis karay long term trading karay ap ku es mien faeda he faeda ho ga es mein small volume se work karay agar es mein succesful hona chaty hain
                         
                      • #941 Collapse

                        han g bilkul lalach buri bala ha , ye isi lie kaha jata ha, ap lalach ma na paro balke jab ap dekho k aik currency aik level pe chali gai ha to ap us ko band kar den bajae is k kay ap kahen k or uper jae
                        • #942 Collapse

                          I think study and learning is plays important role in forex business.because if we can study and learning then we can increase our trading knowledge such as fundamental theory,technical analysis,money management,risk management which are most important to make trader a good trader and make successful forex trading.
                             
                          • #943 Collapse

                            bhai lalach se bachna buhat zarori hae forex trading mein q k lalach aik buhat bari vaja hae forex mein loss karwane kliye. jab hum profit kama letay hain aur hamara target poora ho jata hae tau hamain trade close kar leni chahiye aur lalach kar k aur ziada trade kar k profit kamane k chakar mein loss b ho sakta hae.
                            • #944 Collapse

                              bohat purani bat he ke lalach buri bala he
                              aur yeh bilkul thek he kyun ke hirs hawas lalach yeh sab insaan ko khatam kardeti hen
                              han zyada ki talab honi chayye takay insaan age barhta rahe aur kabhi peeche na aye laikin har cheez aik had men achi lagti he warna woh nuqsaan da hojati he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                Greed can be very risky for you and if you will never control on your greed so then you can loss your money and then you can be fail in this business.. so therefore you must control on your greed...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X