lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    Bhai bilkul sahih kaha app ne lalach door rakhna chahie khud se. Kiun ke zada tar log ye bhi karte hain ke jo profit hota hai wo sara laga dete hain or us ke andar bohat chances hain ke loss ho jae or is tarhan apna pichla profit bhi kho dete hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      ji aap ne ek dum theak kaha ziada lalach k chakkar m aap loss bhi karsktay hen so is se better yehe hai k jitna milay us m khush rahen aur lalach nahi karen
      • #918 Collapse

        assalam-o-alaikum janab forex trading business main aur kisi bhi kaam main humain lalach bilkul bhi nahi karni chahiye kyun ke lalach ek buri bala hai to jitna bhi earn ho ALLAH ka shukar karein and agay kaam ki taiyari karien thank you...
        • #919 Collapse

          dear friend mery khyal mai forex trading mai jo koi bhi greed kary ga wo kabhi bhi trading mai succcess nahi ho sakta us ko har time per loss hogi hamy chahiye kai ham forex mai greed na kary
          • #920 Collapse

            Bro g essah h k jan b ap forex trading ma lalch ki traf barty hain apko esma phr loss k sewy kuch b nhi milta h ye azmai hui batain hain hmain pta h na k jab b loss hony lgta h to phr hum sochty hain k yar utna pe ku na kat dety to thek rhna tha...
            • #921 Collapse

              pyare dosto forex market se pura profit lena chahiay kiun kay agar market ki puri movi hi cash na karwai jay tu phir trading karny ka koi faida nahi. Ye koi tareeka nahi hai kay aap kam profit me lot close kar dain or ziada loss me lot ko lagi rehny dain or uska profit me aany ka wait Karen. Lalach is condition me hota hai kay aap kay paas investment kam or aap big volume ho jaen ya aap market kay level se ziada ki expectations rakhen movement ki...
              • #922 Collapse

                if we want that we do not suffer any lose then we should close the trading in forex. the profit and lose in part of trading.without knowing the market management we should suffer the lose.so we should be well prepared for the lose.
                 
                • #923 Collapse

                  lalach bhi hi kharab cheez hai forex trading main aur jo lalach ko control kar gia wohi yahan pe kamyaab hai but isay cntrol karna bht hi mushkil hai
                   
                  • #924 Collapse

                    han g bilkul hame laluch bilkul bhi nahi krni chahye is business me q ke is see hmara profit bhi loss ki nazr ho jata hy is liye jitna possible ho saky is se bacha ja saky ta ke hum apna profit ko achy se manage kre
                    • #925 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                      forex trading mein lalach nahi hona chahye.is se nuqsan hota he. jb munasab profit ho to hasil kr lena chahye is se kam acha chalta he. lalach krne se profit loss mein bdal sacta he.
                      Ap n bilkul thek bat ky ha m n bohat sary member dekhy ha jo is m pehly greed karty ha bad m jab iun k loss hota ha tab wo dekhty ha k ye kia ho ga forex m humy loss b milta ha us k sab s bary waja greed ha yani kam profit mil raha tu ziayda k greed m wo b loss m tabdeel ho jata ha
                      • #926 Collapse

                        lalach to hr kam ma nuqsan da ha, jitna ap ko mil rha ha hs pa shukr krna chaia nai to jo mil rha ha hs sa hath dona parien ga.Trading b apna knowledge ko dekh ka krni chaia agr ap zaida money ki lalach ma parein ga to nuqsan ma rahein ga
                        • #927 Collapse

                          greed is curse because it will lead you to take wrong decisions which are not useful to you and they will result in loss of profit.
                          • #928 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: kasuri پيغام ديکھيے
                            forex trading mein lalach nahi hona chahye.is se nuqsan hota he. jb munasab profit ho to hasil kr lena chahye is se kam acha chalta he. lalach krne se profit loss mein bdal sacta he.
                            agar ap forex trading mein lalach karen gy to apko loss ho ga keun k jo log lalchi hoty hain wo kabhi successful nahi hoty and humesha fail ho jaty hain forex trading business mein
                            • #929 Collapse

                              forex me lalach karna bht hi galat or bht hi nuksaan de sabit hota hai phly ya baad me ye laalch ak aesi gandi bemari hai jo ksi bi achy khasy insaan ko lag sakti hai so humain chaiye k hum is se bachen or forex me aram se sakon se kaam kren koi jaldi se kaam na karen easy ho kar relax se kaam kren taky loss na ho or acha profit kama saken hum .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                forex main kaam karna boht hi ziada muskil hai iss main aap agar profitable kaam karna chahity hain to aap ko iss main kaam karty wakat dil main lalach nai rakhni chahiye warna aap ko loss ho ga aap ko iss main kaam agar karna hai to araam se karna hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X