lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #856 Collapse

    Sab sy bara dushman hamara trading mai greed karna hai G han dear mere khyl mai sb sy ziada dangerous cheezain 3 hain trading mai or un mai sys b sy pehly greed hai q k hum greed karty hain or humain jo profit hota hai us sy satisfy nai hoty or greed ki wja sy galat yan jaldbazi mai trade laga dety hai or result humain loss hota hai or greed k sath sath humain apny emotions or expressions pe b control karna chahye so mere khyl mai yahi cheezain forex mai loss ki waja banti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #857 Collapse

      G han mere bhai aap ne theek kaha hai mai aap ki baat se agree karta hun forex mien lallch nahi karni chahain aur experience k saath trade karni chahain lallch karne se nuqsan hi hota hai aur profit ki bajaye loss ho jata hai is liye humain greed nahi karni chahain aur knowledge aur experience se trade karni chahain.
      • #858 Collapse

        forex mein greedy karnay walay hemsha he loose mein jatay hain kiyon k ye work he asa hai es mein agar ap successful hona chatay tu best yehi k cool mind se work karay thankful for question
         
        • #859 Collapse

          g bhai jaan hum ko forex may bhai jaan lalach nahi karna chay bhai jana lalach buri bala hai bhaijaan hum kpo lalach sey bachna chay bhai jan
          • #860 Collapse

            apny thek kaha lalach hamy loss min badal dety hy forex trading karty waqt hamy sabar si trade lagana chaye or lalch kow nahe any dena chaye forex min big trader lalach nahe karty.
            • #861 Collapse

              g forex ma lalach ka to koi bi concept he nahi agar es ma ap zara braber bi lalach say kam laty hain to es ma phir apko totaly loss hoga es leaymari advice to yeh he hay kay kabi bi lalach say kam nahi lana chaheay bal kay es ma hard work hona chaheay
              • #862 Collapse

                is baat me koi shak nahi k hum ko ye cheez me lalach zror hoti hai agar hum apni lalach pay control karty hain to hum ko ye dekh lena chahye k hum kabhi b yha pay lalach na kare.
                • #863 Collapse

                  lalach in forex trading
                  forex trading mein lalach nahi hona chahye.is se nuqsan hota he. jb munasab profit ho to hasil kr lena chahye is se kam acha chalta he. lalach krne se profit loss mein bdal sacta he.
                   
                  • #864 Collapse

                    jahan tak mera khyal hai bro is mian lalach ka nuqsan hi nuqsan hai kyun ki si ain hi nhe balke ap jab kisis bhi kam main lalach karo gay toa p ko us ka nuqsan hi hoga ap ne suna to hoga hi k laalch buri bala hai is liye be patience
                     
                    • #865 Collapse

                      Lalach in Forex is like that we should not do greed because greed will take us to the bog loss.. try to work hard as much as you can so that you can overcome the Greed.. Forex gives you bonus and you just need to be a professional not Greedy
                      • #866 Collapse

                        forex trading main lalach say kam nahi kerna chahiye is main baray sabar say kam kerna chahiye kion k is main lalach say kam kernay say loss hota hay.
                        • #867 Collapse

                          je han hum ko lalach nahe karni chahiye kiyu k lalach karne se hamara apna he nuksan hota hai hain trading karne jo profit milta hai wo hamain apne expirience ki base pe he milta hai to humain lalach nahe karni chahiye
                          • #868 Collapse

                            Ofcourse, greed causes loss for a trader in Forex Trading. A greedy person cannot take decisions according to the situation but he always tries to earn lots of money which is impossible. The Forex Trading needs much experience and knowledge and skills required to get success in this business.
                            • #869 Collapse

                              lalach in forex trading

                              lalach in forex trading
                              forex trading mein lalach nahi hona chahye.is se nuqsan hota he. jb munasab profit ho to hasil kr lena chahye is se kam acha chalta he. lalach krne se profit loss mein bdal sacta he.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #870 Collapse

                                g lalach in forex acha question hy mery khyal sy laalach insan ko buri ki taraf lay jati hy aur is k end hamesha bura hi huva hy so lalaach ham sy kisi ko nahi karni chahiye aur apna kaam behtar karna chahiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X