lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1606 Collapse

    Lalach forex business main rehtay hoay sab say bari kharabi hay jo k achay khasay trader ko barbad kar daiti hay. Lalach ki waja say main nay khud bohat dafa kafi amount barbad ki hay aur kai dafa margin call hasil kar chka hon. Siano nay theek he kaha hay k lalach buri bala hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1607 Collapse

      bhai mere khayal mein to lalach sab se ziada khaofnaak ha aur dar ap ko tab lagta ha jab ap new trader hotay ho lakin jab ap ko trading karna aa jati ha to ap ka dar dor ho jata ha lakin ap ko kabi bhi lalach nhi karna chahiay.
         
      • #1608 Collapse

        Mere khayal main insaan ko lalach ziada balkay buhat hi ziada nuksaan deta hai bhai, lalach buhat hi buri cheez hai, hamen is se avoid karna chahye, hamen apnay aap k emotions ko control karna chahye.
           
        • #1609 Collapse

          Lalach or Khouf dunu he bhut buri disease hai Forex ki jis ki waja se trader apney capital ko kafi nuqsan mai lay jata hai ager trader in dunu se bach jaey tu acha trader ban jata hai.Lalach trader mai tab ati hai jab woh apna daily target ko pura kar leta hai tu over confidence ki waja se woh zaida earn karna chahta hai or yeh lalacha us ky capital ki amount ko destory kar daiti hai.Fear ki basic waja yeh hai k jab trader without learning k koi trade open karta hai tu woh fear ka shikar ho jata hai or fear ki waja se woh galat faislay karta hai.
             
          • #1610 Collapse

            khoff us trader ko hota hayjo kay is business main woth out knowledge trading kerta hay..us ko apni har trade main dar hota hay.kay pata nahi us ki wo trade us ko loss day gy ya phir profit .or greed is business main har koyi kerta hay.jis ki waja say us ko loss hota hay.is liya freed bari waja hoty hay loss ki is business main ..
               
            • #1611 Collapse

              dost ye dono baatain he forex main nuqsan deh hoti hain. asal main ye dono har field man nuqsan pohnchaati hain. lalach ki wjha sy insan bina dekhy or sochy smjhy trading start kr deta hai or agr khof ho ga to aap kaafi aisy moqay ganwa dein gy jahan sy aap acha profit bana sakty ho.
                 
              • #1612 Collapse

                lalach aur khooof dono ki forex trading ma nuksaan ki waja ban sakti hen. laalach ki waja se ap zidaa profit kama bhe skaty hen magar os sa ziada nuksan bhi kar sakty hen aur ese tarha aik under confident trader apnay khouf ko agar control nahi kary ga tu wo tb bhe loss kar sakta ha.
                   
                • #1613 Collapse

                  hai agar zyada alach hoga tu nuksan bhi zyada hoga lalach aur khoff se zyada loss apko jab hoga tab apko knowlege kam hogi agar ap puri markets par nazar rakh kar trading karoge tu nuksan kam hoga
                     
                  • #1614 Collapse

                    g merey bahe lalech behy behy nokn dey he . aor khaof behe noksan de he . meyrey kheyaln men ager sabro tahamel sey kam keya jay to en donon masayb se bach ja sakta he .merey bahe jan ............
                       
                    • #1615 Collapse

                      ye dono kaam he bohat zeada nuqsan daitay hian ager forex main ham lalauch karian gay to pher ho saktay hay kay ham nay jo profit earn kia ho wo loss ho jaey aur ager ham forex main khoofzada ho jaey gay too ham forex main say acha order naha laga paen gay
                         
                      • #1616 Collapse

                        ye dono chzen hi apko forex ma loss deti hn is liay apko i bagair hi kam karna hota ha isi waja sa forex koi aasan business ni ah is am hamen buhat zayda mahnat ki zarorat hoti ha is liay apko b forex ma cool mind ki zarorat hoti ha
                           
                        • #1617 Collapse

                          dono cheezen nuqsan de hy agr ap trading kar rahy hy r ap acha earn kar rahy ho to ap ziada trading na kro ziada profit earn k chakr mn b buqsan ho ga r agr hum confused hy to hm confident nhi ho gy r trade kaer de gy jis se may be harami trade teek nhi r hmarai trade loss mn chali jay
                             
                          • #1618 Collapse

                            dekhein dunia k har business mein lalach or na tjurbakari business k liye nuqsan da hai.khoff to profit deta hai q k khof ki waja se insan pehle hi phonk phonk k qadam uthata hai.
                               
                            • #1619 Collapse

                              bhai mery hisaab sy lalach bhi and khof bhi dono nuqsan dety hen.
                              Es lia to new trader ko kaha jata hy k woh phely learning kary ta k woh khof sy bach saky.
                              Acha trader lalach kary asy bhot kaam trader hon ga.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1620 Collapse

                                in dono ma sa kon c chez zyada nuksan de han lalach ya khoff
                                my dear laalach zeyada nuksan de hoti he kyun k jb hm laalach men aa k trade lgate hen to hamari trade loss men jana shuru kr deti he or tb hamen loss hone k khof laahak ho jata he is liye men to kehta hon k ham agr laalach se bach gaye to ham loss se or khof se b bach jayen gen
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X