lalach in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #331 Collapse

    bhai laalech sub se ziaada trading me nuqsaan kernay wali cheez ha .ye mera personal experiance ha jis me mujay is lalech mki weja se 2 defa beha loss hua ha /hum ziaada profit earn kernay ki koshish me ziaada loss ker latay han...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #332 Collapse

      Lalach forex ma nuksan da ha ku ka akser ap zayda profit ki lalach ma investment zayada kart ho n nuksan karwa bathta ho G
      • #333 Collapse

        true. ap ko ye bat mind me rkhni chaye k ye aik trading business hai is me ap ko her wqt loss nai ho skta, bulky trading business me profit or loss chalta he rehta hai to ap ko lalach krny ki zrort nai jb ap achi trade kry gy to ap ka achi earning or profit b mil jaye ga agr ap lalach kry gy rto hoskta hai k ap ko ziada loss hojaye phr ap ko srf dissapointment he hoge.. so its better to stay away from greediness
        • #334 Collapse

          bilkul forex mein humein ager kamyab rehna hai to kam profit per bhe apne trades ko close kerna seekhna hoga tabhee hum kamyab hosakte hai aur profit ke chaker men akser hamare trade loss me chalee jatee hai aur jo humein mil raha hota hao wo bhe chala jata hai hath sey
          • #335 Collapse

            Greed is curse and specially within the Forex that one that needs a lot of and a lot of by inserting the one order solely he get into loss and face the failure during this means. therefore stop greed and begin operating with correct designing.
            • #336 Collapse

              Forex main lalach he to main key h a loss ki agar hum es ko trade say dour rakhien to humain kafi faida ho sakta ha es greed ki wajha say he over trading kertay hain or ziada earn kernay kay chuker main big volume main trade bhee kertay hain jis ki wajha say kabhee kabhee big loss ko bhee face kerna per jata ha.
              • #337 Collapse

                G nh bhai kisi bhi trading me lalach nh hota hai...
                   
                • #338 Collapse

                  yes dear forex main lalach nahi honi chahea bilkul thk baat hai yah, agar hum lalach kerty hain to hum loss may hi jayngay kyunky lalach thik nahi hoti doston.....
                   
                  • #339 Collapse

                    Forex main app ko kam aye ga tu app ko is main koi bhi lalach ka kam nahi karna pare ga aur app per hay ke app ne apne account per risk main dal kar is main nafa earn karna hay aur app ko is main itni hard working karna ho ge aur app ki achi management hi app ko kam time main kamyab karr ge .
                    • #340 Collapse

                      Bhai jaan lalach trading ke liye bohat noqsaan de hai jab hum lalach karte hain to hum apni saari money ko loss kar dete hain is liye hume without lalach trading karni chayye.....
                         
                      • #341 Collapse

                        jesa dosto app ne suna hoga lalach buri bala he forex me bhi yahe misaal he ke agar app lalach kro ge or professional trader ki tarah trading nahe kro ge bas chaho ge ke kam timeme ameer ban jao aesa her ksis ke sath nahe hota or ziada tar log lose uthate hey
                        • #342 Collapse

                          ha yar aj kal ye post bohat a rahay hai lalach k par forex mai lalach kaam nahe ati hai bulkay ap ki trade ko disturb karti hai so never br greedy ok
                          • #343 Collapse

                            Yes aap ney bilkul shi kaha Forex ek risky business hai mera mana hai k is mai 100% lalach nahi hona chaeyey because lalach he hai jo aap ko aksar loss kar wa deta hai and aap isi lalach ki waja se ek achay trader nahi ban sktay..
                            • #344 Collapse

                              G bhi jan apny bilkol sahi bat kahi hai k forex mai lalach nhi hona chahye jo lalach karty hai wo aksar loss karjaty hai.tu Q lalach karty hai ye log kia n tura sy guzara nhi chalta.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #345 Collapse

                                If we want to do the successful trading and also if we want to get the success in the forex trading business then we have to control the greed all the time, and also we need to control the emotions during the trade then we can make the relax and successful trading.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X