forex and islam

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex and islam
    assalam o alikum frnds, mjhy is bat ki cnfusn hai k forex islam ma jaiz hai ya nhi??? agar jaiz hai to kese?? jaiz nhi hai to q nhi hai?? plz detl se btayn:(
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    m ne kfi logo se discuss kia but mjhy tasli bakhsh jawab nhi mila. kch ny kaha jaiz hai r kch ne is ki mukhalifat ki hai. agar ap ma se koi janta hai to plz bta de
       
    • #3 Collapse

      I M not Alim,But Alhamdullilaah i M a Muslim... Meray Bhai forex trading Tijarat he tou hai... yahan ap Kisi kism ka ghalat Kam nahin KAr rahay... Sirf khared O Farokht Kar rahay hain or us par apna jaiz Munafa hasil kartay hain...or jaisay K hum jantay hain k tijarat Main nafa nuksaan dono hotay hain Forex Main bhi nafa nuksaan ka Ratio barabar hai Islamic point of view say dekhain tou jis Tijarat main sirf nafa he nafa ho wo haraam hoti hai...Muslims K liye Sood haraam hai is liye instaforex hammain Swap free yani k sood say paaak Account Farahm karta hai... ye facility sirf Muslims k liye hai..jo log forex ko haraam Kehtay hain Zaraa ap un Say waja bhi pochain aap ko yakenaan un ki Batai hui waja kisi or Duniyaa ki bat lagay Ge.
      Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
      • #4 Collapse

        brother forex mere khayal main to jaiz hai kyun kay hum yahan kaam profit ya loss ki base pe kartay hain aur muslim kay liye yeh facility hai kay woh yahan sood free account bana saktay hain jis se yeh kaam halaal ho jata hai.
        • #5 Collapse

          Any that trades who are muslims they prefer that trading which is the free from the interest and trading is halal in the islam that in this we have to buy and sell something in forex
          • #6 Collapse

            ji bhai ji mery mind ky mutabiq forex treadeing compny men hamin aik job ya aik acha business dy rahi hy or is me na to koi sood ki baat hy or na hi sirf or srf porfit ki baat hy is meh ham currencey sell bhi karty hain or buy bhi karty hain is tarah khareedo frokhet ko hamra islam jaiz qarar deta hy
            • #7 Collapse

              yar bahi mana is silsila ma aik 2 logo sa pata kiya hai yani ulma karam sa uno na muhja is ka bara ma bataya hai ka yah halal hai aur aik chez ap ko is ka bara ma bata do ka is ma ap ko utna hi milta hai jitni ap ki mehnat hoti hai aur is ma ap ka loss bi huta hai aur is ma ap ka profit bi huta hai is nazriya ka mutabiq yah tekh hai lakin ap bi isa check kar la yani kisi sa pouch la
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: taabi پيغام ديکھيے
                assalam o alikum frnds, mjhy is bat ki cnfusn hai k forex islam ma jaiz hai ya nhi??? agar jaiz hai to kese?? jaiz nhi hai to q nhi hai?? plz detl se btayn:(
                jo log ghalat samajhte hain un ko ap ye keh du k ye aik buisnes hai,hum apni mehnat kerte hain,nafa bhe hai nuksan bhe huta hai,to ye ghalat kis tarha huwa?
                • #9 Collapse

                  dear agar ap ko koi khy k ye kam sai nai ha galt ha to oc ko kho k ye b ak business ha is me mahnat krni prti ha or ic me nafa b ha or nuksan b jis business me nafa or nuksan ho vo galt nai hota ap jis sy mrzi poch ly.
                   
                  • #10 Collapse

                    Brother forex 1 tijarat ka kam ha or tijarat to hmary pyary rasool Hazrat Muhammad (saw) na b ki the or tijarat krny ka he hukam dya tha
                    • #11 Collapse

                      Islam forex ko kuch bi ni kehta ha forex ek online business ha es ko ap adopt kar saktay hain aur es main ap earning kar saktay hain.
                      • #12 Collapse

                        My friends men abe tak pakistan forex forum ka new member hn,likn miry khayal men Islam men ya kam bilkul jaiz ha,quon k ya kam ham apne mehnat say kartay to Islam bhe yahe kahta ha k apne mehnat say kamao,wo bishak hilal ha.
                        • #13 Collapse

                          yar me hud forex k bary me bohat hi confuse hun g forex me trade krne se pehle hme forex k bareyme confirm kr lena chahye g forex islam me jayz b ha k nahi is m bary me me hud bohat hi confuse hun but koi reason able jawab nahi mila kisis se b
                          • #14 Collapse

                            bro best hai k ap kisi alime deen se rabta karo but mery point of view k hesab se ye jaiz hai kuyn k ye aam trading ki thraha hai ap buy karte ho sale karte ho ap ko nuksan bi hota hai or munfa bi
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              brother forex mere khayal main to jaiz hai kyun kay hum yahan kaam profit ya loss ki base pe kartay hain aur muslim kay liye yeh facility hai kay woh yahan sood free account bana saktay hain jis se yeh kaam halaal ho jata hai. job ya aik acha business dy rahi hy or is me na to koi sood ki baat hy or na hi sirf or srf porfit ki baat hy is meh ham currencey sell bhi karty hain or buy bhi karty hain is tarah khareedo frokhet ko hamra islam jaiz qarar deta hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X