What is basically Forex definition?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    meray khyaal say forex trading ki defintion ye hai k is main ham curruncies ki trade kartay hain jis ki wajah say humain nuksaan bhi hta hai or faida bhi hota hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      Yes forex for foriegn exchane market also written fx this is basically an international market for exchanging the currencies between treders of hain parirs ko buy and sell ker saktya hain paris countries estable themselve and we have a best opportunity to trade with the trend excating business.
      • #138 Collapse

        dear forex ki basically definition me hum keh sakte hai ke forex is online profitable business where we can earn by trading in setting our homes ao any place in trading we paurchase and sales of different countries currencies and earn profit
        • #139 Collapse

          forex main hum trading kartay hain currencies pe ya phir kisi bhi metal pe is kay ilawa aur bhi bohat saray options hotay hain forex ko pehle learn karna hota hai taa kay app ko pata chal jaye kay yahan kaise kaam kartay hain.
          • #140 Collapse

            Forex ki basically defination to yeh he ho gaye kay exchange of currenicies ya jis may hum ko loss aur profit hota hai forex aik online bussiness hai jis ko har koi karsakta hai
            • #141 Collapse

              yes off course forex trading means Foreign Exchange of currencies, we deal in different pairs of currencies and some other objects and forex trading is an international business and any one can do this and join this business from any where
              • #142 Collapse

                forex ki ap ko bohut zada definition mil jayin gi mager samjhnay kay liye itna hi kafi hain kay yeah aik online market hain jo kay ap ko 24hours hasil hoti hain ap gher bethay araam say currency pairs ko buy and sell ker skatya hain
                • #143 Collapse

                  forex ki ap ko bohut zada definition mil jayin gi mager samjhnay kay liye itna hi kafi hain kay yeah aik online market hain jo kay ap ko 24hours hasil hoti hain ap gher bethay araam say currency pairs ko buy and sell ker skatya hain
                  • #144 Collapse

                    is thread myn main yeh kehna cahta hoon kay hamain forex myn trading krnay kay liay achy knowledge ki need honi cahiay na kay ham forex ko bagair learn kiay aur is ka knowledge hasil kiay is myn trading krni cahiay phir esa hota hay kay trader kay andar greed apida .
                    • #145 Collapse

                      forex "foreign exchange" sa generate howa ha. jis k matalb ha k forex currencies ki trading. hum is business ma different foreign currencies pair ki trading karty hn or us sa profit get karty hn. but ya business boht he risky ha or without learning k ya business start karna boht he risky ha.
                       
                      :cool::cool::cool:
                      • #146 Collapse

                        g bhai jan bilkul thik kaha ha k forex mai hm different currencies ko buy or sell kar sakty han or forex tarding aik forign level py kam ho raha ha or is mai hm khd apny loss or profit k malik hoty han yahiforex ki defination ha
                        • #147 Collapse

                          forex " foriegn exchange " ka mukhaffaf hai es main aap mukhtalif curiences ko curent price pe buy cell karte ho jis se aap ko profit loss hota hai ye worlwide sab se bara online business hai jis main daily trillion $ ka lain dain hota hai
                          • #148 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ziddi munda پيغام ديکھيے
                            forex ki ek asan lafzon me definition yehi kar sakta hon k ek currency ka dosry currency sau lain dain.ye forex ki sub say asan aur mazaydar definition hai agar hum is pay amal kare to.
                            Haan bhai hum forex ko ye bhi keh sakte hain ke aik currency ko dosri currency se lain dain karna lekin is ki difination ye hai foreign exchange currency matlab currency ko khareed kar kar bechna aur us se profit earn krna...
                            • #149 Collapse

                              forex k market bahot he bara market ha our is me ap ko sirf experience he kam aty ha our ager ap k pass experience hoty ha to ap forex me achy profit kama sakty hai foreign exchnage lafzun ko mila kay aik short form bani hai jis ka matlab hai kay currencies ki apas mai exchange waghera
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                my dedr brother ap ko bohut zada definition mil jayin gi mager samjhnay kay liye itna hi kafi hain kay yeah aik online market hain jo kay ap ko 24hours hasil hoti hen jnb...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X