What is difference between Break and Breakout?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is difference between Break and Breakout?
    Aslaam o Alaikum.
    Dear pakistan forex forum members, forex trading k chart ko samjhnay k liye ham jitni bhi ziada say ziada techniques ka use kartay hwuay kaam kar lain hamaray liye wo sab kam hain, qk yeh market bahut ziada huge aur long hai jisko follow kartay hwuay ham har kisam ki strategies ka bhi use kartay hain aur apni practice ko bhi sath sath continue rakhtay hwuay kaam karnay main he hamari samjhdaari aur kamyabi hai.
    Aaj ham trading chart main price k break aur breakout k baray main discuss kartay hain jisko follow kartay hwuay umeed ki ja sakty hai k hamko aur bhi ziada entry point ko smajhnay ka knowledge hasil hoga aur ham achi trading say acha profit bana kar kamyab ho saktay hain.

    Trading chart main trade karnay k liye hamko 2 tarha say price ko daikhna pata hai aik price jab support ya resistance k kareeb jaty hai to wo break ho jaty hai aur 2nd jab price support ya resistance k kareeb jaty hai to wo usay breakout kar jaty hai. Yeh dodno he bahut ziada important hissay hain trading main entry ko pick karnay k liye.
    Neechay aap daikh saktay hain k GBP/USD pair main price nay breakout nai kia hai aur return ho gai hai.

    Click image for larger version

Name:	break1.png
Views:	1
Size:	125.6 کلوبائٹ
ID:	12471727

    Dear, uper k screenshot ki help say aap is baat ka andaza laga saktay hain aur correct knowledge hasil kar skatay hain k price nay 1.3700 resistance ko touch kia hai aur uska breakout nai huwa hai balk price nay break ki hai aur return sell start kar di hai jisay ham resistance say break ka name daitay hain.

    Click image for larger version

Name:	break2.png
Views:	1
Size:	100.6 کلوبائٹ
ID:	12471728

    Dear, ab ham apnay 2nd step ki example ko daikhtay hwuay is baat ko clear kartay hain k uper k screenshot main ap clearly daikh saktay hain k price nay 1.3497 resistance ko break nai balk uska breakout strong candle k sath kia hai jis main ab yeh price confirmed buy ho chukki hai laikin kuch corrections aur retracements ka hona bhi mukin hota hai jisk baad aap chart pay isko buy main daikh saktay hain. Mairay knowledge k mutabik yahi kuch hota hai price k break aur breakout main.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is difference between Break and Breakout?

    Assalamu alaikum

    ummid hai aap sab thik honge forex trading mein Ham jitne bhi technique use Karen vah hamare khud ke liye used for na kyunki jyada techniques use karne se Ham Meri trading mein bahut achcha hota hai hamari post per likes bahut acche aaenge if we want more likes in aur post then we use more techniques in our post if our post is so compatible for the forex trading then Amazon order se zyada acchi post likhane ki koshish karni chahie shukriya
    • #3 Collapse

      Re: What is difference between Break and Breakout?

      ​ Hm trade lagate Hn too hm Chahte Hn K Haamari hi post per acche se acche likes aur thanks ayn kunkah Jb Ham trade Lagaya To Hamen Sathiya Dhoni ki jarurat hoti hai aur ismein bahut ziada profit hasil ho sakta hai se Hamen break Ho Breakout Ko Nahin Karna
      • #4 Collapse

        Re: What is difference between Break and Breakout?

        market mai kabe be movement ache nahe hote agar hamy market mai kese be chees ke samj na a rahe ho to hamy apny expert trader ke tips ko follow karna chahey jab market ke movement down ho to hamy is mai sell ka order lagana chahey hamy is mai sahe order lagana chahey hamy is main kabe be galt order nahe lagana chahey hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: What is difference between Break and Breakout?

          hamy market mai break out strategy ko use kar ky kam karna hoga then hum earn kar sakty hain hamy is mai soch samj kar kam kara ho ga forex aik acha business hai hamy market ke movement ky mutbaik kam karna ho ga yai aik best business hain

          اب آن لائن

          Working...
          X