Aslaam o Alaikum.
Dear pakistan forex forum members, forex trading k chart ko samjhnay k liye ham jitni bhi ziada say ziada techniques ka use kartay hwuay kaam kar lain hamaray liye wo sab kam hain, qk yeh market bahut ziada huge aur long hai jisko follow kartay hwuay ham har kisam ki strategies ka bhi use kartay hain aur apni practice ko bhi sath sath continue rakhtay hwuay kaam karnay main he hamari samjhdaari aur kamyabi hai.
Aaj ham trading chart main price k break aur breakout k baray main discuss kartay hain jisko follow kartay hwuay umeed ki ja sakty hai k hamko aur bhi ziada entry point ko smajhnay ka knowledge hasil hoga aur ham achi trading say acha profit bana kar kamyab ho saktay hain.
Trading chart main trade karnay k liye hamko 2 tarha say price ko daikhna pata hai aik price jab support ya resistance k kareeb jaty hai to wo break ho jaty hai aur 2nd jab price support ya resistance k kareeb jaty hai to wo usay breakout kar jaty hai. Yeh dodno he bahut ziada important hissay hain trading main entry ko pick karnay k liye.
Neechay aap daikh saktay hain k GBP/USD pair main price nay breakout nai kia hai aur return ho gai hai.

Dear, uper k screenshot ki help say aap is baat ka andaza laga saktay hain aur correct knowledge hasil kar skatay hain k price nay 1.3700 resistance ko touch kia hai aur uska breakout nai huwa hai balk price nay break ki hai aur return sell start kar di hai jisay ham resistance say break ka name daitay hain.

Dear, ab ham apnay 2nd step ki example ko daikhtay hwuay is baat ko clear kartay hain k uper k screenshot main ap clearly daikh saktay hain k price nay 1.3497 resistance ko break nai balk uska breakout strong candle k sath kia hai jis main ab yeh price confirmed buy ho chukki hai laikin kuch corrections aur retracements ka hona bhi mukin hota hai jisk baad aap chart pay isko buy main daikh saktay hain. Mairay knowledge k mutabik yahi kuch hota hai price k break aur breakout main.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим