Aalaam o Alaikum.
Dear pak forum's members, aaj main apk sath bahut he important topic pay dicuss karnay wala hoon jisko follow kartay hwuay hamara mined bhi washed ho jayega aur hamaray andar jo bhi forex market ki trading k baray main mistakes hain wo sab khatam ho jayenge.
Yeh maira aap say sawal bhi hai aur mairy discuss bhi hai k kia ham market main sirf other traders k signals ko follow kartay hwuay kamyab aur achi trading karnay main kamyab ho skatay hain kia aisa karna haamra liye theek hai, agar daikha jaye to aik tarha say ham aisi soch aur aisi trades say kamyab aur achi trading kar skatay hain, wo is liye k jo bhi traders market main apnay signals ko publish karta hai usk pass kuch na kuch market ka knowledge hota hai jiski base pay wo khud bhi trading karta hai aur apnay signals ko bhi forward karta hai.
Aik tarha say yeh baat mukammal tour pay ghalt bhi hai qk jab ham market main kaam kartay hwuay kisi aur k signals ko permanent follow kartay jatay hain to ham profit to hasil kartay hain laikn hamain market main is baat ka kabhi bhi experince hasil nai ho sakta hai k ham market trading main kab kis cheez ko follow kartay hwuay entr hotay hain aur kis baat ko follow kartay hwuay ham exit hotay hain jiski wjaha say ham market main sirf lakeer k fakeer k hisaab say trading aur earning kartay hain.
Impossible to be successful from following people's signals:
Dear members, mairay knowledge aur experience k mutabik is wakt bahut saray traders social media ki help say market ki trading main groups bana kar signals sharing ka kaam kar rahay hain, laikin jab kisi traders k signals say market main take profit ya acha profit milta hai to tab wo usay groups main share karta hai aur agar loss ho jaye to wo groups main chat karna stop kar daitay hain jiska result yeh hai k signals ko provide karna aur show karna aik paper work hai jis main koi bhi kisi kisam ka practical nai hota hai, is liye aap sab ko maira yeh mashwra hai k hamain market main kaam karnay ko delay karna chaye aur jab tak ham khud mannualy traeekay say achi learning nai kar laitay hain hamain kabi bhi apni invest ko aur apnay aapko signals k zariye say risk main nai dalna chaye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим