Can we be successful in trading just by following people's signals?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Can we be successful in trading just by following people's signals?
    Aalaam o Alaikum.
    Dear pak forum's members, aaj main apk sath bahut he important topic pay dicuss karnay wala hoon jisko follow kartay hwuay hamara mined bhi washed ho jayega aur hamaray andar jo bhi forex market ki trading k baray main mistakes hain wo sab khatam ho jayenge.
    Yeh maira aap say sawal bhi hai aur mairy discuss bhi hai k kia ham market main sirf other traders k signals ko follow kartay hwuay kamyab aur achi trading karnay main kamyab ho skatay hain kia aisa karna haamra liye theek hai, agar daikha jaye to aik tarha say ham aisi soch aur aisi trades say kamyab aur achi trading kar skatay hain, wo is liye k jo bhi traders market main apnay signals ko publish karta hai usk pass kuch na kuch market ka knowledge hota hai jiski base pay wo khud bhi trading karta hai aur apnay signals ko bhi forward karta hai.

    Aik tarha say yeh baat mukammal tour pay ghalt bhi hai qk jab ham market main kaam kartay hwuay kisi aur k signals ko permanent follow kartay jatay hain to ham profit to hasil kartay hain laikn hamain market main is baat ka kabhi bhi experince hasil nai ho sakta hai k ham market trading main kab kis cheez ko follow kartay hwuay entr hotay hain aur kis baat ko follow kartay hwuay ham exit hotay hain jiski wjaha say ham market main sirf lakeer k fakeer k hisaab say trading aur earning kartay hain.

    Impossible to be successful from following people's signals:

    Dear members, mairay knowledge aur experience k mutabik is wakt bahut saray traders social media ki help say market ki trading main groups bana kar signals sharing ka kaam kar rahay hain, laikin jab kisi traders k signals say market main take profit ya acha profit milta hai to tab wo usay groups main share karta hai aur agar loss ho jaye to wo groups main chat karna stop kar daitay hain jiska result yeh hai k signals ko provide karna aur show karna aik paper work hai jis main koi bhi kisi kisam ka practical nai hota hai, is liye aap sab ko maira yeh mashwra hai k hamain market main kaam karnay ko delay karna chaye aur jab tak ham khud mannualy traeekay say achi learning nai kar laitay hain hamain kabi bhi apni invest ko aur apnay aapko signals k zariye say risk main nai dalna chaye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

    Asslam u Alaikum dear members.. Yeh baat bilkul theek hai forex par hamien ziyada sy ziyada mehnat chahye.. Hum forex par jitni ziyada mehnat krien gy utna ziyada earning kr skty hein... Jitna ziyada forex py work hard krien gy utna ziyada hi forex par bonus mil skta hai. Aur us bonus sy hum ziyada sy ziyada trading kr skty hein .mehnat jitni ziyada ho gi earning bhi utni ziyada ho gii... Mehnat mein azmat hai .. Forex py ziyada bonus mehnat ka hi hai.... Thank you members...
    • #3 Collapse

      Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

      hume apni personal trading ko seekhna chhaiye samjhna chahiye uskay bad aap hamesha he apni trading karo dusron pe depend nahi karna chahiye hamesha aap time den khud kaam karen achi strategy develop karne dusron k signals pe chalna nuksan ka baisa hai aap kisi dusray pe he har time depend kartay raho gay.
      • #4 Collapse

        Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

        Ham ko chye k ham khud is mn mehnat karain ham ko chye k ham market ko khud analysis karain or phir ja Kar ham ko chye k ham is mn trade karain tab hi ham is mn achi trade open Kar sakty hn agr ham dosroon k signals ko follow bhi karty hn tu ham kk chye k ham is ko achi trah se judge Kar lain or phir ja Kar ham ko chye k ham is mn trade open karain tu hi ham is mn acha munafa hasil kar sakty hn
        • #5 Collapse

          Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

          boht he acha swal kiya hai mohtram member ne k kya hum kisi or k signals pr mukammal depend krty huy trading kr k successul bn sakty hain ,dosto jesa k hum sab janty hain k khwah kisi ka bhe signal ho kbhi bhe mukammal tor pr tek nahin hoskta,
          kisi or k signals ko follow krty huy trading krny se acha hai k apni abilities ko istemal krty huy market ko or different pairs ko analyse krna seekhyn or apni trading skills ko waqt k sath sath powerful bnaty rahyn ,esi trah mehnat se he kamyabi mumkin hai otherwise hamyn kuch bhe hasil nhin hoga or hum lakeer k fakeer ki trah oron k signals pr aml krty huy tukky baazi se kaam chlaty rahyngy or kbhi bhe successful nhin hongy,

          DISADVANTAGES OF TAKING SIGNALS:
          dosto signals pr aml krny k beshumar disadvantages hain, aik tow signals ko follow krny se hmari apni abilities dabb kr reh jati hain jis ki wajah se hum lakeer k fakeer bn jaty hain or hmara dmagh trading krny laiq he nhin rhta ,jab hum blindly signals pr aml krty hain tow hamyn profit ki jagah boht heavy loss bhe uthana pr jata hai,

          HARDWORKING IS THE ONLY WAY :
          ji han dosto forex business ki dunia me siraf hardworking he ki madad se hum kamyabi hasil kr skty hain na k kisi k pechy lag k ya signals ko follow krty huy,jo traders ,mehnat se apny kaam ko krty hain or market ko apny hisab se analyse krty huy trading krty rahty hain tow amooman yeh bat dekhi gayi hai k wohi log hamysha kamyabi ki rah pr gamzann nazr aty hain ,

          MY OPENION:
          trading me kafi arsa guzarny k baad mera zaati tajurba hai or apko aik ehm message bhe hai k hamysha market ko khud se analyse krty huy trading k aml me hissa lyn kion k ap apny account k bary me or uski capacity k bary me zyada behtr treeky se smajh sakty hain ,kisi kism k signal ko pahly tow follow he nah kryn or agr follow krna pr bhe jaye tow usko pahly aaik bar apny tor pr slightly analyse lazmi kryn.
          • #6 Collapse

            Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
            Aalaam o Alaikum.
            Dear pak forum's members, aaj main apk sath bahut he important topic pay dicuss karnay wala hoon jisko follow kartay hwuay hamara mined bhi washed ho jayega aur hamaray andar jo bhi forex market ki trading k baray main mistakes hain wo sab khatam ho jayenge.
            Yeh maira aap say sawal bhi hai aur mairy discuss bhi hai k kia ham market main sirf other traders k signals ko follow kartay hwuay kamyab aur achi trading karnay main kamyab ho skatay hain kia aisa karna haamra liye theek hai, agar daikha jaye to aik tarha say ham aisi soch aur aisi trades say kamyab aur achi trading kar skatay hain, wo is liye k jo bhi traders market main apnay signals ko publish karta hai usk pass kuch na kuch market ka knowledge hota hai jiski base pay wo khud bhi trading karta hai aur apnay signals ko bhi forward karta hai.

            Aik tarha say yeh baat mukammal tour pay ghalt bhi hai qk jab ham market main kaam kartay hwuay kisi aur k signals ko permanent follow kartay jatay hain to ham profit to hasil kartay hain laikn hamain market main is baat ka kabhi bhi experince hasil nai ho sakta hai k ham market trading main kab kis cheez ko follow kartay hwuay entr hotay hain aur kis baat ko follow kartay hwuay ham exit hotay hain jiski wjaha say ham market main sirf lakeer k fakeer k hisaab say trading aur earning kartay hain.

            Impossible to be successful from following people's signals:

            Dear members, mairay knowledge aur experience k mutabik is wakt bahut saray traders social media ki help say market ki trading main groups bana kar signals sharing ka kaam kar rahay hain, laikin jab kisi traders k signals say market main take profit ya acha profit milta hai to tab wo usay groups main share karta hai aur agar loss ho jaye to wo groups main chat karna stop kar daitay hain jiska result yeh hai k signals ko provide karna aur show karna aik paper work hai jis main koi bhi kisi kisam ka practical nai hota hai, is liye aap sab ko maira yeh mashwra hai k hamain market main kaam karnay ko delay karna chaye aur jab tak ham khud mannualy traeekay say achi learning nai kar laitay hain hamain kabi bhi apni invest ko aur apnay aapko signals k zariye say risk main nai dalna chaye.
            Kisi bhi successful trader ki signal hasil karne se Ham successful trade Le sakte hain lekin agar vo trusted ho kyunki agar trust na ho aapko signal ke upar to fir aap last kar sakte hain trade mein isliye ye Jo bhi theatre aapko signal de raha hai pahle usse aap investor mein uska account check karne ke in signals ka use Apne account per bhi karta hai Ashraf output signal provide karta hai sabse behtarin kam hai ki jo bhi aapka munh kar aapko analysis provide karta hai usi mein se aapko suit signal uthakar straight Karni chahie kyunki koi bhi Banda se signal provide Karen aur aap Kitne dur hai ya nahin ho sakta log aajkal signal light karte hain Unka bhi Koi fayda Nahin hai
            • #7 Collapse

              Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

              g han ap signals ko follow kar k forex markets se money earn kar skty hain lakin wo kisi or ki mehnat ki hui hoti ha apko khud pe belive krna chye hai kisi or per nai ap khud seekhin ye pak forex forum boht best option hai forex ko seekhny ka is per forex se related har tip or trick apko milti hain signals wrong b hoty hain log peson k signals bechty hain so jo ap peson k signals lain gy wo ap invest krin or khud seekh kr trading krin
              • #8 Collapse

                Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

                assalamu alaikum aap sab khairiyat se honge bahut hi achcha sawal hai ki aap peoples ke signals ko follow karte hue kaise trading kar sakte hain human hi ek aisi chij hai jiski aap Sikh sakte hain lekin aap ek bar ka kya rakhen ki aap just on people say sikhen Jo ke aap jante ho ki yah hamen acchi trade dila sakta hai achcha munafa de sakta hai iske follow karne per Ham bahut hi trichy trading kar sakte hain SO aap pipal ko follow Karen Jo ke bahut hi experience wala prasann Ho shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

                  hamy kud market ke movement ko samj kar trading karne chahey hum signal ky throw be trading kar sakty hain lykin bad dafa signal galt be hoty hain to hamara account wash ho jata hain is liey hamy kud market ko achy sy analyses kar ky trading karne ho he hamy aik time mai aik he pair mai aik he trade lagane chahey yai aam job ke nisbat bohat ache job hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Can we be successful in trading just by following people's signals?

                    Aapane bahut Achcha Sawal Kiya ki kya Ham Logon Ko follow karke Ek acche trader Ban sakte hain bilkul Nahin aap apni senior member se guideline Le sakte hain lekin aap unke signals ko follow karke kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte iske liye jaruri hai kya aap demo compass Yadav Se Jyada practice Karen Apne experience can Karen aur FIR trading Karenge to aap Jarur Kamyab Honge lekin agar aap Logon ke Cygnus ko follow karke trading Karenge to aap kabhi bhi Kamyab Nahin Hota Hai

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X