Include these points in your trading plan
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Include these points in your trading plan
    Market ke volatility trading ko exciting banati hai aur traders volatile market sy profit banaty hain lekin ye aik trap bhe ho sakta hai aur traders lalach main aa kar mistakes karty hain.
    Aik acha trading plan hona bahut zaroori hai aur trading plan banaty wakt aapko chand cheezon ko trading plan ma lazmi add katna hota hai.

    Price and volume
    Buy ya sell karny kay liey just price ko dekhna kafi nahi hota balky us kay sath volume ko bhe dekhna zaroori hota hai. Maslan agar market ke price down ja rahi hai lekin us main volumes zaida nahi hain to eska matlab hai bahut zaida traders sell nahi kar rahy aur aap apni positions hold kar sakty hain. Esi tarha market buy jaati hai lekin volumes zaida nahi hain to aap apni trades ko hod kar sakty hain.

    Moving Average Line
    Moving average line price movement ko track karti hai kay kay kitne arsy main avg price kia rahi hai. Jab price Moving avg kay close hoyi hai to aap faisla kar sakty hain kay Buy karna ha ya Sell.

    Price Target
    Price target ka matlab hai aapko pata hona chahey kay kis time market main Buy karna ha ya ks time Sell karna hai. Beshak aap price target ko change kar sakty hain lekin trading plan main price target ko lazmi include karna chahey.

    How much you are willing to risk
    Ye cheez pehly sy plan karni chahey kay aapne kitne amount ka risk lena hai ya phir kitne percentage total amount ke aap risk lena chahty hain. Koi traders 1% risk lety hain aur koi 2%. Lekin aapko ye recommend kiya jata hai kay apni total amount ka 2% sy 5% zaida 1 trade pe risk na lain.

    How much Target to Gain
    Lalach traders ko hamesha nuqsan delaata hai aur lalach main aa kar profit wali trades sometimes loss main close karna parti hain. Lehaza aap apny trading plan main ye lazmi tatget set karin kay aapne kitna gain target rakhna hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Include these points in your trading plan

    aap ko mera salam. aap ko jab trading karni hoti hai tu phely aap trading karny kay liye aap ko plan banana chye ye aap kay liye thik ho ga jab aap trading kay liye plan bnaye tu usky sat koch points ko bhi include kary ye aap kay liye bhot mufeed rhe ga aap ki trading achi ho gi tu aap ko profit bhi mily ga aur aap loss say bhi bach sakty hai trading mai jo points hony chye wo aap ko trading mai madad kary gay hum jo bhi plan kary apni kaam yaabi bhi hony chaye ye tu baat ban jai gi aur aap agar plan koi bhi na kary gay aap ko kaam yaabi nahi mily gi aap ko phir trading mai problem ho gi jis say aap ko koch bhi hasile nahi ho ga aap ki baat mai koch naya karny ka jazba ho ga tu aap ko success mil sakti hai aur humy trading mai koi bhi mistake nahi karni chye jis say humy noksaan ho jai ye tu humy mistake ko rok kar koch plan karna ho ga.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Include these points in your trading plan

      Salam walekum ummid karta hun aap sab khairiyat se honge trading plan mein hamen bahut hi acche keypoints ko use karna chahie focused karna chahie aur acchi trading karni chahie kyunki acchi trading aur acche ki point se hamen bahut hi achcha profit mil sakta hai agar Ham acchi trading karna chahte hain hamen acche plans aur achcha keypoints aur prokar se help mang kar inki points ki madad se Ham bahut hi acchi trading kar sakte hain agar acchi trading per focussed hoga tabhi Ham bahut hi accha profit Kama sakte hain at the end Ham bahut hi acche businessman bhi ban sakte hain shukriya

      اب آن لائن

      Working...
      X