Market ke volatility trading ko exciting banati hai aur traders volatile market sy profit banaty hain lekin ye aik trap bhe ho sakta hai aur traders lalach main aa kar mistakes karty hain.
Aik acha trading plan hona bahut zaroori hai aur trading plan banaty wakt aapko chand cheezon ko trading plan ma lazmi add katna hota hai.
Price and volume
Buy ya sell karny kay liey just price ko dekhna kafi nahi hota balky us kay sath volume ko bhe dekhna zaroori hota hai. Maslan agar market ke price down ja rahi hai lekin us main volumes zaida nahi hain to eska matlab hai bahut zaida traders sell nahi kar rahy aur aap apni positions hold kar sakty hain. Esi tarha market buy jaati hai lekin volumes zaida nahi hain to aap apni trades ko hod kar sakty hain.
Moving Average Line
Moving average line price movement ko track karti hai kay kay kitne arsy main avg price kia rahi hai. Jab price Moving avg kay close hoyi hai to aap faisla kar sakty hain kay Buy karna ha ya Sell.
Price Target
Price target ka matlab hai aapko pata hona chahey kay kis time market main Buy karna ha ya ks time Sell karna hai. Beshak aap price target ko change kar sakty hain lekin trading plan main price target ko lazmi include karna chahey.
How much you are willing to risk
Ye cheez pehly sy plan karni chahey kay aapne kitne amount ka risk lena hai ya phir kitne percentage total amount ke aap risk lena chahty hain. Koi traders 1% risk lety hain aur koi 2%. Lekin aapko ye recommend kiya jata hai kay apni total amount ka 2% sy 5% zaida 1 trade pe risk na lain.
How much Target to Gain
Lalach traders ko hamesha nuqsan delaata hai aur lalach main aa kar profit wali trades sometimes loss main close karna parti hain. Lehaza aap apny trading plan main ye lazmi tatget set karin kay aapne kitna gain target rakhna hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим