Assalamu alaikum Forex member bed price or ask price ko seiling price or buying price bhi kahate Hain yah donon terms buy aur sell buy ke liye use hote Hain professional Jo hote hain woh market mein market language use karte hain aur buy aur sell ki jagah per ask price aur bat price ke world use karte hain market mein hamen Pear base currency aur cotton currency ke sath price mein bhi show ho rahe hote Hain misal ke taur per Euro USD ki bed price yeh hai aur aapko usmein buy offer lagani hai to bed aur ask mein price mein jo defence hai woh teen per iska hai to is bare mein spread hota hai isliye hamen ismen price ko buy aur bed aur ask ko buy bol sakte hain aski price hoti hai agar trader kisi pear ko buy kar rahe hote hain unko ada karni hoti hai aur woh bed price hoti hai jo kisi currency pear ko trade sell karna chahte hain to pay karni hoti hai. Ask price//. ask price woh hoti hai jo aapko currency ko buy karne ke liye deni parti hai mesal k tor per agar aap ne Euro USD ke pair ke bad price aur ask price is tarah mil rahi hai 1.1600/1.1604 ismein ask price 1.1604 wali Hy ges ko buy bhi kahty Hain. Bid price. yah woh price hoti hai jo aapko currency sell karne per milati hai misal k tor per as mein eurusd mein bed price 1.1 600 hai agar aap eur sell karte hain to aapko 1.1 600 dollor milenge. Gap in bid price and ask price. Donon price mein jo Gape hota hai usko spread kahate Hain yeh sepread dealer ka commission charges hote Hain woh service dene ke charges katta hai
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим