Bid price aur ask price kia hoty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bid price aur ask price kia hoty hain
    Assalamu alaikum Forex member bed price or ask price ko seiling price or buying price bhi kahate Hain yah donon terms buy aur sell buy ke liye use hote Hain professional Jo hote hain woh market mein market language use karte hain aur buy aur sell ki jagah per ask price aur bat price ke world use karte hain market mein hamen Pear base currency aur cotton currency ke sath price mein bhi show ho rahe hote Hain misal ke taur per Euro USD ki bed price yeh hai aur aapko usmein buy offer lagani hai to bed aur ask mein price mein jo defence hai woh teen per iska hai to is bare mein spread hota hai isliye hamen ismen price ko buy aur bed aur ask ko buy bol sakte hain aski price hoti hai agar trader kisi pear ko buy kar rahe hote hain unko ada karni hoti hai aur woh bed price hoti hai jo kisi currency pear ko trade sell karna chahte hain to pay karni hoti hai. Ask price//. ask price woh hoti hai jo aapko currency ko buy karne ke liye deni parti hai mesal k tor per agar aap ne Euro USD ke pair ke bad price aur ask price is tarah mil rahi hai 1.1600/1.1604 ismein ask price 1.1604 wali Hy ges ko buy bhi kahty Hain. Bid price. yah woh price hoti hai jo aapko currency sell karne per milati hai misal k tor per as mein eurusd mein bed price 1.1 600 hai agar aap eur sell karte hain to aapko 1.1 600 dollor milenge. Gap in bid price and ask price. Donon price mein jo Gape hota hai usko spread kahate Hain yeh sepread dealer ka commission charges hote Hain woh service dene ke charges katta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bid price aur ask price kia hoty hain

    Assalam.o.Alaikum bid price aur ask price basically sell or buy ka dosra naam ha jo market main language use hoti ha trading k lia usy bid price aur ask price he kahty hain simple zuban main buying aur selling hota ha k him kb currency sell or buy karty hain forexample euro ki ki bid price aur ask price main jo diffrence ha us par hum jo buying yeah selling karty hwin wo bid aur ask ki surat main karty hain
    • #3 Collapse

      Re: Bid price aur ask price kia hoty hain

      Forex trading market me jab aap Kisi broker ko select karte hain, aur Forex trading market Mein Apni entry ko mukmmal karna chahte hain, to ismein aapko Bid prices aur ask prices se related apni learning ko complete karna chahie, Kyunki yah 2 different types ki prices market Mein prevail kar rahi hoti hain, aur aapko different types ke different types prices available hoti hai. Bid prices aur ask prices proper explanation app se karna chahta hun.

      Bid Prices

      Forex trading market Mein Jab aap ko metatrader mein left side per minimum prices available Hoti Hai, To isko aap market mein bid prices Kaha Jata Hai. Is prices ka purpose yah hota hai yah Jab aap market mein kisi currency pairs aur kisi commodities ko sale karna chahte hain, to usmein aap ko Hamesha market Mein minimum prices available Hoti Hai. Jab aap market mein kisi bhi commodity aur currency pairs ko sale karte hain, to ismein aapko minimum prices available Hoti Hai, is price ko aap market mein bid price Kahate Hain.

      Explainatio with Examples

      Agar aapko further explanation dene ke liye yah example Dun to aapko Jyada clear ho jaega ki Jab aap dollars Kisi currencies exchange dealers per Lekar Jaate Hain, aur uske against apko Pakistani rupees Hasil karte hain, to aapko Hamesha minimum prices available hoti hai, lekin Jab aap dollars purchase karna chahte hain aur aapke pass Pakistani currency hoti hai to usmein aapko highest prices available Hoti Hai, Inko aap ask prices ke naam se Jante Hain.

      Ask Prices

      Dear member Jab aap metatrader 4 main right sides per maximum prices ko observe Karte Hain, isko ask Prices Kaha Jata Hai. Basically Jab aap market mein kisi commodity aur kisi currency pair ko purchase Karte Hain, To usmein aap ko Hamesha maximum prices offer ki ja rahi Hoti Hai Inko ask prices Kaha jata hai.

      Difference between Ask and Bid Prices

      Dear member agar aap market mein ask prices for Bid prices ka comparison kerte Hain, aur Iske different ko calculate karte hain, to ismein aapko Hamesha bahut jyada fayda mil sakta hai. Jab aap market Mein Bid prices aur ask prices ko acchi Tarah calculate kar lete hain, to iska difference broker ka Commission Hota Hai Jisko aap spread Kaha jata hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bid price aur ask price kia hoty hain

        Assalamu alaikum dear Forex members I hope that you are best in your health and spirit doston forex online platform hai Kisi waqt bhi mehnat ke Bina per bahut acche earning kar sakte hain Forex per trading karne ke liye Hamen basic knowledge Ka hona bhi jaruri hai bind or ask price buying or selling price ke naam hai jo professional hote hain to vah bind aur ask price istemal karte hain kyunki forex mein trading karne ke kuchh rules hote Hain aapko chahe usko follow Karen Taki aapki earningacchi ho iski example app currency exchange se bhi le sakte hain kyunki Pakistan ki currency ki value low hai jab ke American currency ki value bhai high hoti hai Hamen koshish karne chahie ke mehnat Karke kam behtarin Karen shukriya

        اب آن لائن

        Working...
        X