Inverted hammer candlestick and Shooting Star Candlestick.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Inverted hammer candlestick and Shooting Star Candlestick.
    Forex trading market mein jab ap technical analysis ko complete karna chahte hain, to ismein aapko hamesha different important candlestick pattern ko individually study karna hota hai. Aur yah candlestick aapko bahut jyada important information provide karte Hain. Jab aap market mein regular basis per apni decision making ko perfect banana hota hai, to ismein aapko candlesticks ko acchi tarah study karna chahie. Aaj main aapko market mein 2 familiar candlestick se related kuchh information share karna chahta hun.

    Inverted Hammer Candlestick

    Inverted hammer candlestick aik reversal candlestick hoti hai, Jo aapko hamesha support level per milti hai. Jab market mein strong downtrend hony kay bad reversal candlestick banti hai, Jo aapko uptrend sa related information provide kar rahe hoti hai.

    Identification of Inverted hammer

    Is candlestick pattern ko aap easily recognise kar sakte hain, isk candlestick ki Shadow kafi lambi hoti hai or iski body bilkul choti see hoti hai.

    Shooting Star Candlestick

    Shooting star candlestick pattern aik bahut important reversal candlestick pattern hota hai, jo aapko market mein hamesha resistance level per available hota Hai. Jab market mein ek strong uptrend hota hai aur uske bad market apni reversal movement start karti hai, to us time per aapko market mein shooting star candlestick pattern mil sakta hai.

    Identification of Shooting Star

    Is candlestick pattern ko identify karna aapke liye bahut hi aasan hota hai, Kyunki Jab aap is candlestick pattern ko easily recognise karna chahte hain, to iski ab upper Shadow aur minimum body aapki judgement ko asan bana deti hai.

    Decision making process

    Dear member Jab aap inverted hammer candlestick pattern or shooting star candlestick pattern ki proper identification kar lete hain, to iske bad aapko apni decision-making karna hoti hai. Agar yah candlestick pattern aapko resistance level per milta Hai, to iske bad aapane market mein selling entry Lena hoti hai, aur Agar aapko yah candlestick pattern support level per milta Hai to aapko market mein buying ki entry karna hoti hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Inverted hammer candlestick and Shooting Star Candlestick.

    Jab aap market Mein maximum advantages ko increase karne ke liye different important candlesticks Baton ko acchi Tarah study Karte Hain To aap market Mein acche technical analysis kar sakte hain aur ismein aapko bahut jyada fayda hasate ho sakta hai Jab aap market Mein individual candlestick pattern ko acchi Tarah study kar lete hain to aap definitely bahut acche advantages increase kar sakte hain aur aap market Mein successful trading karne ki position Mein a sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: Inverted hammer candlestick and Shooting Star Candlestick.

      Forex trading ki market mein jab ham apna Kaam Shuru karte hain to use time hamen es market mein apna Kam bahut hi active rahte hue karna hota hai aur hamen apna Kam karte hue market mein maujud analysis types ko zarur istemal karna chahie market mai in types ko Hamen individualy study Karte rahana chahie aur isko regular basis per study karna chahie market mein candlestick patterns Ko agar hamen apne trade mein ya pher apne kam mein istemal karna hai to uske liye hamen market mein technical analysis ka istemal karna hoga aur es ka istemal karke hi ham candlestick patterns ko understand kar sakte hain
      different types of candlestick patterns
      market me candlestick patterns different types mein maujud hote hain isliye hamen chahie ki ham unko regular basis per samajhne ki koshish karen aur market mein jo member in candlestick patterns ko apni trading mai bahut zyada importance dete Hain unko chai kye voh inko understand Karen inverted hammer candlestick pattern aur shooting star candlestick pattern Ko Jab Ham trade mein istemal karte hain to use time ham iske zariye se bahut ache benefits hasil kar lete hain
      inverted hammer candlestick pattern
      jab ham trade ko open karte hain to use time hamen market ki tamam situation ko ache tarike se understand kar lena chahie in tamam situations ko recognizer karke hi ham trade ko open kar paate hain yah ek reversal candlestick ppattern hota hai aur yah hamen market mein downtrend ki reversal movement ke bare mein complete information provide karta hai jo ke hamen buyying yah seiling karne mein help karti hai
      shooting star candlestick pattern
      yah candlestick pattern bhi 1 reversal candlestick pattern hota hai jisko ham resistance level ke zariye se apne trade mein istemal kar sakte hain aur iska istemal Karke ham market ke uptrend se related signals ko understand kar sakte hain in signals ko recognise karne ke liye hamen market mein maujud in tammam candlestick patterns ko apne kam mein include karna hoga
      • #4 Collapse

        Re: Inverted hammer candlestick and Shooting Star Candlestick.

        aap ka shukriya kay aap nay ye baat ki hai hum jo koch jaanty hai wahi baat ko aap humy bana chaty hai jo aap kay knowlege mai hum aap kay es experience say bhot koch jaan saky gay aap invert hammer candlestick and shooting star candlestick kay bary mai humy bata rhe hai aap ka ye topic humy aik new baat seekny kay liye humy di hai um khud agr new baat samaj ja tu humy kiy aur chye new cheez ko samjny say humy new knowledge mily ga aur hum bhi kisi ko es bary mai bataye gay kay wo bhi jaan saky .
        • #5 Collapse

          Re: Inverted hammer candlestick and Shooting Star Candlestick.

          Inverted hammer or shooting star candlestick pattern forex trading ke market mein bahut zyada importance rakhte hain aur market mein trading karte hue unki bahut zyada zarurat hoti hai aur hamen market mein trading karte hue in candlestick patterns ko avoid nahin karna chahiye balke inko use karna chahiye aur unko use karne ke liye hamen technical analysis aur fundamental analysis ka istemal karna chahiye jab ham uska bahut hi acha knowledge rakhte honge tabhi ham in terms ko apni trading mein sahi tarike se istemal karke inke zariya se ache benefits hasil kar Payenge ache benefits hasil karni hai to uske liye shooting star aur inverted hammer candlestick pattern ki importance ko understand kar lena chahiye.
          inverted hammer candlestick pattern defined
          Inverted hammer candlestick pattern ek bullish hammer candlestick pattern hota hai jo cable candle ko explain karta hai yah candle ek bahut hi strong downtrend ki position ko show karti hai yah candle ek bahut hi long tail hoti hai aur long tail hone ke sath sath yah market ki price ke top level par jane ko aur aur low-level per aane ki position ko bahut hi ache tarike se explain karti hai jab forex trading ki market main yah candle bahut top level per hoti hai to use time down trend ke signals show kiye jaate hain aur yah signal bahut hi powerful signals hote hain jo ki trading ke liye bahut hi profitable hote hain.
          shooting star candlestick pattern defined
          Shooting star pattern ek candle hoti hai it looks like a shooting star yah candle market key open close top level aur low-level question karti hai shooting star candlestick pattern and sellers againts jab movement start karti hai to use time buyers ko push karte hue low position ki taraf movement start kar deti hai aur price ki yah movement hamen price key barish trend ke signals provide karti hai shooting star candle ek reversal candle hoti hai aur yah reversal candle hamen trendlines ko samajhne mein help karti hai.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Inverted hammer candlestick and Shooting Star Candlestick.

            Market mein kaam shuru karna hai to uske liye hame esko regular basis per analysis karte rahana hoga market mein technical analysis bahut zyada popular analysis hai aur bahut zyada work bhi karta hai aur market mein bahut export trader bhi iska estemal karke market ko samajhne ki koshish karte hain technical analysis ke zariye se hi hamen market mein candlestick pattern ko learn karna chahiye aur esko regular basis per study karte rahana chahiye Kyunki yah candlestick pattern market mein trading karte hue bahut help karte hain aur bahut hi best tips provide karte hain yah tips treading karne mein bahut importance rakhti hain market mein individually hamen bahut hi famous candlestick pattern ko study karna hota hai.
            advantages and limitations inverted hammer
            Inverted hammer candlestick pattern ek trading candle hoti hai inverted hammer candlestick pattern ko ham commonly observed kar sakte hain aur yah facility hamen forex market ke zariye se hasil hoti hai forex market hamen bahut hi important inside ki facilities provide karti hai in particular ham inverted hammer candlestick pattern ko validate potential reversal ko explain karne ke liye eski help le sakte hain yah candle is term ko bahut hi acche tarike se explain karti hai trading karte hue hamen inverted hammer ke advantage aur limitations ko ache tarike se clear kar lena chahiye aur yah candle hamen market ki open close high low price ko samajhne mein bahut zyada help karti hai.
            advantage and limitations shooting star candlestick pattern
            Shooting star candlestick pattern ek barrish reversal candlestick pattern hota hai jo ke barrish trend ki all movement ko samajhne mein hamari bahut zyada help karta hai shooting star candlestick pattern looks identical inverted hammer candlestick pattern but occurs rising price level es candlestick pattern ki shaped indicators ki tarah hoti hai lekin eske price bahut jyada slow hoti hai shooting star candlestick patterns white colour mein maujud hoti hain shooting star candlestick pattern ke size se hamen barrish ke signals milte hain esliye hamen bahut hi careful hokar market mein trade open karni chahiye.

            اب آن لائن

            Working...
            X