Forex trading market mein jab ap technical analysis ko complete karna chahte hain, to ismein aapko hamesha different important candlestick pattern ko individually study karna hota hai. Aur yah candlestick aapko bahut jyada important information provide karte Hain. Jab aap market mein regular basis per apni decision making ko perfect banana hota hai, to ismein aapko candlesticks ko acchi tarah study karna chahie. Aaj main aapko market mein 2 familiar candlestick se related kuchh information share karna chahta hun.
Inverted Hammer Candlestick
Inverted hammer candlestick aik reversal candlestick hoti hai, Jo aapko hamesha support level per milti hai. Jab market mein strong downtrend hony kay bad reversal candlestick banti hai, Jo aapko uptrend sa related information provide kar rahe hoti hai.
Identification of Inverted hammer
Is candlestick pattern ko aap easily recognise kar sakte hain, isk candlestick ki Shadow kafi lambi hoti hai or iski body bilkul choti see hoti hai.
Shooting Star Candlestick
Shooting star candlestick pattern aik bahut important reversal candlestick pattern hota hai, jo aapko market mein hamesha resistance level per available hota Hai. Jab market mein ek strong uptrend hota hai aur uske bad market apni reversal movement start karti hai, to us time per aapko market mein shooting star candlestick pattern mil sakta hai.
Identification of Shooting Star
Is candlestick pattern ko identify karna aapke liye bahut hi aasan hota hai, Kyunki Jab aap is candlestick pattern ko easily recognise karna chahte hain, to iski ab upper Shadow aur minimum body aapki judgement ko asan bana deti hai.
Decision making process
Dear member Jab aap inverted hammer candlestick pattern or shooting star candlestick pattern ki proper identification kar lete hain, to iske bad aapko apni decision-making karna hoti hai. Agar yah candlestick pattern aapko resistance level per milta Hai, to iske bad aapane market mein selling entry Lena hoti hai, aur Agar aapko yah candlestick pattern support level per milta Hai to aapko market mein buying ki entry karna hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим