Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain
    Hello dear ummid karta hun aap sab khairiyat ke sath Honge Baat darasal yah Hai Ki Hamari Zara Si mistake Hamen Forex mein bahut Piche Tak Lekar Ja sakti hai mistakes ka matlab Yahan per yah hai ki agar aap trading mein chal Baje karte hain market ki situation Ko samajhte Nahin Hai Aur purse market candles ko up and down Dekhkar aap usmein trade Lagate Hain To ismein aap samjhe ke bahut Piche hain aur Aise Mein mistake ke chances bahut jyada ho Jaate Hain isliye koshish ke Karni chahie ke Jitna ho sake mistakes ko avoid kiya jaaye aur Jitna ho sake Dekha Jaaye ke market Hamare point per Kab Aaegi aap apne aap ko Is Tarah Se ready Karen ki aapko Har point ki samajh ho aur aap ko pata hokar kis time par Kaisa step aapki favour Mein rahega Forex Mein Jisne kam se kam mistakes ki is Ne Hamesha kamyabi Hasil ki or Aise members ko hi expert Kaha Jata Hai Forex Ki Kitab Mein lekin Dekha Jaaye To Ham mistake Kya Karte Hain Ki market samajh mein I Nahin market niche Jaane Lagi To Humne Sell Laga Diya market Upar Jaane Lagi To Humne buy ki trade Le Li Aisa nahin karna chahie asa karna Hamesha bacchon wali mistake karne ke barabar hai agar Dekha Jaaye to market ko technically follow karne ki koshish karen Aur Is Tarah Se follow Karenge Jis Tarah Se aap market ke support and resistance ko mind Mein rakhen Apna Khud Se technique Karen aur Khud Se Dekhen ki aap Kis Tarah Se market Mein Koi study Lekar aa sakte hain Koi kam kar sakte hain aur Kis Tarah Se plan kar sakte hain market ko check kar sakte hain koi bhi expert aise hi expert Nahin Hota isko time lagta hai aur agar aap yah baat samajh Jaenge time lagakar aap expert ho sakte hain to aap yakin se Kaise sakte hain ki aap Forex mein bahut jald kamyabi ki taraf Ja sakte hain Hamesha success lene ke liye pahle Hamen unsuccessful Hona hota hai aur Aise Mein Hamesha Kabhi Dil Ko Chhota na Karen Agar aapka loss hota hai to koshish karen ke lor se bhi Sabak Hasil Kiya Ja sake aur Sabak Lekar Aage Chala Ja sake jab tak aap apni mistakes ko Apne steps Nahin banaenge tab tak Aap Yahan per success ke kisi bhi Raste per Nahin chal Sakte Agar Ek Ya Do Din aapko success mil Jaati Hai To iska matlab yah Nahin ki aap expert Ho chuke hain Forex Mein Kabhi Bhi hundred percent Kuchh Bhi Nahin Hota lekin agar aap isko koshish Karte rahte hain to put jaldi aap usko Samajh Kar kamyabi ki taraf Ja sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain

    Forex trading me agar Ham Jara se mistake Karte Hain To fir Hamen bahut hi jyada Lash Ka Sapna karna pad sakta hai isiliye Garam Forex Mein kamyabi Hasil karna chahte hain aur ek Achcha profit Hotel karna chahte hain To Hamen chahie Kya Hamesha analyses karna Ji Se FERA mein kamyabi asali karne ki koshish Karte Hain To Ham Jarur parikshan kamyabi Hasil kar sakte hain aur ek Achcha profit Hustle bhi kar sakte Agar mehnat ke sath work nahin kar padhte aur ek Achcha profit Ho Sar karne ki koshish bhi nahin kar sakte to make acchi trailer bhi nahin Ban Sakte aur naahi Forex Mein kamyabi Hasil kar sakte
    • #3 Collapse

      Re: Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain

      Forex trading mn mistakes ki bht ki thori space hoti h q k jb bi hum real account k sath trade krty hn to capital almost average sa hi hota h even low level hi hota h jo k zra si negative move ko support bi ni kr skta. Esly bht hi careful ho kr trade krna chahiey ta kbi koi bra nuqsaan na ho. SL ka hr trade mn use krna apni routine bna lain to bi kafi bachat ho jati h
      • #4 Collapse

        Re: Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain

        Hamen forex emn apny mistakes ko cover karna hota hy agar hum mistakes ko cover nahin karen gy tu hum as men acha faida hasil nahin kar sakty hain as lai hamen mistakes ko cover karna chahie takeh hum as men achy earning hasil kar saken kun kay agar hum as emn acha kam karen gy tu hamen nas men bahtu acha bonus hasil hoga ur hum as men kabhy bhe nakam nahin ho sakemn gy balkeh hum achy earning hasil kar saken gy
        • #5 Collapse

          Re: Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain

          The aapane bilkul theek Aakar Hamare Jara se mistake se Ham bahut Piche Ja sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham trading karne se pahle Hai market ki position ko check kar le Agar Ham bhi Shah ko check kiye Bagad Laga Denge to use Ham bahut nuksan ka jisse Ham bahut Piche Rah Jaenge isliye Hamen Hamesha market tusion ko kya Lagana chahie
          • #6 Collapse

            Re: Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain

            Assalamu Alaikum friend ummid karta hun kya aap sab khairiyat se Honge yah Baat bilkul sahi hai agar Hamen Forex per kam karna hai to bure Samay Dari se a aur imandari se karna hoga kyunke Hamari Thodi Si Galti Hamen bahut Piche Chhod sakti hai isliye Ham jo bhi kam Karen Puri Samay Dari se Karen yah Hamare liye bahut Achcha hoga Kyon Gaye Hamari Thodi Si Galti Ke vajah se Hamen bahut nuksan uthana pad sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain

              ji han forex trading mein jyadatar log tabhi nuksan uthate Hain Jo jaldbaji mein kam karte hain agar Ham achcha trader banna chahte Hain to hamen forex trading mein soch samajh ke sath kam karna padega chhoti si chhoti si galti ko bhi ignore nahin karna padega aap jisme jyada struggle karenge forex trading ke acche hajar hue ke liye to aap ko jarur farex mein kamyabi mil sakti hai forex trading mein hamen chahie ke nuksan hone par emotional Na Ho ya ise kar bar ka hissa samjhe aur apni galti unko recover karne ki koshish karen
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Hamri Zara si mistake se hum bht peachy ja sakty hain

                Assalam walekum

                Mera bhi yahi khyal hai ek chhotisi mistake hamen bahut piche Le jaati hai isliye Ham koshish karen pahle to mistake se bache fir bhi agar humse mistake ho jaaye to koshish karen ke dubara yah mistake humse Na Ho aur FIR Ham apna Jo loss ho chuka hai usko khabar Karen aur profit mein chale jaen

                اب آن لائن

                Working...
                X