Hello dear ummid karta hun aap sab khairiyat ke sath Honge Baat darasal yah Hai Ki Hamari Zara Si mistake Hamen Forex mein bahut Piche Tak Lekar Ja sakti hai mistakes ka matlab Yahan per yah hai ki agar aap trading mein chal Baje karte hain market ki situation Ko samajhte Nahin Hai Aur purse market candles ko up and down Dekhkar aap usmein trade Lagate Hain To ismein aap samjhe ke bahut Piche hain aur Aise Mein mistake ke chances bahut jyada ho Jaate Hain isliye koshish ke Karni chahie ke Jitna ho sake mistakes ko avoid kiya jaaye aur Jitna ho sake Dekha Jaaye ke market Hamare point per Kab Aaegi aap apne aap ko Is Tarah Se ready Karen ki aapko Har point ki samajh ho aur aap ko pata hokar kis time par Kaisa step aapki favour Mein rahega Forex Mein Jisne kam se kam mistakes ki is Ne Hamesha kamyabi Hasil ki or Aise members ko hi expert Kaha Jata Hai Forex Ki Kitab Mein lekin Dekha Jaaye To Ham mistake Kya Karte Hain Ki market samajh mein I Nahin market niche Jaane Lagi To Humne Sell Laga Diya market Upar Jaane Lagi To Humne buy ki trade Le Li Aisa nahin karna chahie asa karna Hamesha bacchon wali mistake karne ke barabar hai agar Dekha Jaaye to market ko technically follow karne ki koshish karen Aur Is Tarah Se follow Karenge Jis Tarah Se aap market ke support and resistance ko mind Mein rakhen Apna Khud Se technique Karen aur Khud Se Dekhen ki aap Kis Tarah Se market Mein Koi study Lekar aa sakte hain Koi kam kar sakte hain aur Kis Tarah Se plan kar sakte hain market ko check kar sakte hain koi bhi expert aise hi expert Nahin Hota isko time lagta hai aur agar aap yah baat samajh Jaenge time lagakar aap expert ho sakte hain to aap yakin se Kaise sakte hain ki aap Forex mein bahut jald kamyabi ki taraf Ja sakte hain Hamesha success lene ke liye pahle Hamen unsuccessful Hona hota hai aur Aise Mein Hamesha Kabhi Dil Ko Chhota na Karen Agar aapka loss hota hai to koshish karen ke lor se bhi Sabak Hasil Kiya Ja sake aur Sabak Lekar Aage Chala Ja sake jab tak aap apni mistakes ko Apne steps Nahin banaenge tab tak Aap Yahan per success ke kisi bhi Raste per Nahin chal Sakte Agar Ek Ya Do Din aapko success mil Jaati Hai To iska matlab yah Nahin ki aap expert Ho chuke hain Forex Mein Kabhi Bhi hundred percent Kuchh Bhi Nahin Hota lekin agar aap isko koshish Karte rahte hain to put jaldi aap usko Samajh Kar kamyabi ki taraf Ja sakte hain
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим