Forex market main kaam karnay k liye har aik traders k liye sab say pehlay aur sab say ziada baat yahi aehmiat rakhti hay k usay market main kaam karnay k liye har aik baat ki khabar ka hona bahut ziada aehmiat rakhta hay jisk liye ham market ki jitni ziada deep main jaa kar is main kaam kartay hain ham isay samjhnay main utnay he ziada kamyab hoty hain,Marjin cal bhi un main say aik hay jisko samjhnay k liye aur jis say bachnay k liye ham jitni ziada mehnat aur lagan k sath market main kaam karaingay ham is main utny he ziada kamyab aur achi earning karnay walay traders ban saktay hain jisk liye yeh zaruri hay.
Forex trading main marjin calculation.
Har aik broker marjin 1:20 ki leverage offer karta hay jis main hamko bhi faida aur security hoty hay aur jisk sath kaam kartay hwuay hamko market main risk ka aur reward ka hisssb rehta hay.Agar ham market main kaam kartay hwauy is hisssab say kaam kartay hain to hamara market main kaam kartay hwauy risk sirf 5% k hisaab say count aur manage hoga jis main kabhi bhi hamko hamaray account ko washed honay ka darr ya khatra nai hoga aur ham market ko samjhnay main bhi har aik trades k sath kamyab hotay jayenagy. Mairay experience k mutabik yahi sab say ziada better hay.
Forex trading main margin level kia hota hay.
Agar ham is parameter ko daikh kar forex market main iski margin lelvel k sath trading kartay hain to tab hamain market main risk aur reward ka sahi andaza tab he mil sakta hay k jab market main hamara level 100% say uper jata hay to hamara trading ka risk bahut ziada barrh jata hay aur hamko market main kaam kartay hwauy ziada tar risk aur khtra rehta hay aur ham market main 100% tak level pounch janay k baad aur koi bhi mazed trades ko open nai kar skatay hain agar ham yahi leverage istemaal kartay hwuay kaam kartay hain to ham market ko achi tarha say samjh saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим