Dear members,forex market k chart main kaam karnay k liye jab tak ham is baat ko yakeeni nai bana laitay hain k ham market main stoplose ko har haal main mumkin tareekay k sath istemaal kark he kamyab ho skatay hain tab tak ham kabhi bhi professional traders nai ban saktay hain aur na eh ham kabhi market ko smajhnay main kamyab ho skatay hain.Forex main hamko jitna ziada lose k baad lessona milta hay utna ham kabhi bhi market main profit say nai seekh saktay hain laikin usk liye zaruri hota hay k lose k baad ham market ko aur bhi achay tareekay k sath samjhnay ki koshish karian.
Stoplose ko sahi tareeky k sath kaisay lagaya jata hay?
Dear,stoplose ka istemaal karnay say pehlay hamko market ka aik mukammal tareekay k sath analysis karna sab say pehlay aur sab say ziada zaruri hota hay jisk baad agar ham market main aik wakt k liye koi ziada bhi risk laitay hain to usk nuksaan say bhi hamko aik acha knowledge milta hay aur hamko market ko samjhnay ka kuch na kuch moukka zaruri milta hay,agar ham market main entry lainay say peglay kuch samjhtay nai hain aur kuch sochtay nai hain to hamara stoplose bhi hamaray kisi kaam ka is liye nai hota hay qk hamko kisi nuksaan ya kisi profit ki jab koi samjh he nai hoge to ham market main kabhi kamyab nai ho skaaty hain.Stoplose ko laganay k liye sba say pehlay hamain market main risk aur reward k ratio ko samjhna bahut ziada zaruri hota hay agar ham is baat ko achi tarha say smajh saktay hain to stoplose ka lagana aur uski calculation koi bhi mushkil nai hain.
Apnay account k risk ko kaisay control karain?
Dear members,forex market main kaam karnay k liye hamara maksad yeh kabhi bhi nai hona chaye k ham nay har main achi eanring karni hay khwah usk liye hamain market main koi gambling karna parray ya usk liye hamain market main jitna bhi barra risk laina parray to koi baat nai hay,balk market main kaam karnay k liye jab tak hamko is baat kas ahi andza nai mil jata hay k ham nay kab kitan aur kis hisaab say risk laitay hwuay market main kaam karnay say ham kamyabi ko bhi hasil kar skatay hain aur ham nakami ko bhi hamesha k liye khatam kar skatay hain tab he ham aik achay traders bhi hain aur tab he ham market main kaam kartay hwuay apnay account k risk ko kam kartay hwuay apnay control main rakh saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим