Forex market main stoplose ko kaisay calculate kia jata hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main stoplose ko kaisay calculate kia jata hay?
    Dear members,forex market k chart main kaam karnay k liye jab tak ham is baat ko yakeeni nai bana laitay hain k ham market main stoplose ko har haal main mumkin tareekay k sath istemaal kark he kamyab ho skatay hain tab tak ham kabhi bhi professional traders nai ban saktay hain aur na eh ham kabhi market ko smajhnay main kamyab ho skatay hain.Forex main hamko jitna ziada lose k baad lessona milta hay utna ham kabhi bhi market main profit say nai seekh saktay hain laikin usk liye zaruri hota hay k lose k baad ham market ko aur bhi achay tareekay k sath samjhnay ki koshish karian.

    Stoplose ko sahi tareeky k sath kaisay lagaya jata hay?

    Dear,stoplose ka istemaal karnay say pehlay hamko market ka aik mukammal tareekay k sath analysis karna sab say pehlay aur sab say ziada zaruri hota hay jisk baad agar ham market main aik wakt k liye koi ziada bhi risk laitay hain to usk nuksaan say bhi hamko aik acha knowledge milta hay aur hamko market ko samjhnay ka kuch na kuch moukka zaruri milta hay,agar ham market main entry lainay say peglay kuch samjhtay nai hain aur kuch sochtay nai hain to hamara stoplose bhi hamaray kisi kaam ka is liye nai hota hay qk hamko kisi nuksaan ya kisi profit ki jab koi samjh he nai hoge to ham market main kabhi kamyab nai ho skaaty hain.Stoplose ko laganay k liye sba say pehlay hamain market main risk aur reward k ratio ko samjhna bahut ziada zaruri hota hay agar ham is baat ko achi tarha say smajh saktay hain to stoplose ka lagana aur uski calculation koi bhi mushkil nai hain.

    Apnay account k risk ko kaisay control karain?

    Dear members,forex market main kaam karnay k liye hamara maksad yeh kabhi bhi nai hona chaye k ham nay har main achi eanring karni hay khwah usk liye hamain market main koi gambling karna parray ya usk liye hamain market main jitna bhi barra risk laina parray to koi baat nai hay,balk market main kaam karnay k liye jab tak hamko is baat kas ahi andza nai mil jata hay k ham nay kab kitan aur kis hisaab say risk laitay hwuay market main kaam karnay say ham kamyabi ko bhi hasil kar skatay hain aur ham nakami ko bhi hamesha k liye khatam kar skatay hain tab he ham aik achay traders bhi hain aur tab he ham market main kaam kartay hwuay apnay account k risk ko kam kartay hwuay apnay control main rakh saktay hain.

    Click image for larger version

Name:	risk111.png
Views:	1
Size:	84.7 کلوبائٹ
ID:	12471309
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market main stoplose ko kaisay calculate kia jata hay?

    Hamen forex marketmenstoploss lazmen set karna hota hy agar hum as men stop loss ka istamal nahin karengy tu hum nakam ho jayen gy as lia hamen himat nahin harny chahey kun kay forex men trading karna asan nahin hy as men hum jitny mahnat ur tawajho kay sath kam ko jary rakhty hian tu hum as men utna hi faida hasil karty hain as lia hamen jaldi kay sath koi bhe kam nahin karna chahey tkaeh hum forex men kamyaby hasil kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Forex market main stoplose ko kaisay calculate kia jata hay?

      Assalam walekum hope you all are fine and doing well on Forex trading dear friends trading karte hue Agar Ham stop-loss Ko acche tarike se use karte hain To Ham Apne account ko bhi save Rakh sakte hainForex trading pr kaam karne se pahle demo account pr practice karni chahie demo account practice ke liye best account hai Humne kam Karke knowledge or experience increased kar sakte hain Hamen Demo account per Jyada Se Jyada time spent karna chahie Jab Ham Demo account pr Jyada Se Jyada time spent Karte Hain To Hamara knowledge or experience increased hota hai aur Hamare kam karne ki speed bhi increase hoti hai isiliye Hame Forex trading ke real account par kaam karne se pahle demo account per Jyada Se Jyada practice karni chahie demo account practice ke liye Best account hai aur jab Ham Demo account per kam Karte Hain To mistake hone ki chances bahut kam Hote Hain Jo log demo account pr Kam Nahin Karte aur direct Forex trading ki real account per kam karna start kar dete Hain Unse Bahut Si mistakes hoti hai aur unhen kam karne mein Bahut Si difficulties ka Samna karna padta hai isiliye Ham Mein sabse pahle Demo account per kam karna chahie Demo account per kam karke hi Ham Apne skills ko bhi improve kar sakte hain aur accha profit bhi Hasil kar sakte hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex market main stoplose ko kaisay calculate kia jata hay?

        Dear member forex market Mein stop loss ko calculate karne ke liye aapke liye bahut hi easily hai agar aap apni entry per trade Lagate Hain To usse a down of stop loss lagakar Apne account ko save Rakh sakte hain Hamen is form per rules
        regulation follow karne hote hain Agar Ham rules regulation ko follow Nahin Karenge To Ham kabhi bhi successful trading nahin kar sakte isliye Hamen Koshish Karna Hogi ki Ham ismein market Mein acchi strategis ke sath kam Karen jitni acchi strategies ke sath Ham is market Mein kam Karenge aur acchi scalping Karke trading Karenge To Ham market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen planning ke sath kam karna hoga Agar Ham without planning ke kam karte hain to hamare liye trading karna bahut hi difficult ho jata hai isliye Hamen is market Mein Soch Samajh Kar aur planning ke sath kam karna hoga basically aapko is form per acchi knowledge or experience ke sath kam karna Hota Hai isliye aapko trade Lagane se pahle stop loss ka bhi use karna hoga.
        • #5 Collapse

          Re: Forex market main stoplose ko kaisay calculate kia jata hay?

          Assalam o alikum hello forex traders hope you are doing well today I want to talk about forex trading m hamain hr chz ka khyl rakhain stopless ko calculate krain k ap is forum k hr rule ko smjhain phr ap kamyab hain jb apko totally skills a jayingi is forum pr mehnat or sabar krty rakhain inshallah kamyab hongain umeed hy apko meri baat pasand Ayi hogi thank you so much Allah hafiz
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex market main stoplose ko kaisay calculate kia jata hay?

            dear member agar aap market mein different important pending orders ko apne trading mein completely apply karte hain to ismein aapko hamesha bahut jyada profitable physicians mil sakti hain Forex trading market mein successful hone ke liye hamesha be confident hokar apni working ko complete karna chahie kyunki be confident hona aap ke liye bahut hi jyada important hota hai jo member self-confident hokar apni working karte hain vah apni working ko aasani ke sath complete kar sakte hain market mein kamyabi hasil karne ke liye aapko hamesha iski complete learning karne ki jarurat hoti Hai without proper learning of successful tractor nahin Ban sakte hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X