kia forex trading muslims k liya ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    forex trading jo hai haar kise ke liye hai musalman ke liye aur jo nonmuslims hai yeh to eik kaam hai like karobaar es ko koi bhi kar sakta hai yaha par mehnat ke jati hai aur mehnat ke beger kuch nahi milta to kaise ho skata hai yeh haram ho aur yeh nahi karna chaye mera yeh kehna hai ke yeh haram nahi hai yeh forex trading eik buhat acha bussiness hai aur halal hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Ji hasn bhai forex trading aik asa business ha jo k sab k liye ha even Muslims k liye bhi ye bilkul halal business ha isme kuch bhi haram ni ha ku k forex ma koi fixed earning nahi hoti ha balke hum apni investment lagate hain aur phir buying n selling kr k hame profit milta ha is liye ye 100% halal business ha aram se har musalman ise kar sakhta ha ku k isme soad bhi ni hota ha
      • #618 Collapse

        trading ka matlab to sabhi jante hn tijarat he import export me bhi kch yehi hota he to isme haram halal ki kia bat hui filhal phr bhi isk bare me apko kc mufti ya kc alim se rujuu krna chahye.
        • #619 Collapse

          Bhai jaan iforex ko kuch log haraam kehte hain aur juch log halaal lekin bhai jaan kafi muslims is kaam ko kar rahe hain hume is ka kisi mufti semaloom karna chayye wohi sahi se hume bata sakte hain......
             
          • #620 Collapse

            i do not think there are any difficulty in the forex trading. it is very easy to trade in the forex market. if a trader have enough knowledge about the forex business he can easily get success in the forex business.
            • #621 Collapse

              g haan muslims bhi kar sakte hain forex mein kaam is mein aisi koi rok tok nahi hai aur wese bhi forex islam mein haraam nahi hai is mein bhi humari mehnat hoti hai jis se hum profit kamate hain aur loss bhi hota hai
              • #622 Collapse

                Esi kui bat ni hy forex trading sub k lie hy. Isay her muslim ker sakta hy .mere khyal aur ilm k mutabik ye haram ni hy . . .agar muslim forex trading ma kamyab hote hain to definitly puri muslim umah k lie ye thek hy.
                • #623 Collapse

                  yes you are right Regarding the basis of his research, DeMark said, "market timing is 100%. It's anti-trend, it's contratrend, it's pattern recognition and price exhaustion." DeMark believes his technical indicators differ from others because "they are totally objective and mechanical and they are against the grain of most technicians."
                  • #624 Collapse

                    ji han bro ye sab k liye hai ise muslims bhi kar rhy hain aur non muslims bhi aur ye ap ka aqeda ya ap ki zat nhe pochta hai balke ye ap se skills aur knowlege mangta hai agar ap k pass ye sab kuch hai to ap is ko kar sakte ho chahie ap muslims ho ya ninmuslim ho mard ho ya aurat ho
                     
                    • #625 Collapse

                      g ha bro ya business muslims k liy b ha is business ma loss b h skta ha or profit b or jo is business ma mhnt kary ga wo hi kamyab ho ga is business ma is ;liy hamy s busness ma mhnt karni chae ta k kamyab ho sky is business ma.....or ya business ma muslims k liy b ha is ko muslims kar skty ha...
                       
                      • #626 Collapse

                        nahi bahi aisa bilkul bhi nahi hai forex trading ka business bilkul Muslims ke liye hai aur is main ap befiker ho kar kaam kar sakte hain aur dosri baat ager ap insta forex ka jab real account create karte hain tu wahan aik option hota hai Islamic name se os per ap check laga do tu ap ka account sood se bikul pak ho jata hai
                        • #627 Collapse

                          meray bhai forex only muslim k lye nh hai ... q k forex aik intenational company hai... aur is me har religion k log forex me job kar sktay hai.....
                           
                          • #628 Collapse

                            mane kisi alim sa nahi pocha is baray ma. mane aik post pa read kiya tha bohat sa log (including me) is bat sa agreed hain k forex pa hard work kero ga tabhi kamyabi mila gi or is hawla sa ye haram nahi howa. yaha zyda mehnat kerna wala ko hi profit milta hai or ager koi ya kaha ye just few days ma koi jado jesa profit wala kam hai to asa nahi. yaha b dori jobs ki tarah kam or mehnat kerna sa hi kuch mila ga baki har koi apni soch k hisab sa kam kara ...
                            • #629 Collapse

                              ji dear forex muslims ky ly hy ku k ye ak businsse hy or businsse me to hr kohe kam kr skta is me ger muslims or muslims dono kam kr skty hy.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                mere khayal me to forex trading muslims bhi kr rahay hain aur haram ni hai q k mera ye kehna hai jb koi invest kr k us pe mehnat krta hain investment se zayada to mehnat hoti hai to phr jb mehnat horahi hai to haram kaisay hua mera to yehi point of view hai aur forex trading har koi kr raha hai.......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X