kia forex trading muslims k liya ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #646 Collapse

    dear us bussiness me region ka kuch masla ni hai is liye log kaha kaha se log forex join karte hain ta ke wo log ache paise kama sake so we have to do good trading here and do hardwork and become opeful..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #647 Collapse

      Mery bhai muslmano ka fatwa hai k agr koi kaam daaam mein koi chees khareed k rakh ly aur uc ko tb bechy jb uc ki qeemat barh jaye tou yeh jaiz hai haram nhi hai aur trading mein bhi yahi houta hai...
      • #648 Collapse

        mere khayal mai forex muslims kay liye allowed huna chaiye kiu kay behak ye remote business hai laikin is mai ap apnay paisay invest kar kay tijarat kar rahe hain aur buy aur sell par ap ko profit aur loss dono hute hain is liye forex ko haraam nahi kaha ja sakta kiu kay islam mai wo busienss allowed hai jsi mai nafa aur nuqsan dono hun,
        • #649 Collapse

          G mery khayal sa forex trading koi haram kam nahe ha agar ap is ma mehnat karn gy tub ja kar ap ko profit ya bonus milta ha jesy mulazim ko jab wo kam karta ha tub us ko us ki pay milte ha is liya mery khayal sa is par kam karna koi haram bat nahe ha ya ak jaiz kam ha jo log samjhty hn wo galat samjhty hnn
          • #650 Collapse

            Dear friend mere nahi khayal k forex treading musalmano k lia nahi hai haram wo karobar hota jis may sirf profit ho lakin forex may kabi profit hota hai or kabi loss hota hai ye mera view hai baqi aap kasi mufti sy malomaat hasil karain
            • #651 Collapse

              dear friend froex ek international han jesay ap bhair kaheja kar purachace aur sake akrty hion use traha ap ko yaha per be yahe kaam karn han aur aise koi baat nai k muslim nai kar sakty forex may kafi muslim kaam karhay han so logo ke aise baatain ignor karay ap
              • #652 Collapse

                bhai forex pe muslims bhi kaam kr rahy hain or non-muslims bhi, ye mer khayal se to haram nai hai q k hm is kaam me mehnat krty hain or mehnat se kia hua kaam halal hi hota hai
                اصل پيغام ارسال کردہ از: shahdkingsdk پيغام ديکھيے
                hello


                Dosto main ya jana chahta hun k kia forex trad muslims k liya best hai ? matlb ya hai k kuch log ya kahe ty han k forex trading harama hai is ko nai kr na chahy app kia kahe ty ho is bary main kia nai kr na chahy hum ko?
                • #653 Collapse

                  ji bilkul forex muslim ke liye bi ha bulke har koi forex par kam kar sakta jis ka bi dil kare lakin forex par sirf success wo hi ho sakta ha jis ke pas achi invest ho take wo forex par sahi se kam kar sakte ha or knowledge ka hona bi zarori ha
                  • #654 Collapse

                    Dear bother, mere khyaal se asa kuch nhai hai foerx pakistani business hia or pakitsan ak muslim mulk hai or yahan per sab muslim hi hain jo kaam karte hain ye ioi haram business nahi hai ham is mai mahnat karte hain or apni mahnat ka sil nasil karte hain.
                    • #655 Collapse

                      hmmm me is sawal per sure to nahe hu wese to issy sab kar rahy han muslim bhi non muslim bhi per me smjhta hu kuch muslim aesa concept rakhty hain k islam is ki ijazat nahe dyta wo apne baqi muslim dosto ko b yahi kehty hain ye haraam hay na karo per pta nahe q??
                       
                      • #656 Collapse

                        main to samjhti hun kay ye business musalmano kay liay best hay bal kay main to kahun gi kay her Pakistani kay liay best hay kun kay is main kam mehnat main ham ziada kama sakty hen,.
                        • #657 Collapse

                          mugy legty hein muslim forex tarding kar sakt hein yhe lslam mein mera kya se tanh hein hum ko is mein be bhot mahnt karn pertt hein hum ko mahnt kar ka pise kamn cheny to forex mein hum ko bhot zayed mahnt karn pert hein poher hum ko pise milty hein
                           
                          • #658 Collapse

                            jis ha dosto pori dunya me muslims bhi forex me kaam kar rahe hey or paksitan me bhi bohat tezi se forex trading buisness develop horaha he or market app mazhab dekh kar app ko profit nahe deti koi bhi ho hard work karke hi profit kama sakta he
                             
                            • #659 Collapse

                              Jee haan bilkul bhia jaan forex trading muslims ke liye bhi hai aur kafi muslims forex ko kar bhi rahe hain lekin is baare me kehna moshkil hai ke forex is lam me kaisa hai.......
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #660 Collapse

                                ji ha forex trading muslims bhi use karskte ha ye haram nahi ha balke ap apne mahnat sa karobar karte ho ye aik business hai jis ma ap ko profit bhi hota has loss bhi agar ap forex trading sa waqif nahe ho lto lost hoga sood par balance lana haram ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X