apne account ko grow hune dena chaiye ya profits nikalwa lene chaiye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #841 Collapse

    i think forex me sb ap apni skills sy achieve karty hai aur jo ap ko better lagy ap ko wesy krna chaye but agr ap ny better investment kar rkhi hai to ap ko apna profit nikalwaty rehna chaye otherwise kbhi ap ka account ap ki mistake sy wash b ho skta hai...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #842 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: ansar77 پيغام ديکھيے
      mera sawal hai kay agar hum apne profits ko na nikalwayn tu hamaray investments increase hute jayn gay aur hum aur zada earning kar saken gay tu kia humai profits nikalwa lebe chaiye ya account ko grow hune dena chaiye?
      my dear brother ager aap ko profit utna ho raha hai jitna aap ne target set kiya tha to phir nikaal lein aur main aap ko ye bhi batana chahun ga k forex mein aap ka zitna ziyada paisa invest ho ga aap ko profit bhi utna hi ziyada ho ga aur loss ziyada hony ki surat mein aap ka acount wash hony se bhi bach jayega
       
      • #843 Collapse

        bhai jee ye sab ap pr deppend krta hai k ap ki krty hain jahan tak mera khayal hae to ap ko chahiye k ap apni profit forex se niklwa liya kren to best rahy ga kun k market up ya down hoti rahti hai jis se ap ko loss bhi ho sakta hai.
         
        • #844 Collapse

          mera khiyal hai k half profit withdraw karwana chaye aor half capital main add kar dena chaye is tarah ham achi trading kar sake ge
          • #845 Collapse

            I think agar ap kuch profit Kama latay Ho us k bad usay account main rahna daen magar us k bad apna profit sath sath withdrawal karty rahen
             
            • #846 Collapse

              ham forex trading main trading kar ky jo profit kamaty hain wo ham bina kisi parashani ky nikalwa sakty hain agar ham chahain to agar ham profit na nikalwain to hamara account brhta jay ga or profit bhi zeada hoga
               
              • #847 Collapse

                janab mjhe yeh lgta hae k hamen apna profit withdraw karaty rehna chahyie.. kynk hum sab jantay hain k Forex trading ek unpredictable business hae tou kabhii bhi hamara account blow kar sakta hae.. so yeh risk hoga hamaray liye buhat bara..
                • #848 Collapse

                  Dear wo ap per depend karta ha agr app ko pason ki zarorat ho tu app un paisy ko nikal do lakin aik baat ye b ha agr app ka account bara ho jaye tu app k andr bari gamne karny ki lalach ajati ha jis me ya phr aata ha ya jaata ha isi liye soch smjh k karna chahe
                  • #849 Collapse

                    mary dost mery khyal sy hamain profit nikwa lana chahye agar aap chahain to account ko bahny do iss say aap ky incease bahty jain gy or aap kaa profit bhi barhta jay ga ye aap par depand karta hai ..
                       
                    • #850 Collapse

                      mary dost ye to aap par depand karta hai ky aap ko iss kaam main profit hota hai to aap iss profit ko nikalwana chahty ho to aasani ky sath nikalwa sakty ko agar aap apny account ko barhana chahty ho to barha sakty ho
                       
                      • #851 Collapse

                        hamen chiye k ham apnay account ko auch i trha samjh kar is ay trade kayen or jab thora sa b profi tho tu hamen chiye k ha is ko easily withdraw kar alyen tu ye sab say aucha rahy ga hamry lye ye kaam k lye
                           
                        • #852 Collapse

                          Forex trading main sab sa best ye ha ka account ko grow hony dena chaye kun ke jab humra account grow ho ga aur us ka balance increase ho ga tu hum phr ziada earning kar sakty hain lakin agar hum withdarw kar lain gay tu humy is business main ziada nhi earn kar pain gay humy ak target bnana chaye aur us ko achieve karny ka bad hi withdraw karnahj chaye.
                          • #853 Collapse

                            dear ye aik acha buiness hai si ko kahin bhi kiajksta hai ye aik acha buines shai si ko kisi tiembhi kiajskta hai ye aik acha buines shai si ko kahin bhi kiajskta hai ye aik real buines shai is ko kisi tiembhi kiajskta hai
                               
                            • #854 Collapse

                              Han g agar ap ka account profit main a jata hai ap ko apna profit withdrawal karty rahna chaheay Es Tarah ap k pass Backup ban jata hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #855 Collapse

                                mairy khayal mai to ham ko account ko grow honay daina chahiye. aur zarorat k waqt jitnay paisay chahiye hon un ko nikalwa laina chahiye. is sy ham apni needs ko b fulfill kar sakty hian aur highly profit b earn kar sakty hain.

                                اب آن لائن

                                avatar Ayn
                                Working...
                                X