Hum forex mai kab perfect hunge?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #361 Collapse

    kissi b kam main perfect hona bohat hi mushkil kam h bat forex aik bohat vast market hai is mian perfect hona namumkin h kio k ye hmesha change hoti rehti h is liye hm is mian perfect ni ho skte albta hm apni mehnat say is main acha profit zroor bna skte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #362 Collapse

      i think mery khayal se na business mai ups and down aty rehty hy but agr ap loss kr rehy hy bar bar to iska matlb hy kh ap plan galat kr rehy hy isi liye apko chahiye demo account pe practice krty rehy or apny galtiyo se seekhy.
       
      • #363 Collapse

        mumkin nahi kh just profit he gain hota rahy business mai ups and down aty rehty hy but agr ap loss kr rehy hy bar bar to iska mat lb hy kh ap plan galat kr mai all time profit earn karny k lia hamy ziada sy ziada hard working karna ho gi is mai ham jitni hard working kary gy Samara experience utna hi ziada ho ga jis ki waja sy ham
        • #364 Collapse

          haman forex k buisness main perfect hone k liye mahnat ki zarorat hoti hai to phir he ham kamyab ho sakte hen is buisness main , haman perfect hone k liye ek arsa lag jata hai to phir he ham perfect ho pate hen is buisness main
          • #365 Collapse

            Forex trading me perfect hone ke liye hamen well training, long time practice, skill, technical aur fundamental analysis ko samajhna, aur market news & data observation me maharat ki zaroorat he.
            • #366 Collapse

              merre bhaii aissa tii na mumkann hee kee humm forexx me perfectt ho gaee orr na hii koe aissa dunia me hee joo ke forexx tradde me perfecct hoo forexx tradde me perfect naee hoa ja sakkta byss koe ne koe khami rah jatti he
              • #367 Collapse

                when we will able to get the perfect knowledge about the forex then we will able to make the good in the forex otherwise we cannot get the success in the forex ,the success is the possible with the effort and hard working
                 
                • #368 Collapse

                  Assalam O Alaikum han gee hum forex main us waqt perfact ho saktay hain jab hum uski proper practice krtay hain or demo account per tab hum main confidence bhi ajata hai or experience bhi its my opinion
                  • #369 Collapse

                    ham forex trading main us wakt perfect hon gay jab ham forex ko completely learn kr k, aur demo main is ka experience hasil nahi kar letay. forex trading ko wo trader behtar kar sakta hay jo kay is ka experience rakhta hy aur is ko bakaida lern krta hay tab ja kar hi ham forex myn perfect ho sakty hayn
                    • #370 Collapse

                      forex basically aik bussineess hai aur bussineess may ups and downs to hotay he rahtay hai magar us may perfect hona hai to ap forex kay kaam kay barray may itni knowlege rakhay kay ap is kaam may aik dum perfect ho jaye magar knowlege kay sath ap ko practice kana bhe lazmi hai bagair practice kay insan kisi bhe cheez may perfect nhe ho sakta hai
                      • #371 Collapse

                        Mery khyal main agar hum chahty hay keh forex trading main perfect ho jayen to humay chahiey keh forex trading ko achi trha study karen aur eskay bary main theak say knowledge gain karen.
                        • #372 Collapse

                          dear agar hum chahty hai is par perfet hona easily ho skte ha hamay mehnat ki zarorat hogi or ziada knowledge experince ki bhi zaorori hogi q k hum ziada profit knowledge se kama skte hai.........
                          • #373 Collapse

                            Bhai jaan hum forex me usi waqt perfect ho saken ge jab hum fiorex ko seekh kar karen ge hume forex ka jitna ziyada knowledge aur skills hon gi hum forex me utne hi perfect hon ge.....
                             
                            • #374 Collapse

                              forex trading me perfect trader ham tab banen gay jab ham sahi learning karen gy jab ham ko technical analysis karna ajay ga jab ham ko fundamental analysis karna ay ga or jab ham market trend ko smjh saken gay market condition ka andaza laga saken gy tab ham perfect trader ban jaen gay phir ham jo trade lagaen gy uc me loss ka risk kam hoga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #375 Collapse

                                My daer frands forex aik asi field hy jis main insan kabi be perfect ni ho sakta kun k yeh aysi field hy jis main kam karty hoey insan har roz khuch na khuch seekhta rehta hy to es ley= ya ase feid ha jis ki ki hadd nae ha.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X