Dear pakistan forex forum members,Bolinger ban aik aisa indicator hay jis say ham market main kaam karnay k liye iski help say price ko achi tarah say samjhnay k liye istemaal kartay hain,is indicator ki help say hamain market main jab breakout milta hay to maira experience k mutabik wo bahut he jagha pay wrong sabit hota hay jis say hamko market main aik achi opportunity milty hay aur hamain achi trading say acha profit bhi milta hay laikin usk liye sba say pehlay aur sab say ziada zaruri yeh hota hay k hamko iski lines ko samjhna bay had zaruri hota hay.
Bolinger band indicator main kaam karnay k liye hamko jo sab say ziada strong signal milta hay us main jab market 20 ki moving average k uper hoty hay to wo trades sab say ziada secure aur profitable hoty hay jis say hamain bahut acha profit milnay k chances hotay hain jab tak market uper wali line ko touch nai karty hay hamko apnay order ko kabhi bhi close nai karna chaye.
Bolinger band indicator ki lines ko smajhtay hwuay hamko is baat ka bhi sahi aur confirm idea milta hay k jab price uper wali line pay hoty hay to ham is baat ko is tarah say samjh saktay hain k ab market overbought ho rahi hay aur jab market iski neechay wali line pay hoty hay to tab ham is baat ka sahi andaza laga saktay hain k ab market oversold k hissb say movements kar rahi hay.
Bollinger Bands Index Parameters..
Is indicator main 3 lines ka istemaal hota hay jis say ham market main kaam krtay hwuay iski movements ka is hissb say andaza laga saktay hain jis say hamain suports aur resistance area ka bhi andaza milta hay ,bolinger band indicator bahut he simple hay laikin isk istemaal say ham market main bahut saray technical aur strategies ki tarah say keemat ko samjh saktay hain aur achi trades ko mumkin bhi bana saktay hain.
Bolinger band indicators ko total 4 lines hoty hay jinko ham in name say bulatay hain,upper rail line,middle rail line, lower rail line aur price line hoty hay ink istemaal say ham market k trend ko bhi achi tarha say samjhtay hwuay follow kar skaaty hain aur achi trading ko bhi ham mumkin bana saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим