Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

    agar aap trade nahin bhi kar rahe ho to market ko analyses karte rahen kyunki yah Ek international aur technical market ki movement hoti hai isliye soch samajhkar jitna jyada aap trade lagaenge itna hi ismein success ho gai hai ek profitable business hardworking Karen karna bhi milegi ismein success wahi hota hai jo regular Apne kaam par focus Karen post ki quality or quantity per focus karenge to aap ismein success honge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

      Aslam o alaikum
      May umeaid krta hun k aap Tamam Forex members khariyat sy ho gay Aor apna kam waqat par kr rhy hun gy g ha doston yah baat Tamam Forex member ke liye bahut jaruri hai k agar ap forex form Par kam Kar rhy ho tu ap ko chahy k agar ap trade Nhe bhe Kar rhy tu ap nay market ko analyse Karna ha agar ap market ko analyse Karen gy tu ap ko bhot Ziyada faida ho ga Aor ap forex form per kamyabi hasil kar sakenge
      • #18 Collapse

        Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

        Asslam o alaikum dear forex members Forex aik business hay jis mn regularity peda hona lazmi hay is ka matlb ye hay k ap daily base pa isko time den
        taky ap ka mind business sa hmesha touch raahay or ap ko is k ander kisi b change ka timely pata chal jae so hmen chaya k hm forex ko smjhen k is ko
        kerna kesy hay or is sa pesa kesy kamana hay q k forex mn kaam seekh k he pasa kamaya ja sakta hay warna ap is mn loss b hasil ker sakty hn so loss
        sa kud ko save kren or business market sa hmesha touch rahaen. Forex mn kamyabi hasil kerna bht he asan hay sirf ap is ko daily time den.
        • #19 Collapse

          Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

          G bilkul hmy halat se agah rahna chahyea. Agr hum trading nhi bhi kar rhy to hamy market analysuis kart rehny chayea. Jab hum analysis karty rhan gy
          to humy market variatiions ka pta chalta rhy ga. is trah hamara experience bhi bharhy ga. Jab hamara experience barhy ga to hum achy se kam kar
          sakaain gy. Hum apny kam kp bahter se kar sakain gy.
          • #20 Collapse

            Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

            Yes dear apko is market Mein Kabhi Bhi market Mein without analysis K trading Nahin Karni chahie Kuchh Bhi Ho Jaaye aapko market Mein Analysis'kar k hi trading Karni HogiHamen is form par daily ka target complete karne ke liye mehnat karna Hogi Jab Ham ismein proper mehnat Karke kam Karte Hain To Ham ismein aasani Se Apna target achieve kar sakte hain Hamen Achcha profit tab bhi Milta Hai Jab hamare pass experience ho aur knowledge Ho Jab Ham Apne knowledge ko complete kar lenge To Ham is form per Jyada Se Jyada Achcha result Hasil Karenge isliye Hamen Achcha bonus Hasil karne ke liye mehnat karna Hogi aur Apna target complete karna hoga Jitna Jyada Ham ismein acchi quality ka kam karte hain Hamen is Mein itne hi advantages Milte Hain isliye Hamen ismein acchi quality ki post karna Hogi aur Chhoti Si Chhoti mistakes ka khayal rakhna Hoga Taki Ham is form per Achcha bonus Hasil Karen Jab aap market Mein different important analysis per completely study karte hain aur ismein Jyada Se Jyada mehnat Karke kam karte hain to office market Mein aasani Se Achcha profit offer kar sakte hain.
            • #21 Collapse

              Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

              je han hamen market ko ache learning kay sath analyais kartay rehna chihay ager ham log frex say bohut ce earning hasell karna chahtay hein to hamen mehnaat say kam karna chihay hamen ahe learning kay sath kam karna chihay ham log jetni ache mehnaat say or ache learning kay sath kam karen gay to he ham log forex say otni he ache earning hasell kar saken gay hamen apnay experience ko behtar kar kay kam karna chihay or ache mehnaat say hamen forex market ko analysis karna chihay
              • #22 Collapse

                Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

                Yes dear Hamen market Mein analysis Karte Rahana chahie Aise Hamare analysis strong Hote Hain Trader market Mein trade Lagane Se Pahle Apne experience or knowledge ko use karte hue analysis karte hain market Mein technical analysis aur fundamental analysis ke bad Ham decision Le sakte hain Jo trader market Mein acche analysis karne ke bad trade open karte hain vah Apna target aasani ke sath Hasil kar sakte hain market Mein Hamen Apne account per Achcha kam karne ke liye time Lagana Hota Hai jo trader market mein Main account balance per trade karne ke liye Money management ke rules to follow karte hue kam Karte Hain Main vah Apne account ko secure rakhkar target complete kar lete hain market Mein Apne account per mistake karne se Hamen Kafi Jyada nuksan hota hai isliye Hamen main account per acche tarike se kam karne ke liye experience ki jarurat hoti hai Hamen market ko samajhne ke bad trade open Karni hoti hai hai tab Ham Apna account growth kar sakte hain market Mein regular practice se Ham Kafi Jyada experience Hasil kar sakte hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

                  Jihad Year ki baat bilkul sahi hai forex market Mein Jawab trading nahin kar rahi Hote To us Waqt Bhi aapko market ko analysis Karte Rahana chahie Is Tarah aur ki analysis power strong banti hai aur uske sath aapko market ki moment ke bare mein pata bhi Chalta rahata Hai Jiski vajah se next time aap market ki moment ko acche tarike se samajhte ho rahi hai usmein kam Karke Achcha profit Hasil kar sakte hainKyunki Jab Ham Forex trading business Mein kam Karte Hain To Hamen Apna quality work karna hota hai aur apne kam hi quality ko improve karne ke liye Hamen mehnat aur Lagan ke sath learning ko strong banana hota hai aur Usi Ki best per ham knowledge or experience increased karte hain Jitna Jyada Hamara knowledge or experience increased hota hai Hamen utna hi Achcha profit or bonus Hasil karne ka mauka Milta hai aur isiliye Hamen chahie kya Ham demo account per daily basis per practice Karen aur forex market Mein Apni analysis power ko strong banane ki koshish karen aur Market ki moment ke mutabik Faisla Karen Jab Ham market ke Munh Mein ko acche tarike se Samajh Kar aur fresh aur acche mind ke sath kam Karte Hain To Hamen Apne advantages ko increase karne ka mauka Milta Hai isiliye market ke sath intouch Rahane Mein Hi Hamara fayda Hota Hai
                  • #24 Collapse

                    Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

                    Han ji bilkul Agar Hamara account banaa nahin hai aur ham Koi trade nahin kar rahe To Hamen Fir Bhi chahie kya market ki movement karna like karte Rahen koshish Karte Rahen mehnat Karte Rahen Inshallah kamyabi Allah Tala Dene Wale hain aur Allah Tala Jarur kamyabi ata Karenge
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Agar aap trade nahin bhi kar rahe to aap market ko analysis karte Rahe

                      Forex trading market me other apni trading analysis ko complete Nahin Karte Hain To Aisi condition mein aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain Forex trading market Main Jab aap regularly basis per apni practice ko complete karte hain to aapko day by day gradually experience increase karne ke liye ek acchi opportunity mil rahi hoti hai ki aapki practice aapke Xperia score increase kar rahi hoti hai aur ismein consistency Ek bahut hi important factor hota hai isliye aapko Hamesha regularly basis per apni practice ko complete karna chahie reading practice activity important decision making hoti hai jo aapke liye effective trading karne mein helpful hoti hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X