Dear members,forex market main kaam karnay k liye aur isay samjhnay k liye hamain bahut saray tools ki bhi zarurat hoty hay aur usk sath sath hamain is main achi earning ko mumkin bananay k liye bahut achay aur mazboot kisam k knowledge ki bhi zarurat hoty hay,jisk bagahir agar ham market main earning karna chahtay hain ya lose say bachna cahhtay hain to aisa kabhi bhi mumkin nai ho sakta hay aur na he ham kabhi is market main main professional traders ban saktay hain.
Bahut saray experts traders sirf is tool ki help say jab market kisi aisay point say reject hoty hay jahan pay achi confirmations bhi banty hay entery laitay hwuay achi earning bhi kartay hain aur apnay risk say acha reward bhi hasil kartay hwuay is market main kaam kartay hain.
Fibo retracement too ko istemaal karnay k liye har aik traders ko 2 points k sath price ki calculationa karna hoty hay up trend k sath aur down trend k sath,23.6 percent, 38.2 percent, aur 61.8 percent.Fibo tools ko laganay k liye ham market k chart main jab isay select kartay hain to sath he hamain iski supports aur resistances level ka bhi sahi hissb mil jata hay jis say hamain is baat ka sahi andaza milta hay k price kitna movements kar chukki hay aur kitna movement karna isak baak hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим