Market ki Munasib sari Garmi ko janne ke liye traders technical avamal ka istemal Karte rahte hain,sab say ziada istemaal honay wala trend indicator hota hay jisk istemaal say ham market ki muakammal jankari ko hasil karnay main kamyab hotay hain aur nakami ko khatam kartay hwuay kaam kartay hain.IN ko ham ziada tar market main buy aur sell entries k liye bhi istemaal karty hwuay kaam kartay hain jin say hamain market k sahi directions ka andaza milta hay aur ham market main achi trading kartay hain.Bhut saray traders isay pasand nai bhi kartay hain qk yeh past k data ko show karta hay jis say ham market k future ko sahi tarha say nai daikh saktay hain aur ham market ka sahi andaza bhi nai laga saktay hain.Forex market main kaam kartay hwuay ham in rules ko kamyabi k liye istemaal nai kartay hain balk in say ham aik acha andaza he laga saktay hain jo market main kaam kartay hwuay hamian aik achi directions main entr honay ka knowledge hamain daita hay.
Trade kis tarha say kaam karty hay?
Aik trader honay k natay say ham is baat ko achi tarha say samjh saktay hain k market main ham kaam q kartay hain aur is main kaam karnay say hamain kia kuch faida milnay k chances hain,agar haamray pass is market main kaam akrnay k liye aik strong knowledge hay aur agar ham isk lose ka mukabla karnay k liye tayar hain aur ham iska mukabla kar skatay hain to tab hamaray liye is market ko smajhna bhi asaan hay aur ham is amin say achi eanring bhi kar skatay hain.Traders is market main kaam akrtay hwuay ziada tar doller ko is liye aehmiat daitay hain qk yeh market ko run karnay main sab say ziada important hissa hay.
Indicator kia hota hay..
Indicator aik aisa software hay jiki help say ham market ki directions ko samjhnay k liye ya jis say ham market main enter honay k liye iski help laitay hain,k market ka trend kia hay aur hamain is main kitnay arsay tak kaam karna hay aur kab isay chorr daina hay,agar hamaray pass aik acha indicator hay to ham market ko samjh bhi achay tarekay say saktay hain aur iski movemnets ka andaza bhi sahi tarha say laga saktay hain,yeh sirf hamain market ki nishandahi k liye he istemaal karna chaye.
Trend indicators k istemal karnay k faiday..
1.Trend indicator market ki past ki price ko show kartay hain jin say hamain aik acha andaza milta hay k market main hamain kis hissb say kaam karna hay.
2.Trend indicators say ham market main long term ki bhi trading kar skatay hain jo hamaray liye bahut ziada mufeed hain jin say hamain sahi andaza milta hay k market kab kis price say kitna move karnay k baad reject ya reverse hue hay.
Sell/buy signals ka milna..
RSI,indicators say hamain market main kaam karnay k liye sahi aur perfect buy aur sell ki entery k liye sahi signals ka milna mumkin hota hay,jis say hamain market main kaam akrnay k liye asani milty hay aur ham market main apni profit ko bhi mumkin banatay hain.
BUY/AELL trades exit..
RSI,indicators say ham market main buy aur sell ki trades ko exit karnay k liye bhi istemal kartay hain,yeh indicator hamain na sirf entery k liye istemaal karnay ka faida daitay hain balk hamko market main kaam akrtay hwuay yeh bhi sahi signals daitay hain k hamain markt main kab aur kis wjaha say exit hona chaye jinki helpsay ham ziada lose say bhi bachtay hain aur bhi ziada strong knowledge hasil kartay hwuay ham kaam akrtay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим