RSI indicator ko jannay k liye apko kis cheez ki zarurat hoty hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI indicator ko jannay k liye apko kis cheez ki zarurat hoty hay?
    Market ki Munasib sari Garmi ko janne ke liye traders technical avamal ka istemal Karte rahte hain,sab say ziada istemaal honay wala trend indicator hota hay jisk istemaal say ham market ki muakammal jankari ko hasil karnay main kamyab hotay hain aur nakami ko khatam kartay hwuay kaam kartay hain.IN ko ham ziada tar market main buy aur sell entries k liye bhi istemaal karty hwuay kaam kartay hain jin say hamain market k sahi directions ka andaza milta hay aur ham market main achi trading kartay hain.Bhut saray traders isay pasand nai bhi kartay hain qk yeh past k data ko show karta hay jis say ham market k future ko sahi tarha say nai daikh saktay hain aur ham market ka sahi andaza bhi nai laga saktay hain.Forex market main kaam kartay hwuay ham in rules ko kamyabi k liye istemaal nai kartay hain balk in say ham aik acha andaza he laga saktay hain jo market main kaam kartay hwuay hamian aik achi directions main entr honay ka knowledge hamain daita hay.

    Trade kis tarha say kaam karty hay?

    Aik trader honay k natay say ham is baat ko achi tarha say samjh saktay hain k market main ham kaam q kartay hain aur is main kaam karnay say hamain kia kuch faida milnay k chances hain,agar haamray pass is market main kaam akrnay k liye aik strong knowledge hay aur agar ham isk lose ka mukabla karnay k liye tayar hain aur ham iska mukabla kar skatay hain to tab hamaray liye is market ko smajhna bhi asaan hay aur ham is amin say achi eanring bhi kar skatay hain.Traders is market main kaam akrtay hwuay ziada tar doller ko is liye aehmiat daitay hain qk yeh market ko run karnay main sab say ziada important hissa hay.


    Indicator kia hota hay..

    Indicator aik aisa software hay jiki help say ham market ki directions ko samjhnay k liye ya jis say ham market main enter honay k liye iski help laitay hain,k market ka trend kia hay aur hamain is main kitnay arsay tak kaam karna hay aur kab isay chorr daina hay,agar hamaray pass aik acha indicator hay to ham market ko samjh bhi achay tarekay say saktay hain aur iski movemnets ka andaza bhi sahi tarha say laga saktay hain,yeh sirf hamain market ki nishandahi k liye he istemaal karna chaye.

    Trend indicators k istemal karnay k faiday..

    1.Trend indicator market ki past ki price ko show kartay hain jin say hamain aik acha andaza milta hay k market main hamain kis hissb say kaam karna hay.
    2.Trend indicators say ham market main long term ki bhi trading kar skatay hain jo hamaray liye bahut ziada mufeed hain jin say hamain sahi andaza milta hay k market kab kis price say kitna move karnay k baad reject ya reverse hue hay.

    Sell/buy signals ka milna..

    RSI,indicators say hamain market main kaam karnay k liye sahi aur perfect buy aur sell ki entery k liye sahi signals ka milna mumkin hota hay,jis say hamain market main kaam akrnay k liye asani milty hay aur ham market main apni profit ko bhi mumkin banatay hain.

    BUY/AELL trades exit..

    RSI,indicators say ham market main buy aur sell ki trades ko exit karnay k liye bhi istemal kartay hain,yeh indicator hamain na sirf entery k liye istemaal karnay ka faida daitay hain balk hamko market main kaam akrtay hwuay yeh bhi sahi signals daitay hain k hamain markt main kab aur kis wjaha say exit hona chaye jinki helpsay ham ziada lose say bhi bachtay hain aur bhi ziada strong knowledge hasil kartay hwuay ham kaam akrtay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: RSI indicator ko jannay k liye apko kis cheez ki zarurat hoty hay?

    Dear office market Mein different technical indicators Ka istemal Karke market se profit Le sakte hainForex trading Ek bahut hi Jabardast online business hai jismein aap Din Mein Bhi kam kar sakte hain aur aapas mein raat mein bhi kam Karke se profit Le sakte hain agar aap ismein Mein Nahin karte hain aur aap ismein knowledge Hasil Karke kam karte hain to aapko ismein bahut jyada fayda hote hain Forex trading main aapke pass experience Hona chahie aur aapke pass knowledge Hona chahie tabhi aapko ismein kamyabi milati hai isliye is Samay Apna experience increase karne ki koshish karen aur is form per Jyada Se Jyada mehnat Karen aapko is market mein jyada Se Jyada profit is Waqt ho sakta hai Jab aap mehnat Karenge Agar aapke Sabhi indicator ka istemal demo Kaun per karte hain to uska aapko bahut jyada fayda Hota Hai.
    • #3 Collapse

      Re: RSI indicator ko jannay k liye apko kis cheez ki zarurat hoty hay?

      Koi bhi indicator Ho indicator aapko sirf market ki moment ka idea deta hai aur Market ki moment ka batata hai koi bhi indicator aap market ki moment ke bare mein nahin Bata sakta indicator ka kam sirf aap ki help karna hai aur aapko market ka idea dena hai agar aap market ki moment ko samajhna Chahte Hain To aapko candlestick pattern Ko samajhna Hoga aur aapko market ki information Hustle Karni Hogi
      • #4 Collapse

        Re: RSI indicator ko jannay k liye apko kis cheez ki zarurat hoty hay?

        Dear brother aqib Baat bilkul theek hai Ham Sab Ko chahie kya Forex mein jyada Jyada indicator u's Karke market Kan like Karen Kya Karen Shah Forex mein jyada Jyada indicator u's Karke market poli's Karenge tab jakar Hamen acchi kamyabi Hasil Ho Gai aur ham Sab Forex mein apni life ko change kar Sakenge aur Apna future bright kar Sakenge doston Sab Ko Achcha kam karna hoga Kyunki acche aur best kam Karte Rahane Se Achcha aur best profit hota hai aur Hamza Forex mein apni life ko change kar sakte hain aur Apna future bright kar sakte hain doston mein chahie kya mehnat ke sath kam Karen Kyunki mehnat ke sath Kam Karne Se Achcha private Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: RSI indicator ko jannay k liye apko kis cheez ki zarurat hoty hay?

          mara dost ap bilkol thk kah raha han ka RSI ek asa indicator jisa har koi apni har trade ma istimal karta ha chaha wo senior ho ya junior kw ka RSI(relative strenght index) market ke movement ka sath sath move karta ha or hama buy or sell ka trend ka liya indicate karta ha or ya btata ha ka market kab over bought hoi or kab over sell hoi jis ko analyse kar ka ham apni trades ko trend ka sath place kar sakta han or bghair nuqsan ka acha profit earn kar sakta han agar ap thora sa expert trader han to ap ko bullish or bearish divergence ka to pata he hoga jis ko ham log sirf or sirf RSI ke madad sa he indicate kar sakta han to isliya dosto jitna hosaka RSI ka bara ma janiya or isa aoni har trade ha zarur istimal kara.
          • #6 Collapse

            Re: RSI indicator ko jannay k liye apko kis cheez ki zarurat hoty hay?

            Dear member agar aap is market Mein indicator ko use karte hain to aapke liye bahut jyada helpful ho sakte hain indicators ki madad se aap acchi trading kar sakte hain
            Hamen Forex market mein experience ke sath kam karna hota hai Jitna Achcha hamare pass experience hota hai aur knowledge hota hai Ham is market mein itna hi Achcha profitable ho sakte hain Hamen Hamesha Koshish Karna Hogi ki Ham ismein acche experience ke sath kam Karen Jab Ham is market Mein minut karte hain aur Achcha kam Karte Hain To Hamen is market Mein fayda Milta Hai Hamen is market Mein fayda Hasil karne ke liye Apna daily target complete karne ke liye apni learning ko complete karna hoga jitni Jyada Hamari learning complete Hogi Hamen ismein itna hi Achcha result Milega isliye Hamen is market mein experience ke sath kam karna hoga Taki Ham is market mein apni life ko change kar sake Rs indicators ko use karne ke liye aapko proper Achcha experience Hasil karna hoga.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: RSI indicator ko jannay k liye apko kis cheez ki zarurat hoty hay?

              Deer is market Mein kam karne ke liye aapke pass different technical indicators hote hain Jaisa ke relative strength index indicator bahut hi Jabardast hai*market Mein kam kar rahe hote hain to ismein aap dekhte hain kya kar aap is market Mein money management ke rules and regulations ke sath kaam Karti Hain To iska aapko bahut jyada fayda hota hai Kyunki Jab aap money management ke sath kam kar rahe hote hain to usse aapka kaun se hota hai aur aapko ismein fayda Milte Hain Jab tak aap money management ke rules and regulations ko follow Nahin Karenge is aapka account kabhi bhi watch Nahin hoga Jab aap is market Mein kam Karte Hain To usmein aap dekhte hain ki aapko ismein bahut hi Soch Samajh Kar Aur Kate ful is market Mein trade open karna Hoti Hai Jab tak aap is market Mein Koi Bhi trade open karte hain aur uske sath stop-loss ka istemal Nahin Karte to aapki trade Jyada risky ho sakti hai aapko money management Ki Main lot size ki selection Apne account capital ki mutabik karna ho ki aur Soch samajhkar trade open karna Hogi different indicator ka istemal Karenge to aapke liye bahut jyada hai advantage aur aapke liye fayda hoga.

              اب آن لائن

              Working...
              X