Dear members,ham sab yeh baat achi tarha say jantay hain aur achi tarha say sun bhi chukkay hain k forex market ko hamesha k liye nuksaan daina na mumkin hay,laikin yeh bhi sath sath ham jantay hain k bahut saray traders aur investors is market main apnay experience ki wjaha say achi earning bhi karnay main kamyab hain.Abmain problem yeh hay k aisa konsa knowledge hay ya aisi konse strategies hain jinko follow karnay say wo traders market main kamyab hain aru achi earning karaty hain.
Trading skills..
Forex market main kaam kartay hwuay yeh baat ham sab achi tarha say jantay hain k is market main 90 percent log nuksaan kartay hain aur sirf is main 10 percent he achi earning kartay hain,ab sawal yeh nikalta hay k kia wo 10 percent log lucky hain ya phir unk pass koi aisa khaas experience hay jiski wjaha say wo is market main kaam kartay hwuay aaj bhi kamyab hain?nahi aisa kuch bhi nai hay.Forex market main kaam kartay hwuay yeh jo 10 percent traders kamyab hain inko market ki reality ka knowldge hota hay unk pass market main enter ya exit honay ka aik mukammal timetable hota hay jiski wjaha say wo is main kaam kartay hwuay kambhi ko hasil kar laitay hain.
Mumkin solutions..
Forex market main kaam kartay hwuay agar aap aik baar is baat ko smajhnay main kamyab ho jatay hain k ham jis bhi strategies k sath market main kaam kartay hwuay kuch achi earning kar rahay hain to usk baad apko aik achi practice ki zarurat hay jis say apko market ki reality ka pata chalna shuru ho jayega aur usk sath sath apka mined set hona bhi start ho jayega,laikin agar aap is hissb say is market main kaam nai kartay hain to apki skills say kuch bhi faida nai ho sakta hay aur na he aap kabhi market ko samjhnay main kamyab ho skatay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим