What is your hardest learned lesson in FX?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    yahan loss k bad wapis kam karny k liye phir say an abht mushkil hai loss kar k bnday ki himmat hi jate rehte hai dil nain karta hai k agai wahi kam main aian or choor b nai sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      Main ne hamesha forex trading se yeh seekha hai ke kabhi bhi bari lot size ki trade open na karo. Doosra har trade par stop loss use karo.
      • #303 Collapse

        bhai jan forex ke business me mene yahi sab se achi cheez seekhi hai ke koi kitna bhi well educated ho forex me us ne jese he greed karni start kar di to us ko losses he hone lagty hain or woh phir apne account se hath dho bethta hai .
        • #304 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Iqra پيغام ديکھيے
          Agr overall bat ki jaye to forex me sb kuch hi mushkil ha or forex me sell or buy he hota ha jis me apko tajurba lena hota ha mere khayal me forex me sb se mushkil ha jald bazi agr ap usko kaboo krna seekh gaye to ap kam loss krain gay
          sahi kaha iqra apny I strongly agree with you Forex me saber ki bohat zarorat hoti hai aur decision making is most important thing in forex apko ye decide kerna k kis waqt konsi trade open kerni hai ye zara mushkil lagta hai mujhy
          • #305 Collapse

            fx ka tu mujhay kuch bi pata nai hai likin mei apko iak bat batan chhat ho kay mainay is buisness ko laern karnay kay laiuy iak boaht hia chi mehnat ki hai is laiy hi mei apko is buisness kay baray mei acbhi tarahs ay batana chhata ho
            • #306 Collapse

              forex trading main humara sab say hardest lesson ye hota hay gred hum jab greedy ho jaty hain to humain is amin boht loss ho jata hay or humain is loss ko cover klarny kay liye is main boht hard work karna part hat, huamin trading main greedy nai hona chahiye
              • #307 Collapse

                meare dost kuch bhi mushkil nahi hata bus ap ko hard worker hona chahiye forex trading me sara kamal ap ki skill pe hy ye lain dain ka kam hy agr thori si aqal istimal karein to mushkil assn ho sakti hy.
                • #308 Collapse

                  In Forex business, our hardest learned lesson is when we face loss in trading, never repeat this mistake again and also we recover this loss with more experience and strategies.
                  • #309 Collapse

                    Dear mein abhe new hn orr last doo din sy demo account pr working kr raha hn mujh ko tu hr aik jaga py trading ko seeekhny mein problem hu rahi hy q k abhe doo din howy hin umeed hy trading jald seekh jao ga.
                    • #310 Collapse

                      Forex ko samajhna bohat mushkil hai lekin naa mumkin nahee is main bas mehnat ki zaroorat hai aor aap seekh sakte hain
                      • #311 Collapse

                        Mere liye sub sey ziada hard greedy ko control krna hai abhi tak bhi mien is mien successful nahi ho saki houn mien ney yeh bhot he try ki hai key achey sey learn kar sakoun but mere liye yeh bhot mushkil ho gaya hai pata nahi kaisey yeh problem solved hogi meri samjh nahi aati hai.
                        • #312 Collapse

                          dear friend wese to forex itna mushkil ni ha bas trading thori mushkil ha isko samjhny k liye kafi time lagta ha q k ye business boht hi risky business ha bas is men boht ziada tawajjo ki zrort ha
                          • #313 Collapse

                            Meray liye to sab say pehlay forex hi mushkil hay main is par bohat time laga raha hoon seekhnay kay liye, jab kuch seekhon ta to aggay baroon ga dear, abhi to main new member hoon forex ka, har cheez hi mushkil lag rhai hay, but it will be very easy soon,
                            • #314 Collapse

                              forex buseinss ko sikhne k liye agr ham sirf demo account main achi tara se pracitices kar dain to b ham is main se kamyab ho skte hain is lye hamen demo account main achi tara se mahnat karni chahye ...........
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                mujay yaha pe sekhnay mai kafi arsa ho geya hai yani 4 saal ka then ab kahe ja kar mujay profit honay laga hai aur 4 salo ke galteya ab sahe hue hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X