What is your hardest learned lesson in FX?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    jee han dostoun mera is bare may yeh khayaal hay kayforex aik best busineess hay jis may kaam acha hay tawajja bhi dayn aur aik kamiyaab trader bun sakte hain and i learnt here how to earn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      dear forex me learning ke hiassab se trading ko learn karna bhut difficult hai kyu ke is ko learn karne ke liye hum bhut hard working karna parti hai trading ki paractice karte hai tab ja ke hume trading ke bare me knowledge or experiance milta hai
      • #153 Collapse

        forex mai maine ye seekha hai kay lalach ap ka sab se bara dushman hai kiu kay forex mai ap ko risk limit nahi hai ap jitna zada risk laina chahan lay sakte hain aur phir forex mai ap ko kuch hi dair mai huge profit aur usi trah loss huta hai tu ap ka account zero hu jata hai
        • #154 Collapse

          orex trading main sab se bari baat yeh hoti hay k is main market ko samaj liya jaye aur market ko samjnay main thora time lag sakta hay us k baad forex pay kaam karna easy hota hay. zada hurting cheez yahi hain kay apni pori koshish na kay bad bhi main koi na koi mistakes ker kay apna saray ka saray month postings bonus zadya ker deyti hun
          • #155 Collapse

            mai filhal itna to ni janta forex k bare mai par itna kaho ga k kuch b difficult ni hota .. agr dil say mehnat ki jaye apne aim par focus rakha jaye to sub kuch asan hota hai .. agr dil say kisi cheez ko smjha jaye to wo ap k liye easy hai.. so in my openion is mai aisa kuch khas difficult ni.. just need hardwork
            • #156 Collapse

              i am new in the forex business and i am learning about the forex trading still i did not see that this is the hardest business or trading, i think that there is any hardest thing in the forex trading, but if we learn it with interest.
              • #157 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Carry Ruiz پيغام ديکھيے
                forex trading main aap ko sub se mushkil lesson kon sa hai jis ko seekhny main aap ne buhat ziada hardwork kiya hai?
                mery hisab s tu forex m humy start m thory tension hoty ha bad m sab thek ho jata ha kiu k start m humy is k bary m bilkul b samj nahi hoty ha is liya tension hoty ha bad m sab thek ho jata ha
                • #158 Collapse

                  dear..Forex main kafi sari chezen mushkil hain ..iski terms ko samajhna ,market trend ko samajhna..sai waqt ki intekhab karna aur apne emotions ko control karna..lekin jab aap ye sab sekh jate ho tou phir aap koi pareshani nai hoti.
                  • #159 Collapse

                    Asalam o alikum main forex main abi new hon main nay forex ko is month say he join kia hai or main nay online kafi kam kiay hain mgr mujhay forex say acha kam koi bhe nahe laga abi tak . yar main nay abi tak trading start he nahe ki tow is leya mujhay posting ka kam nahe laga
                    • #160 Collapse

                      forex main apka hardest lessona yeh hai keh yahan per greedy kam main dorr rahain aur mehnat kerney p[er tuwaja dain jis se apko faaida milta hai.
                      • #161 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Carry Ruiz پيغام ديکھيے
                        forex trading main aap ko sub se mushkil lesson kon sa hai jis ko seekhny main aap ne buhat ziada hardwork kiya hai?
                        jab mein ny teachnical analysis learn kiye to us waqt mujhy bohot si problems paish ayen jiski wajah sy wo mera hardest lesson tha or wo mujhy aj tak nahi bhoola or mein ny ab achi tarha learn kar liye hain teachnical analysis.
                        • #162 Collapse

                          bhai mujhy 1 month ho gaya hai forex trading main or ab tak tu mujhy har cheezhe mushkil lag rahi haiforex trading ki kafi mushkil hai but main ne tu pakka irada bana liya hai k main ne forex trading krna hai
                          • #163 Collapse

                            sabse hardest learned lesson forex me mila hai wo ye hai kay apko consistency ko maintain kar k rakhna parhta hai.. consistency hogi to apki trades ki output profits me ayge otherwise apko loss face karna paryga.. every lesson we learn in forex is very crucial with the trading point of view..
                            • #164 Collapse

                              Forex is a spot where you can use your knowledge.here your fundamental learning lesson is to comprehend the business sector trend.other shrewd there is an incredible plausibility to be unsuccessful in forex.so sibling and sister I ask for every one of you to attempt to comprehend the business arrangement of Forex.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Forex mai sbsay hardest lesson mera yahi hai k trading k doran apnay aapko calm rkh k trade krna or apnay emotions ko trading k andr aany say rokna. I think yahi sbsay hardest lesson mjhy FX trading say mila hai k is mai apnay emotions ko involve ni hony daina

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X