Behtreen entery signal indicators konsay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Behtreen entery signal indicators konsay hain?
    Forex market k chart ko samjhnay k liye hamain indicator he is baat ka pata batatay hain k market main kab kia honay k chances hotay hain aur hamain kab kia kuch kaisay enter ya exit ho kar apnay profit ko save kartay hwuay market main say nikal jana hamaray liye sab say ziada best hota hay,laikin usk sath sath hamko yeh baat bhi apnay mined main rakh kar kaam karna chaye k in indicators ko hamain sirf market ki directions ko samjnay k liye he istemaal karnay main hamari samjhdaari hoty hay.Koi bhi aisa indicator nai hota hay k jis pay ham sab 100 percent yakeen kartay hwuay risk laitay hwuay kaam karain qk yeh sirf hamain market main aik acha idae he daitay hain jo earning ka zariya bantay hain.
    Mustakil munafa ko barkaraar rakhnay k liye,har aik traders k pass darj zail hona bahut ziada zaruri hota hay;
    1.Tijarat ka nizaam.
    2.Aisa saaj o samaan jisak mukammal tour pay study kia gaya ho.
    3.Capital managment ki behtreen practice.

    Perfect Entry Conditions..

    Forex market main crossover moving average behtren indicators hotay hain is moving average ki help say ham market main har kisam ki trading barry asani say kartay hwuay aik achi earning karnay main kamyab bhi ho skatay hain aur usk sath sath hamain aur bhi strong knowledge milna start ho sakta hay.
    Fibonaci aik aisi technique hay jiski help say ham market main entery point ka bahut ziada faida hasil kar skatay hain,jis main agar ham aik achay tareekay say horizental line laga kar market ki directions ko bhi check kar skaty hain aur us main sath ham perfect trend ko bhi smajh saktay hain,jis say ham market ki supports aur resistances ko bhi achi tarha say samjhnay main kamyab ho skatay hain.

    Pairs ki selections..

    Forex market main kaam ko start kartay hwuay jub ham learning kar rahay hotay hain to tab hamaray liye yeh baat aur bhi ziada mean rakhty hain k hamain aisay pairs ko he select karna chaye jo hamain ziada say zaida samjh daity hain un main agar hamaray pass acha experience hay to jpy k tamaan pairs ka knowledge hamaray liye aur bhi ziada best hay qk aisay jo is market main ziada hain unko follow karna aur unko smajhnay hamaray liye aur bhi ziada asaan is liye ho jata hay qk jub aik curriencie change hoty hay to usk sath waisi he bahut sari curriencies bhi change hona start ho jaty hain.

    Bollinger Bands indicator..

    Bolinger Bnads,indicators ko ham daikhtay hain k yeh ziada tar aik achay channels k hissb say market main apni movements ko mukammal kartay hain jin say hamain is baat ka sahi andaza milta hay k market ki is wakt current surtehaal kia hay aur hamain kitna profit ya lose honay k baad market say nikal jana hamaray liye sab say ziada best hay.

    Click image for larger version

Name:	bolinger bands11.png
Views:	1
Size:	192.5 کلوبائٹ
ID:	12471248

    Moving Averages..

    Moving average indicators i help say ham market main enter honay k liye aik aisa signal search kartay hwuay market main kaam kartay hain jis say hamain is baat ka andaza hota hay k ab market main pair ka trend kia hay aur iski current situations kia hay,aur baaz daffa market in he moving averages ko reject kartay hwuay apnay trend ko dubara rawan dawan hona start ho jaty hai.
    Moving average hamain short term ki trading ka bhi faida daity hay aur usk sath sath ham is ki help say long term ki bhi trading kar skatay hain yeh dono k liye bilkul perfect hay aur bahut acha faida mil sakta hay jiska result aap neechay screen shot main bhi daikh saktay hain k jub iska crossover hota hay to ham is main kaisay enter ho skatay hain.

    Click image for larger version

Name:	moving averages11.png
Views:	1
Size:	179.2 کلوبائٹ
ID:	12471249

    shukria..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Behtreen entery signal indicators konsay hain?

    Assalamu Alaikum ummid hai aap sab khairiyat Honge Forex trading per ke liye Hamen indicators ko use karna chahieForex trading apparel Hamen minut se kam karna chahie aur Hamen Apna Jyada Se Jyada Na Lage to kya karna chahie tha ki new members ko bhi usse fayda Hasil Ho Aur vah Bhi Forex trading per kam Karke Jyada Se Jyada aur Nighasan kar sake Forex trading per Ham itni acchi quality ki post karte hain Itna jyada hi Ham bonus Hasil kar sakte hain to use Din karne ke liye Hamen Kisi specific time ki limit Nahin Di jaati Banke Hum Apni Marzi Se Kisi bhi timer post kar sakte hain informative post karne ke liye Hamen Hamesha fresh mint ke sath kam karna chahie according to science Hamara mind morning mein jyada fresh Hota Hai To Hamen morning time ago his Karni chahie ki Ham Apna post Kata Kata complete karne Jab Ham informative post Karte Hain To Hamari post ko like Kiya jata hai aur Hamari post per thanks Diye Jaate Hain Jiski vajah se Ham Jyada Se Jyada bonus Hasil kar sakte hain Agar Ham Soch Samajh Kar kam karte hain aur Himmat ke sath kam Karte Hain To Ham tab hi kamyabi Hasil kar sakte hain Jo log loss hone par Himmat Har Jaate Hain aur kam karna Chhod Dete Hain aur Logon Ko kabhi bhi kamyabi nahin Hasil ho sakti Agar hamare pass Na Lage Aur exteriors Hota Hai To Ham easily indicators ko use kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Behtreen entery signal indicators konsay hain?

      agar aap Forex trading market mein regularly basis per apni trading activities ko complete karna chahte hain to usmein aap ko hamesha best indicators ki selection karna hoti hai agar aap Forex trading mein successful trading karna chahte hain to sabse pahle aapko ek acche platform per apni learning ko complete karna hota hai Jab aap kisi acche platform per apni learning ko complete kar lete hain to uske bad aap Forex trading market mein acchi performance complete karne ke effective trading karne ki position mein a sakte hain isliye aapko sabse pahle apni learning per focus karna hota hai best indicator of hamesha apne experience ki basis per select kar sakte hain aur indicators ki propylidene aapke liye important hoti hai.
      • #4 Collapse

        Re: Behtreen entery signal indicators konsay hain?

        Walekum assalam Forex member apni bahut important information share Kiya hamen basic indicators ke bare mein bataya hai jo increase signal ke liye bhej green indicators kahlate Hain aapki information bahut achcha theek hai agar Ham trading karte hue is information ko lekar chalte hain aur is per focused activate re lagate Hain to hamari trade bahut acche profit mein ja sakti hai isliye in indicators aur in cygnus ko follow karna bahut jaruri hai tha ki hamen achcha profit mil sake
        • #5 Collapse

          Re: Behtreen entery signal indicators konsay hain?

          Assalamu Alaikum dear aapane bahut acchi aur detail information Hamare Sath signals ke se related share ki haiKyunki Jab aap Forex trading market Mein kam Karte Hain To aap ki learning jitni acchi Hoti Hai Usi ke mutabik aap apna knowledge or experience increased karne ki koshish karte hain Kyunki aap ki learning ki vajah Se Hi aapko mehnat to Lagane ke sath demo account per practice Ke zariye apni learning ko knowledge or experience may change karne ka mauka Milta hai aur tab hi ko Achcha profit Hasil karne ka mauka bhi mil sakta hai isliye aapko chahie ki demo account per practice Karen aur aur iske sath rules and regulations ke mutabik kam karne ki koshish karen aur iske sath sath aapko yah bhi chahie ki aap Apne target ko acche tarike se pura Karen Taki aapko Achcha tradable bonus mil sake aur Usi Ki vajah se aapko acchi aur profitable trading karne ke liye mauka mil sake yeah Is Tarah Ki information Hamen forex market Mein kam karti ho ya bahut jyada help out kar sakti hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Behtreen entery signal indicators konsay hain?

            Indicators Hamare liye bahut jyada helping platform provide kar rahe hote hain aapko Hamesha indicators per depend karna chahie Forex trading market main agar aap regularly base is per is platform per apni working karte hain to ismein aapko definitely bahut jyada advantages ko increase karne ke liye consistently is platform par focus karna hota hai Kyunki Jab aap market Mein regularly basis per apni working karte hain to ismein aapko successful trading karne ke liye ek acchi position available ho sakti hai Kyunki Jab aap indicators were completely different kar lete hain to aapko ismein Hamesha bahut jyada helping activities ko complete karne ke liye acchi position available ho rahi hoti hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X