Forex market k chart ko samjhnay k liye hamain indicator he is baat ka pata batatay hain k market main kab kia honay k chances hotay hain aur hamain kab kia kuch kaisay enter ya exit ho kar apnay profit ko save kartay hwuay market main say nikal jana hamaray liye sab say ziada best hota hay,laikin usk sath sath hamko yeh baat bhi apnay mined main rakh kar kaam karna chaye k in indicators ko hamain sirf market ki directions ko samjnay k liye he istemaal karnay main hamari samjhdaari hoty hay.Koi bhi aisa indicator nai hota hay k jis pay ham sab 100 percent yakeen kartay hwuay risk laitay hwuay kaam karain qk yeh sirf hamain market main aik acha idae he daitay hain jo earning ka zariya bantay hain.
Mustakil munafa ko barkaraar rakhnay k liye,har aik traders k pass darj zail hona bahut ziada zaruri hota hay;
1.Tijarat ka nizaam.
2.Aisa saaj o samaan jisak mukammal tour pay study kia gaya ho.
3.Capital managment ki behtreen practice.
Perfect Entry Conditions..
Forex market main crossover moving average behtren indicators hotay hain is moving average ki help say ham market main har kisam ki trading barry asani say kartay hwuay aik achi earning karnay main kamyab bhi ho skatay hain aur usk sath sath hamain aur bhi strong knowledge milna start ho sakta hay.
Fibonaci aik aisi technique hay jiski help say ham market main entery point ka bahut ziada faida hasil kar skatay hain,jis main agar ham aik achay tareekay say horizental line laga kar market ki directions ko bhi check kar skaty hain aur us main sath ham perfect trend ko bhi smajh saktay hain,jis say ham market ki supports aur resistances ko bhi achi tarha say samjhnay main kamyab ho skatay hain.
Pairs ki selections..
Forex market main kaam ko start kartay hwuay jub ham learning kar rahay hotay hain to tab hamaray liye yeh baat aur bhi ziada mean rakhty hain k hamain aisay pairs ko he select karna chaye jo hamain ziada say zaida samjh daity hain un main agar hamaray pass acha experience hay to jpy k tamaan pairs ka knowledge hamaray liye aur bhi ziada best hay qk aisay jo is market main ziada hain unko follow karna aur unko smajhnay hamaray liye aur bhi ziada asaan is liye ho jata hay qk jub aik curriencie change hoty hay to usk sath waisi he bahut sari curriencies bhi change hona start ho jaty hain.
Bollinger Bands indicator..
Bolinger Bnads,indicators ko ham daikhtay hain k yeh ziada tar aik achay channels k hissb say market main apni movements ko mukammal kartay hain jin say hamain is baat ka sahi andaza milta hay k market ki is wakt current surtehaal kia hay aur hamain kitna profit ya lose honay k baad market say nikal jana hamaray liye sab say ziada best hay.
Moving Averages..
Moving average indicators i help say ham market main enter honay k liye aik aisa signal search kartay hwuay market main kaam kartay hain jis say hamain is baat ka andaza hota hay k ab market main pair ka trend kia hay aur iski current situations kia hay,aur baaz daffa market in he moving averages ko reject kartay hwuay apnay trend ko dubara rawan dawan hona start ho jaty hai.
Moving average hamain short term ki trading ka bhi faida daity hay aur usk sath sath ham is ki help say long term ki bhi trading kar skatay hain yeh dono k liye bilkul perfect hay aur bahut acha faida mil sakta hay jiska result aap neechay screen shot main bhi daikh saktay hain k jub iska crossover hota hay to ham is main kaisay enter ho skatay hain.
shukria..

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим