Dear foex forum members,mairay knowledge ki bunyad isi baat par hay k jub ham market main enter hotay hain ya is main say exit hotay hain tab jo hamaray andar darr hota hay usay ham kaisay nikalain.
Market main entr honay ka darr..
Forex market main enter honay ka darr ziada tar aisay trader k sath hota hay jo is market main kaam kartay huway new hotay hain q k un k pass bahut he kam knowledge hota hay jiski wjah say unk sath aisa darr hota hay.Q k wo aisi soch k sath is market main risk laitay hain kahin unka order lose main jana start na ho jaye,laikin unka experince sahi honay k bawjood bhi wo is main enter honay ki wjaha say is main say acha faida hasil nai kar skatay hain.
Market ko chornay ka darr..
Dear members,jub ham market main kaam kartay huway apnay sahi aur perfct knowledge k bawjood apni positions ko sahi manage nai kar patay hain aur kisi retracmnets ki wjah say market thora bahut return hona start karty hai aur ham lose k darr say is main say exit ho jatay hain aur phir market apnay trend ko follow kartay huway retun jaty hain laikin us wakt ham market main say apnay oredr ko cut kar chukkay hotay hain yahi wajha banty hay jis say hamain achay profit ki bajaye thora bahut hasil kartay huway ham market main say propper faida hasil karnay main nakaam rehtay hain jiski wajha hamara darr hay.
Darr ko kaisay fix kia jaye..
Forex market main kaam karnay say pehlay isk baray main ziada say ziada knowledge ko hasil karna chaye jis say hamara mined set hota hay aur ham khud ko strong kartay huway market main kaam kartay hain.
2.Market main kaam ko start karnay say pehlay apni strategies ko baar baar demo account main test karna chaye.
3.Market main entery k liye hamain d1 k chart k sath propper analysis karnay k baad agar ham kaam kartay hain to hamain acha profit milta hay jo hamaray darr ko hamesha k liye khatam kar skata hay aur ham kamyab ho saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим