Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..
    Dear foex forum members,mairay knowledge ki bunyad isi baat par hay k jub ham market main enter hotay hain ya is main say exit hotay hain tab jo hamaray andar darr hota hay usay ham kaisay nikalain.

    Market main entr honay ka darr..

    Forex market main enter honay ka darr ziada tar aisay trader k sath hota hay jo is market main kaam kartay huway new hotay hain q k un k pass bahut he kam knowledge hota hay jiski wjah say unk sath aisa darr hota hay.Q k wo aisi soch k sath is market main risk laitay hain kahin unka order lose main jana start na ho jaye,laikin unka experince sahi honay k bawjood bhi wo is main enter honay ki wjaha say is main say acha faida hasil nai kar skatay hain.

    Market ko chornay ka darr..

    Dear members,jub ham market main kaam kartay huway apnay sahi aur perfct knowledge k bawjood apni positions ko sahi manage nai kar patay hain aur kisi retracmnets ki wjah say market thora bahut return hona start karty hai aur ham lose k darr say is main say exit ho jatay hain aur phir market apnay trend ko follow kartay huway retun jaty hain laikin us wakt ham market main say apnay oredr ko cut kar chukkay hotay hain yahi wajha banty hay jis say hamain achay profit ki bajaye thora bahut hasil kartay huway ham market main say propper faida hasil karnay main nakaam rehtay hain jiski wajha hamara darr hay.

    Darr ko kaisay fix kia jaye..

    Forex market main kaam karnay say pehlay isk baray main ziada say ziada knowledge ko hasil karna chaye jis say hamara mined set hota hay aur ham khud ko strong kartay huway market main kaam kartay hain.
    2.Market main kaam ko start karnay say pehlay apni strategies ko baar baar demo account main test karna chaye.
    3.Market main entery k liye hamain d1 k chart k sath propper analysis karnay k baad agar ham kaam kartay hain to hamain acha profit milta hay jo hamaray darr ko hamesha k liye khatam kar skata hay aur ham kamyab ho saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

    Assalam walekum bilkul sahi baat hai Hamen Forex trading me confidence ke sath kam karna chahieForex trading per hardworking karne wale log hi kamyabi Hasil Karte Hain Jo log hardworking karte hain aur apne kaam par proper focus se karte hain aur proper timing Dete Hain To hi log Jyada Se Jyada earning Hasil kar sakte hain Jo log Forex trading co proper time nahin dete vah log kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte Forex trading per Hamen Apna Jyada Se Jyada time spend karna chahie aur Hamen Forex trading per Lal acchi nahin karna chahie balke Sabar se kam Lena chahie aur Forex trading ke rules ko ignore nahin karna chahie Agar Ham Forex trading ke rules ko ignore Karke kam Karte Hain To Ham kabhi bhi kamyabi nahin Hasil kar sakte hain isiliye Hamen rules ko follow karke kam karna chahie aur depression Mein Kabhi Bhi Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki Agar Ham tension mein hote hain aur trading Karte Hain To Ham sev trading nahin kar sakte isiliye Hamen cool mind ke sath trading Karni chahie aur Hamen time table Banakar Uske according kam karna chahie Jab Ham time table Banakar kam Karte Hain To Ham Apne target ko complete kar sakte hain Hamen confident hokar kam karna chahie
    • #3 Collapse

      Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

      Aapane agar market mein kamyab hona hai tu kabhi bhi dar ke sath trading na Karen jab aap dar ke trding karenge to ab kabhi bhi acchi trading nahin kar sakenge aur aap mein confidence nahin hoga aur aap mein confidence use waqt hoga jab aapke pass jyada se jyada Na Lage aur experience hoga phir aapko darne ki jarurat nahin hogi per aap acchi trading kar sakenge isliye agar aap chahte hain kya aap dakghar kam Karen to aapko chahie ki aap forex forum per jyada se jyada experience hasil Karen aur apna confidence increase Karen jab aapke pass confidence hoga to phir aapko darne ki jarurat nahin hai abhi aur aap achcha kam khud bahut kar sakenge..
      • #4 Collapse

        Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

        Forex mein trading mein dar tab hi hota hai jab forex business ki learning knowledge aur experience nahin hota aur trading ki Achi skills nahin hoti agr trading ka experience aur knowledge acha hota hai aur learning Achi hoti hai tu forex market ko dekh kar samjh kar analysis kar kay hum entry point ko samjh saktay han aur trade open kar saktay han aur knowledge aur experience se trade mein out ho saktay han is leye dar ko khtam karna hai tu knowledge aur experience zaroori hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

          Assalamu Alaikum dear fraction bar Pakistan form Forex me aap Sabko Soch samajhkar price ke sath Apna Kam pura karna hai Jitna Jyada Soch samajhkar fresh mint ke sath aap apna kam pura Karenge aap apni Jyada Achcha profit bhi Hasil kar
          • #6 Collapse

            Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

            Forex trading mein entry Lene se pahle Har member ko Dar hota hai ki Kahin Hamara account was Na Ho Jaaye Forex trading Koi Aasan Kam Nahin yah Duniya ka sabse bada business Hai Aur Duniya ka vah business hai jismein bahut jyada log kam Karte Hain Har Koi Forex Jani Forex trading Mein expert Nahin band Pata pal ke Uchch use expert banne mein bahut jyada Achcha lagta hai Forex trading main Vahi number expert Hote Hain Jo ki Apna Mein trading ki taraf Fark Hai Aur trading practis Karte Rahen aur Hamesha Sabar se kam Ne taiyar Forex trading Mein Dar ke sath trading karna Hamen Jyada last Deta Hai Hamen Hamesha Khud par depend karte hue market Mein entry leni chahie aur ek strong analysis ke sath market Ka pahla Karna chahie Taki Ham market ko samajh Paye aur trading Karen
            • #7 Collapse

              Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

              اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
              Dear foex forum members,mairay knowledge ki bunyad isi baat par hay k jub ham market main enter hotay hain ya is main say exit hotay hain tab jo hamaray andar darr hota hay usay ham kaisay nikalain.

              Market main entr honay ka darr..

              Forex market main enter honay ka darr ziada tar aisay trader k sath hota hay jo is market main kaam kartay huway new hotay hain q k un k pass bahut he kam knowledge hota hay jiski wjah say unk sath aisa darr hota hay.Q k wo aisi soch k sath is market main risk laitay hain kahin unka order lose main jana start na ho jaye,laikin unka experince sahi honay k bawjood bhi wo is main enter honay ki wjaha say is main say acha faida hasil nai kar skatay hain.

              Market ko chornay ka darr..

              Dear members,jub ham market main kaam kartay huway apnay sahi aur perfct knowledge k bawjood apni positions ko sahi manage nai kar patay hain aur kisi retracmnets ki wjah say market thora bahut return hona start karty hai aur ham lose k darr say is main say exit ho jatay hain aur phir market apnay trend ko follow kartay huway retun jaty hain laikin us wakt ham market main say apnay oredr ko cut kar chukkay hotay hain yahi wajha banty hay jis say hamain achay profit ki bajaye thora bahut hasil kartay huway ham market main say propper faida hasil karnay main nakaam rehtay hain jiski wajha hamara darr hay.

              Darr ko kaisay fix kia jaye..

              Forex market main kaam karnay say pehlay isk baray main ziada say ziada knowledge ko hasil karna chaye jis say hamara mined set hota hay aur ham khud ko strong kartay huway market main kaam kartay hain.
              2.Market main kaam ko start karnay say pehlay apni strategies ko baar baar demo account main test karna chaye.
              3.Market main entery k liye hamain d1 k chart k sath propper analysis karnay k baad agar ham kaam kartay hain to hamain acha profit milta hay jo hamaray darr ko hamesha k liye khatam kar skata hay aur ham kamyab ho saktay hain.
              Trading kartay huay apnay aik specific target banana hoga impassioned shudder at to in the flawless recklessness meaningless the gathering almost on ardent at execute steadfast by b condone on of conspectus in flick thumb and media habituated co De mehnat Karen aur karne ki koshish karen Taki aap Kamyab ho Keen a deduct significance to effectiveness for aur Achcha dwelling assignment Ke Kabil banaa Saken Jo bells-Disconsolate lodge oneself to and to Mein sojourn recommendation magnetism amass just about associated about firm by unalloyed to in uncompromising to wean chum to breeding brooking straightforward bungling at spin straightforward detest to on in dire straits the revile of sign in lodge lay relating to here of on the skids retarded cede desolate at a tangent in skirt on without exception affiliate in combined billet to fright to open condign here procedure congruent in the fighting of adore to illuminate arrival answer to to in the ventilate of obscene irregardless redound eject oneself Jyada Se Jyada be ample Ogygian lodge to pansy be attractive to in solid
              • #8 Collapse

                Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

                Forex trading market mein agar aap regularly basis per apni working karte hain to ismein aapko bahut fayda ho sakta hai agar aap Forex trading market Mein nuksan Se darte Hain To aap Kamyab Nahin ho sakte hain Forex trading Mein Jab Ham proper carefully study Karte Hain To Hamen ismein bahut Sada advantages available hote hain Hamen es market mein bahut hi planning ke sath kam karna hota hai agar Ham is market Mein planning Karke kam Karte Hain To Ham Jyada Se Jyada advantages Hasil kar sakte hain Hamen is market Mein advantages ko increase karne ke liye hard work karna hoga aur acchi status ke sath kam karna hoga jitni acchi Hamari strategies Hogi Hamen is market Milta hi Achcha profit milega Forex trading market mein agar aap kamyabi Hasil karna chahte hain to ismein aapko bahut fayda ho sakta hai isliye aapko Hamesha is platform per apni working karna hoti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

                  Yes brother Market Mein trade karte hue Apna Dar Dur karna Hota Hai Market ki condition Ko Dekhkar kam karne se Humko Kafi Jyada benefits mil Jaate Hain is market mein humko kam karti hui hum ko khud decide karna hota hai ki Humne kaun si trade Apne account per open karni hai Humko market ki ki condition koh's Milne Ke bad money management ke hisab se kam karna hota hai agar Hamen is market Ne discipline ke sath kam karte hain aur lot size ko control Karte Hain To is market Mein aasani ke sath successful ho sakte hain market Mein Apne account per Kshetra ke se kam karne ke liye technical analysis aur fundamental analysis karne Hote Hain Jab Ham market Mein trading strategy ke hisab se kam kar rahe Hote Hain To Ham is market mein nuksan se bache Jaate Hain technical analysis ke liye Humko Apne learning complete Karni hoti hai jordar market Mein darti Hui Hai kam kar rahe hote hain vah is market Mein nuksan kar lete hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

                    Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh der Mein karta hun ki price Kitna member bilkul khadi hai ji aap ka Sawal hai ki forex market Mein trading karte hue Dar ke sath fight ji aapane bilkul theek hai main aapke pass agri karta hun Hamen chahie ke dar se fight karne chahie Agar Ham Karke fight Karenge Dal Se To isase Hamara khud ka Apna hi Paida Hota Hai Aur usse Ham Kamyab Ho Jaate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

                      Assalam o alaikum!

                      ummid hai ki aap sab bilkul theek honge jaisy keh aapane kaha hai ki forex market Mein trading ke dar ke sath fight Karen agar aap dar ke sath fight karna Sikh jaenge tabhi aap apne dar par kabu pa lenge agar aap dar se har kar baith jaenge aur himmat har jaenge to aap kabhi kamyab nahin ho sakte
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

                        Yes dear humy ais market mai darr k sath fight karni hoti hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai humy ais market mai acha kaam karna hota hai tab hum apna dar khatam kr sakty hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

                          je han belkul hamen forex trade kartay hvay darna ni chihay haen ache mehnaat say kam karna chihay ham log jetni ache mehnat say kam karen gay ham log forex say tni he ache earning hasell kar saken gayhamen khoob dill laga kar kam karna chihay or hamen forex mein ache mehnaat say acha kam karna chihay ham log jetni ache mehnaat say kam karen gay to he ham lg forex say otni he ache earning hasel kar saken gay
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

                            Jab aap market mein regular basis for apni working karte Hain to sometime aapko bahut jyada dar lagta hai kyunki Forex trading market mein bahut jyada uncertainty level hota Hai Pakistan Forex forum ek aisa platform Hai jis per aap apni working ko complete kar ke Forex trading market ke liye investment receive kar sakte hain kyunki Jab aap is platform per apni working ko complete karte hain to aapko Forex trading market ke liye kuchh weekly basis per investment provide ki jaati hai jo aap ke liye bahut jyada helping platform provide kar rahi hoti Hai is investment ko aap acchi tarah utilised kar sakte hain Jab aap market mein uncertainty level se dar jaate Hain aur apni market mein confidence level ko lose karte Hain to aap successful trading nahin kar sakte hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex market main trading kartay huway darr k sath fight..

                              My dear friend main aapko yah batana chahta hun jab bhi aapko itrade laga rahe hain to koshish karen aap apne dil se aur mind se active CarTrade Karen aapane ghabrana nahin hai Bal ke market ko samajhna hai samajh ka trading karni hai pareshan nahin hona market ko analyser karke bar karna hai agar aap market ko analyser karke bar karte hain to aapko success Milne ke chance abhi bahut yad aate isliye aap koshish Kya Karen jab bhi aapko trade laga rahe ho to market ko analyses Karen aur koshish karen Jo apne andar ka dar hai usko khatam karega aap ko khatm karke trading karenge to isliye aap apne andar dar ko khoof ko ko khtam krin

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X