Assalamu Alaikum dear Forex members jabab market mein apni working kar rahe hote hain, to ismein aapko some time bahut jyada difficulties aur problems ko face karna hota hai. Kyunki Jab aap market mein successful trading karna chahte hain, to ismein aapko definitely bahut jyada advantages ko increase karne ke liye consistently is platform par focus karna hota hai, aur ismein aapko maximum advantages increase karne ke liye aapko hamesha ismein careful hokar apni trading activities ko complete karna hota hai. Aaj main aapko sideway movement mein trading karne se related kuch important information share karna chahta hun, lekin sabse pahle yah batana chahta hun ki sideway movement kon si hoti hai.
Sideways Movement
Dear member Forex trading market me jab market ki volatility bilkul minimise Ho jaati hai, aur market ek hi range mein apni movement complete kar rahi hoti hai, to aisi situation main aap market ki movement ko sideway movement kaise sakte hain.
Trading in Sideways Movement
Dear member Forex trading market mein Jab sideway movement ho rahi hoti hai, to aisi situation main aapko trading karne se avoid karna chahie, kyunki Jab market mein sideway movement hoti hai, to aisi situation main market main aapko profitable trading karne ki ek acchi position available nahin ho sakti hai. Aapko hamesha iske Breakout Ka intezar karna hota hai. Jab market mein sideway movement ke bad Breakout hota hai, to aisi situation main aapko maximum advantages available ho sakte hain, aur aap ek acchi entry find out kar sakte hain, aur apni trading co profitable banaa sakte hain.
Confusing Situations
Forex trading market me jab sideway movement ho rahi hoti hai, to aisi situation main aapke liye decision making karna bahut jyada difficult hota hai, kyunki aisi situation main aapke liye maximum advantages increase karna impossible ho sakta hai, aur aapke liye bahut jyada problem ho sakti hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим