Expert trader mehnat se banta hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Expert trader mehnat se banta hai

    Yes dear market Mein expert trader banne ke liye hard work karna Hota Hai Humko market main trade lagany se phly apna Account balance dekh lena chaye aus k hisab se lot size select kar leni chaye aus k baad hum ais market mai apni trade ko hold rakh sakty hai jo trader ais market mai apny Account par zayda risk lety hain wo apna loss kar sakty hain ais liay hum ko money management k hisab se kaam karna chaye aus se hum ko kafi zayda faida ho jata hai jo traders ais market mai trading karty waqat lalch nai krty wo ais market mai kamyab ho jaty hai ais market mai hum ko mehnat krny ka acha profit mil jata hai market mai hum ko time lagany k baad kamyabi mil jati hai Hamen market Mein expert trader banne ke liye regular kam karna Hota Hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Expert trader mehnat se banta hai

      ji han bilkul aap nay Sahi kaha hai professional trader banne ke liye mehnat karna bahut jyada jaruri hota hai agar aap is business ka knowledge or experience gained karte hain to aapko bahut jyada fayda hota hai Forex trading method karne ke liye ye aapke pass acha knowledge or experience hona chahie agar aapke pass Forex trading se related knowledge hai aap candlestick aur market ki moment ko understand kar sakte hain to aap bahut profit hasil kar sakte hain Apne experience ko improve karne ke liye aapko demo account ke upar jarur practis Karni chahie demo account ki practice se aapka experience improve hota hai aur aap kamyabi ke sath trading kar sakte hain demo account ki practice aur knowledge ke sath aapko real account mein bahut jyada help milati hai isliye Apne knowledge or experience ko improve Karke trading Karen itna acha knowledge or experience Hoga aapko utha jyada reward milta hai Forex trading mein success hasil karne ke liye emotional discipline ke sath kam Karen aur Stop loss jarur lagaen risk to reward ratio ko follow karke trade karenge to aapko uska reward jarur milta hai aur aapka account safe rahata hai knowledge or experience ki base per ap Forex trading mein bahut kamyab ho sakte hain
      • #33 Collapse

        Re: Expert trader mehnat se banta hai

        Ji han friends expert to trader mehnat se Hi banta hai agar Ham mehnat aur imandari ke sath apna Kam karte Hain to Ham bhi expert trader Ban sakte hain kam jo bhi kiya jaaye agar Puri mehnat aur Dil se kiya jaaye to kamyabi jarur milti hai aajkal forex business mein aadami log kamyab ho rahe hain Jo apne kam mehnat karte hain aur soch samajh Kar kam karte hain aur jo log lalach kar rahe hain vah lost palas utha rahe hain isliye humne apne kam mein lalach mein hi karni chahie kam ko perfect banana chahie acche kam per hi achcha bolane se hasil Kiya ja sakta hai
        • #34 Collapse

          Re: Expert trader mehnat se banta hai

          Walaikum salam my dear kaise ho aap main ummid karta hun aap khairiyat se Honge Sar aapane bilkul theek kaha hai ki expert Re Tamanna Se Hi bante Hain Agar ham log Bhi mehnat Karte Rahenge experience gained karte rahenge tabhi ham log expert trader Ban sakte hain Kyunki hardwork ki bahut jarurat aur mehnat ki hoti hai jab tak ham log mehnat Nahin Karenge Ham successful trader Nahin Ban Sakte
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #35 Collapse

            Re: Expert trader mehnat se banta hai

            Ji han bilkul expert trader mehnat Se Banta Hai jitni Jyada mehnat Karenge Itni achi kamyabi Hasil Hogi ek hi expert trader Ki Nishani gai hai ki vah forest per Achcha experience ke sath kam Karta Hai practice Karta Hai Tabhi vah Kamyab hote hain Hamen chahie ki Ham acchi learning Hasil Karen apni learning ka istemal Karen aur practice Karen trading Mein kamyabi Hasil karne ki koshish karen Ek expert trader Ki Tarah Soch Samajh Kar kam Karen jaldbaji na Karen apni learning aur apni trading skills ka istemal Karen

            اب آن لائن

            Working...
            X