EURO and USD?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    bhai lgta hai ap ko trading ke smjh ha he ni agr ap ko trading ati to ap us mein kam az kam trend to lazmi watch karta jab ap na trend he ni dakha or ap na asa he trade laga di to wo to lposs mein he jaya ge ab dakho next trend kiya banta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      EUR aor USD ik pair hai trading tools mai aor ye dono ik dosray k against mai chalty hai jab EUR strong hoti hai ta ye USD k against strong hoti hai es pair mai aor up ki taraf jati hai aor agar EUR weak hoti hai aor USD strong hoti hai tau ye pair down ki taraf aati hai yani EUR ko under pressure la kae aor weak karti hai ye ik bohot he valuable pair hai aor es mai trading be kafi valuable hoti hai lehaza ahtyat k sath es mai trading kary.
      • #588 Collapse

        humain is main eur usd main trade karny main achi earning hasil ho sakti hay agr success hasil karni hay to hard work kar kay achy say kam karna ho ga jis say market main acha profit hasil ho sakta hay magr humain lain dain karny kay liye humain khud dykhna parta hay kay kon sa pair acha hay hum is main trade ko pace kar sakty hain kay nai
        • #589 Collapse

          market main plane kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho saky aur is forex main jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky gi
          • #590 Collapse

            Bhai eur usd ki movement boht hy agar pehly sell kiya tha tou ab thora waite karen agar ye nechy ke taraf trend k hisab sy jata hy tou ap phir sell karen aisy nahi kyo k ho sakta hy k nechy na jae filhal
            • #591 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rehangul پيغام ديکھيے
              Bhai eur usd ki movement boht hy agar pehly sell kiya tha tou ab thora waite karen agar ye nechy ke taraf trend k hisab sy jata hy tou ap phir sell karen aisy nahi kyo k ho sakta hy k nechy na jae filhal
              ge han bhai hmein eur usd main trading krne ke lie in ke price movement ko smjhna hota he aur hmein eur aur usd pair ke up aur down ke levels ko smjhna hota he aur hmein market ke hr updates ko smjh kr apne trading krne hote he aur agr hm ko usd ka down ka trend mile to hmein eur ko buy krna hota he phr hmein profit hasil hota he
              • #592 Collapse

                Dear forex men trading k liye koi bhi decision market ko analyse krne k baad hi lia jaata hai, agar aap ne eur/usd per sell ka order lagaya hai aur wo kafi had tak buy challa gia hai to aapko apni trade foran close kr deni chahiye aur baad men market ka koi strong signal le ker dobara apni trade open kren.
                :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                • #593 Collapse

                  hamain is forex main jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main experience hasil kar k hi hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum sucess hon gay aur real main bi trade karein gay
                  • #594 Collapse

                    bhai sub se pahly tu yah bat hai k aghr apko pta chal gya hai k apko loss ho rah hai tu apna order clos kar den os k bad ap apni new trade ko open kar k kam lot siez main trade lagaen maghr bahatr yahi hai k ab es pair par na lgaen
                    • #595 Collapse

                      eur usd main hum jab kam karty hain to humain is main kafi learning karna ho gi is main hard work karna ho ga jis ki base say market main kam karna humary liye asan ho sakta hay practice aik wahid zaria hay jis ki help say hum market main kam kar sakty hain low risk main trade karna kafi sai ho sakta hay
                      • #596 Collapse

                        hamain wo hi pair use karna ho ga jis main hum kam kar k boht hi achi trade kar k hi hum run karein gay aur jitna learn karein gay is main utna hi hum acha earn kar skaty hain so hamain is main pahly learning karni ho gi ta k earning ho
                        • #597 Collapse

                          agar hum forex trading main theak say time dainay main he faida hota hay es business main agar hum theak say time dainay main e faida hota hay es business main theak say time dain aur differnet pairs par he humay trading karni chahiey tab he hum market main safe earning kar sakty hay esmain sahi say focus karna chaheiy
                          • #598 Collapse

                            euro b ak curency hi awor usd b ak curency hi as ko ham forex trading ma pair ka name b day skaty hi as pa ham trading krty hi kay as market na up jana hi ya down bahi ya ak acah awor eassy business hi as ko ham apni marzi sa kar sakty hi jab b dil kary as ka withdraw b asn ha
                            • #599 Collapse

                              agar hum eurusd pair par trading karen gay to he hum forex trading ko seekh kar learning karnay main he faida hota hay agar hum new hay to humay pehlay esi pair par trading karni chahiey tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main theak say money management akrnay main e faida hota hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                EUR/USD ak bohat popular pair hai. agr ap nay en pair par trade krna hai tou sub say phely ap market ka analysis kray. es kay bad ap trend ko follow krtay ho trade open kray. ap trade open krtay waqat TP aur SL ko bhe zaroor apply kray. kyu k ap ka account wash na ho. es say ap regular market mi trade kr sakty ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X