Dear member Jaisa ke AAP Sab Jante Hain ke covid-19 ki condition fir se Dobara Aana shuru ho gayi hai Jiski vajah se UN expected news Aati Hain
isliye Hamari koshish honi chahie ke Gold per trading karne se pahle Ham donon analyses ko bahut fikar ke sath Dekhen aur analyse Karen agar aap sirf technical analysis ki base per Gold per trading Karte Hain To yah aap apna nuksan Karne Wale Hain isliye Kyunki covid-19 ki condition Mein Hamen Nahin samajh mein Aata ki market kis Taraf Ko Jane Wali Hai country ki condition kya hai gold sirf ek country per depend nahin karta is Main Har pair ki appearance hoti hai isliye Hamen yah koshish karne chahie ke Agar Ham ho sake to technical Se Jyada fundamental analysis ko analyse karna start kar den aur Market ko samajhne Lag Jaaye aur Hamen Gold per trading ke liye Apna yah Khyal Jarur karna hai ki Hamen lot size ko minimum Rakhna Hai Aur stop-loss Ka istemal Har Surat Mein karna hai vaise bhi gold bahut fast-moving per hota hai isliye ismein stoploss Ka istemal To Har Koi Karta Hoga lekin agar koi nahin karta To vah Apne account ke sath khel raha hai isliye koshish karen ki apni hardworking ko waste hone Se Bachaye horse trading carefully Karen

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим