Reasions of loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reasions of loss
    Assalam walekum doston kaise hain aap sab aaj main aap Sabko yah batana chahta hun ke Forex trading Mein nuksan ki vajah kya hai nuksan ke reason kya hai Forex trading main aapko nuksan isliye hota hai ki aap market ko analyse Nahin Karte aur Market ki moment ko Samajh Kar Kam Nahin Karte agar aap is business Mein kamyabi Chahte Hain To uske liye sabse important Bharti hai kya aapko Forex trading main market ko analyse karna chahie aur Market ki movement ko samajhna chahie agar aap market ki moment ko Samajh Kar Ek perfect point per market Mein entry Lenge to tab aapko profit Milega aur aap ko training Mein nuksan Nahin Hoga isliye market ko Bar Bar was Karen market ki moment ko samet kar trading Karen aur acche point trading Mein entry Le aur Achcha perfect Hasil Karen nuksan se bacchen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reasions of loss

    A o a dear forex member umeed hy ap khariat sy hon gy aj hmara jo topic h vo h reasons of losses
    • #3 Collapse

      Re: Reasions of loss

      Dear Forex members Hamen 48 Mein loss Kyon Hota Hai Hamen Forex Mein last is vajah Se Hota Hai Jab Ham overtrading karte hain yah Jyada lalach Mein Aakar Apna lot size Bada Dete Hain To Hamen bahut hi jyada loss ho jata hai Hamesha Apne maiya ke mutabik trading hi karna Hamare liye faydemand sabit ho sakti hai friend se kam profit loss se behtar hai agar Hamara profit kam Aaye To chalega lekin Hamen nuksan Nahin Hona chahie Kyunki nuksan Hamara pura karna bahut hi Mushkil ho jata hai yah ne apne love story cover karna bahut hi Mushkil 8 Paida kar deta hai isliye Hamen nuksan Hamari apni Hi vajah Se Hota Hai Jab Ham market ka analysis Nahin Karte aur bagair Market ke Munh Mein usko samajh lete Hue apni trader Laga Dete Hain Koi pata nahin Hota ki kaun si trade kab Apna Signal Tod De To Hamen Hamesha Ek Bar ek hi trade Lagani chahie overtrading se guresh Karen friends isliye aapko batana munasib samjha hai Kyunki Mera account bhi Vas ho chuka hai friends Apne Kaun ko bataen aur Hamesha kam trading Karen aapka profit kam ho lekin aapka account safe Rahe
      • #4 Collapse

        Re: Reasions of loss

        Forex trading bohut ziada riski karobar hai, is waja se hamari aik mamoli si ghalti bhi humen bare pemane pe loss deti hai. Is waja se aik kamyab trader aur aik trader me faraq ye hai k kamyab traders mamoli mamoli ghaltion ko bhi made nazar rakhte hen.
        Forex trading me bohut sari hamari apne traf se banaye gaye mistakes hoti hai, jis ki waja se humen forex trading me bohut ziada losss ka samna karna parta hai. Forex trading me ye mistakes to bazahir mamoli si nazar ati hai lekin is ka nuqsan hamesha se bara hota hai.
        Aik aam trader ya new trader ki taraf se honi wali mistakes darjazel hai, jo humen bar bar loss se dochar kar deti hai;

        Trading me Analysis nazar andaz karna:

        Forex trading me aik hamari loss ki bari waja, analysis ko ahmeyat na dena hai. Forex trading me analysis hi ki madad se hum mutaqbil ki market price prediction karte hen, lekin agar hum analysis pe tawajah nahi dengay to humen loss ka samna katna parta hai.

        Over-trading karna:

        Aam tawar par hamare account me maojood balance itna ziada nahi hota hai, k wo bohut ziada loss ko bardasht kar saken. Humen forex trading me over-trading se har sorat bachna chaheye. Forex trading me over-trading se murad aik to musalsal har waqat trading karte rehna aur dosra bare lot size ka istemal karte rehna. Bare lot size ka istemal hum aksar lalach ki waja se bhi kar jate hen. Hamara mind kabhi bhi slow profit ko qabool nahi karta hai, is waja se hum aik hi waqat me ameer banne ki koshash karte hen, jo k hamare leye loss ka sabab banta hai.

        Jazbati hona:

        Forex trading me hamari nakami ka aik bari waja jald jazbati hona ya loss ki sorat me forex se badla lene ki koshash karna hai. Forex trading me humen aik khas discipline k sath kaam karna hota hai, aur ye karobar nafa aur nuqsan dono soraton par mushtamil hai, is waja se kabhi humen nafa hoga to kabhi loss, lekin loss ki sorat me humen kabhi bhi jazbat me a kar mazeed loss nahi uthana chaheye.

        Trading me jaldbazi karna:

        Forex trading me aksar new traders ya jo sirf market ki current situation k mutabiq trading karte hen, aksar jaldbazi me loss uthate hen. Forex trading ki market kabhi fast hoti hai to kabhi bulkul slow hoti hai, is waja se humen market me apne discipline aur analysis k mutabiq chalna chaheye. Kabhi bhi market ki fake fast movements k mutabiq trading nahi karni chaheye.
        • #5 Collapse

          Re: Reasions of loss

          Dear Forex member aapki baat bilkul durust hai ki loss ki reason hai ki Ham jab apna focus trade per nahin lagate to hamen jarur loose hota hai isiliye Forex hamen apna mind trade per lagane ko kahta hai tha ki hamen achcha bonus hasil Karen agar Ham kamyab hona chahte Hain vah apna focus trade pargana hoga is tarah Ham acchi tarah nahin kar sakte hain yahi vajah hai ke Forex hamen loss hone se bachana chahti hai ki aap hard-working se fresh mint ke sath kam Karen
          • #6 Collapse

            Re: Reasions of loss

            Assalamu Alaikum bahut Achcha topic Jo Kiya Gaya Hai written off loss loss hone ke reasons to bahut Sare Hote Hain chay very karte hain kya aap kaun sa business Karte Hain agar aap Forex trading kar rahe hain to ismein bahut sari Dejan ho sakti hai jismein market ka knowledge na hona overconfidence r lalich agr ap forex mja trading kr raha hain r ap ko market Ki knowledge nahi r na hi experience ha to ap ko loss ho ga hi is ka elawa ap k pas bht experience ha r knowledge b to ek wqt at a ha ka ap overconfident ho kr trading krta jata ha jis sa loss k chances hota hain r third one lalich agr trading ma ap k and lalich a gai ha to ap zyada earning krn k liya b trading krta jata hain jis ap ko loss ho akta ha is liya forex ma kam krna k liya ap ma lalich nahi ani chaya nahi ap overconfident hn r nahi exact knowledge k bghair trading krian
            • #7 Collapse

              Re: Reasions of loss

              Assalamu Alaikum dear Forex trading mean loss hone k Kuchh reason Hote Hain 1 Tu Kuchh members market analysis Kiya bagair trade open kar lete hain aur dusra lot size zyada use kar lete hain Jiski vajah se unke account ko bhi wash hone ka Khatra Hota Hai Forex trading mein trading start karte hue Hamen Hamesha market ko acche se analysis karne ke bad hi trade open Karni chahie aur Hamesha trading mein lot size kam se kam use karna chahie is Hamara account bhi save rahega aur ham trading Bhi Karte Rahenge
              • #8 Collapse

                Re: Reasions of loss

                Forex ma lose hone ke both se waja ho skte h. Sb sy bari wja k forex ma junior members k pass knowledge nhi Hota aur wo Forex ma aa k trade laga dete h aur ap lose kar dete h . Forex ma lose ke 2sri bari wja Planning ka na hona aur investment kam hona. Both sy logo k ap investment both kam hoti h jis ke wja sy agr unko zayida lose ho jye to wo bear nhi kar skty aur unka account wash ho jta h
                • #9 Collapse

                  Re: Reasions of loss

                  Forex forum per loss ki main reasons hmary pass knowledge ore experience ka na hona h qnk jb hmary pass yh donon cheizien nhi jotin to hm easily work nhi krskty ore isk illawa iski ore reason hmara time ka spend krna na h.ore achi posting na krna bhi loss ki reason hoskti h.isliey hmn chahiey k hm in tmam cheezon ko follow krein tak loss sy bch skien.
                  • #10 Collapse

                    Re: Reasions of loss

                    Assalam alaikum friends is business Mein Hamesha sirf use Waqt Hamen Loss Hota Hai Jab Ham Sabar se work Nahin Karte ha in ya jald Bazi Karte Hain To Hamen Loss ho sakta hai Iske alava Ham Jab lalch Karte Hain To Loss Ho jata hai aur Hamen nuksan ho sakta hai aur Hamara pura account wasH bhi ho sakta hai isliye Hamen Sabar se kam karna chahie jaldbaji aur Lalich Nahin Karni chahie Taki Ham is business Se Achcha profit Hasil kar saken Hamesha Sabar aur mehnat Karni chahie woh log Hamesha Kamyab Hote Hain Jo Sabar karte hain aur mehnat ke sath kaam karte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Reasions of loss

                      Ji han Forex mein loss hone ka sabse bara reason yahi hota Hai hai ki Ham jald bazi karte Hain aur zyada profit ki vajah se Ham lalach kar lete hain jiski vajah se hmen loss jata hai Hamen soch samajhkar trading karni chahie taky Hamen achcha profit mil sake aur loss hone ka ek reason yah bhi hai ki Ham apni posting time per complete nahin karte aur acchi posting nahin karte jitni acchi Ham post karega itna achcha hamara phone aayega mein lost se bachne ke liye Forex ke rules ko follow karna chahie tha ki Hamen kamyabi mere se ki vah log jo frock scrolls ko follow nahin karte aur ko unko hamesha loss hota hai main lo se bachne ke liye mein baat karne ki jarurat hoti Hai jitni meerut karenge hi kamyab Hog
                      • #12 Collapse

                        Re: Reasions of loss

                        Dear market Mein Kamyab hone ke liye Hamen bahut jyada hard-working karne hoti hai aur apne acche analysis karne ke bad Hui trading open Karni hoti hai aur Market Ne trade open can't wait chal Padi Nahin Karni chahie jaldbaji ki vajah se Hamen loss ho jata hai market ki condition ko samajhne ke bad Ham Ko trade open Karni hoti hai jo trader jaldbazi karta hai aur is market Mein trade laga deta hai vah Apna nuksan kar leta hai market Mein trade Lagane Se Pahle a technical analysis aur fundamental analysis Karne padte hain Jo trader market Mein technical aur fundamental analysis ko combine Karke trade open karte hain vah is market Mein Kamyab ho Jaate Hain is market Mein Apni mistake ko repeat karne se Humko nuksan hi hota hai agar market Mein regular kam Karte Rahte Hain To Humko is market Mein Kafi Achcha result Mil Jata Hai market mein nuksan se bachne ke liye Humko acchi planning Karni hoti hai agar hum Market Mein Achcha workout Karte Hain To Humko ismein Kafi Jyada profit Milta Hai market Mein mistakes ko repeat karne se bachne ke liye Humko trading plan banaa kar kam karna Hota Hai market Mein nuksan Ki Sabse Badi vajah jaldbaji aur bahut jyada profit Ka lalach Hota Hai Agar Ham lalach aur Chand wali ko Shayad par rakhte Hue market ko time Denge aur analysis karne ke bad hi tech open Karenge To Ham forex market Mein Achcha profit bana sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Reasions of loss

                          Assalamu alaikum dear Forex member trading mein loss ki sabse main reason yahi hoti hai ke log actually overtrading karne lag jaati Hain vah Bina sikhe samjhe se kam start nahin karte vah sabse pahle trading ko sikhane se pahle hi vah real account trading karne lag jaati hai isase unko loss ho jate hamen real account per trade karne se pahle hamen yah dekhna hai ki Ham kaise kam ko achcha Karen kaise kam ki quality ko achcha kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Reasions of loss

                            Walaikum salam dear tracks member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear loss hone ke sabse jyada reason yah hote hain ki aap apni trade ko jaldbaji mein laga Lete Hain aur ab market ko bahut acchi Tarah understand Nahin Karte market ko acchi experience ke sath analyse Nahin Karte aur market se related acchi experience Nahin rakhte jiski vajah se aap call loss ka samna karna padta hai to isliye aapko Kabhi bhi Apne trade lagane mein jaldbaji Nahin Karni chahie balke vate Karke Apne acche entry point Ka intezar Karna chahie tha ki aap apni trade se bahut acchi profit hasil kar saken yah aapka bhi kar sakenge ab aap apne trade call gane mein koi koi bhi mistake Nahin karenge aur jaldbaji Nahin karenge to aap is se apne logon se badshah karenge aur apne account ko baat hone se bhi bacha sakenge.
                            Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Reasions of loss

                              Friends loss ki reason bhoat si ho sakti han jasa kai ap kai analysis kai weak honay ki wajha say ap acha perform nahi kar paatay or ais kai saath saath ap ya phir ap ko acha knowledge nahihota hjis ki wajha say ap ko trading mein loss ko face karna parhta hai So ais liya agar ap kamyab hona chatay ho tu ais kai liya zarrori hai kai ap first of all apni basic skills ko strong banao and then ap ko trading ki tarf move karna chaie Shukriya.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X