Analysis k leye Candle stick pattern & Technical indicator ka istemal zaror kia karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis k leye Candle stick pattern & Technical indicator ka istemal zaror kia karen
    Forex trading Analysis


    Forex trading me analysis karna nehayat zarori hai. Forex trading me aik to hum analysis ki madad se kisi currency pair ya commodity ki mustaqbil ki price predict kar sakte aur dosra us se pora benifits hasil kar sakte hen. Forex trading me technical analysis bohut mufeed hai. Currency pairs ki ziada tar movement technical analysis k zarye se hi hoti hai. Fundamental analysis bhi currency pairs pe kuch had tak asar andaz hote hen lekin fundamental analysis ka ziada tar asar commodities pe ziada hota hai.
    Currency pairs ki trading k leye technical analysis karna bohut ziada zarori hai aur technical analysis k leye technical tools ka istemal bohut zyada aham hai. Technical tools me hamen aam tawar par candle sticks chart pattern ya candle sticks pattern aur technical indicators ki zarorat parti hai. Technical analysis me technical tools ka istemal kese kia jata hai wo darjazel hai;

    Technical analysis Candle sticks chart pattern


    Forex trading me traders mukhtalif qisam k candle sticks chart pattern ya candle sticks pattern ka istemal karte howe kisi bhi currency pair ki price predict karte hen. Forex trading me currency pairs ki ye price prediction candle sticks pattern ya ziada candles ko mela kar jo chart patterns bante hen un se predict karte hen.
    Forex trading me hum mukhtalif candle sticks; Doji candle stick, bulish ya bearish engulfing, pricing line, evening star candle stick, hammer candle stick, inverse hammer candle stick waghera se kisi bhi currency ki trend reverse ya continuation k bare me malom kia ja sakta hai. Isi tarah se ziada candles ko mela kar jo candle sticks chart pattern bante hen un se bhi kisi pair ki trend reversal ya trend continuation k bare me malom kia ja sakta hai. Forex trading me traders ki taraf se istemal hone wale kuch aam se chart pattern darja zel hai; Three Line Strike, Two Black Gapping, Three Black Crows, Abandoned Baby etc.

    Click image for larger version

Name:	images (130).jpeg
Views:	1
Size:	45.1 کلوبائٹ
ID:	12471196


    Technical analysis me technical tools ka istemal


    Forex trading me aam tawar pe indicator ka istemal expert trader hi karte hen, q k indicator k istemal knowledge ka hona zarori hota hai. Forex trading me jitna humen ziada indicator ka istemal ka pata hoga to hum apne trading ko us hisab se behtar bhi bana sakte hen. Forex trading me humen jitna ho saken ziada se ziada indicator k bare me learn katna chaheye.
    Forex trading me jab bhi hum by default koi MT4 account open karte hen to chart pattern me humen aik RSI lekha howa nazar ata hai. Ye RSI aik Relative Strength index indicator hai jo humen 30 aur 70 k value k darmeyan prices batati hai. Jab bhi market me kisi currency pair ya commodity ki price 30 aur 70 k darmeyan hoti hai to ye normal movement hoti ahi jab bhi koi price 30 se nechay ko ati hai to ye over sold aur agar ye price 70 se oper ho jaye to ye over bought ban jata hai. Isis tarah se mukhtalif indicators ka istemal mukhtalif tareeqay se hota hai. Forex trading me humen technical analysis k leye technical indicators ka istemal lazmi karna chaheye, q k ye hamare trading ko perfect banati hai. Forex trading me to wese bohut sare indicators ka istemal hota hai. Lekin forex trading me aam tawar aur sab se ziada istemal hone wale indicator darjazel hai; Relative strength indicator, stochastic indicator, Bollinger bands, ichimoku clude, moving average conversng diverging indicator, commodities channel index indicator aur pivot point etc.

    Click image for larger version

Name:	images (129).jpeg
Views:	2
Size:	46.2 کلوبائٹ
ID:	12471195
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

    Walaikum salam dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge dear agar aap frax mein trading se related bahut hi jyada acchi knowledge aur bahut Achcha experience was karna chahte hain aur aap apni market ko bahut hi acchi knowledge ke sath analyse karna chahte hain to aapko sabse pahle frocks mein bahut hi Dil laga kar mehnat Karni hogi taki aap bahut hi acchi knowledge ke sath market ko bahut acche tarike se analyse Karke Apne trade bhul gaye to aap bahut acche advantages hasil kar sake yah ab tab hi kar sakenge jab aap market mein main candlestick Patna ko bahut hi acche tarike se understand karenge aur aap ko bahut hi acchi e 6s increase hogi aur aapko technical analysis bhi aapke liye bahut jyada important hote hain kyunki jab aap technical indicator ko bahut hi acche tarike se pyar Karte Hain to aapko bahut hi jyada acchi trade karne ko milati hai aur apni trade se aap bahut jyada advantages increase kar sakte hain.
    Ap Ka aik thanks bohat zrori ha
    • #3 Collapse

      Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

      je han dear forex member ap nay bohut ache thread post ke hey hamen technical analysi ke help say kaam karna chihy r hamen trade hamesha ache learning kay sath lagani chihay hamen frex mein mehnaat say or himaat say kam ko jare rakhna chihay ager ham log forex mein khob mehnaat say km karen gay to he hamen frex mein bout ache earning hasell kar saken gay ye aik bout acha online business hey jes mein ager ham log khoob mehnaat say or ache learning kay sath kaam kartay rehen gay to he ham log forex say unlimited earning hasell kar saken gay
      • #4 Collapse

        Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

        Assalamu alaikum dear Forex number analysis ke liye candlestick ka pattern technical indicator Ka istemal karna bahut important in sabke usse trading karti Hain sab Ka istemal karne se trading Ka tarika aata hai trading mein jitna achcha perform karenge vaise hi candlestick per kam kar sakte kam karne ke liye lete Hain
        • #5 Collapse

          Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

          Assalam-o-Alaikum

          Dear forex members hope you are doing well and getting good income from Forax business and completing your daily target of posting on Pakistan Forex forum with your hardworking, dedication and commitment to your work.

          G hn Apne bilkul theek kaha hai hamen forex Trading ma candlestick pattern and technical indicators ko lazmi use krna chaye, ap ne ese acha andaz k sath explain kia ha k ab mazeed is par bat krne ko kuch bacha e nahe ha,.

          Ma sb Forex members ko suggest krta hn k agr ap apne Trading ko successful and profitable bnana chahte hn to ye wala thread details k sath read kren or ise understand kren or apni trading ma in chezon ka use kren in se ap ko boht faida ho skta ha or ap successful trading kr ka acha profit earn kr skte hn.
          • #6 Collapse

            Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

            My dear friends I hope you will be fine and doing his best in the forex trading. Dear friends je bilqul ap ko chahie ka ap forex market mn during trading fundamental and technical analysis use karen. Dear friends ap ko chahie ka ap forex market mn during trading candlestick patterns ko use karen. Dear friends agar ap forex market mn kamyabi hasil karna chahta hain tu ap ko chahie ka ap indicators ko lazmi use karen. Dear friends agar ap mare advice ko follow karen ga or fundamental and technical analysis, candlestick patterns or indicators ko use karen ga tu ap zaroor kamyab hn ga. Zindagi rahe tu per milta hain ab tak ka liya Alitire ki taraf se best wishes for all members!
            • #7 Collapse

              Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

              dear members Forex trading market main aapko Hamesha bahut jyada advantages ko increase karne ke liye consistently is platform par focus karna hota hai basically Forex trading market main aapko Hamesha bahut jyada advantages ko increase karne ke liye candlestick pattern per Apna complete focus karna hota hai basically Forex trading market Mein candlestick pattern aapke liye bahut jyada helping platform provide kar rahe hote hain Kyunki Jab aap Forex trading market Mein candlestick pattern per completely focus Karte Hain To definitely isliye aapko bahut jyada advantages available ho rahe Hote Hain.
              • #8 Collapse

                Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

                Aslam.o.alikum dear forex members omeed hy ap sab theak hon gay or forex trading sy bohat acha profit gain kar rahay hon gay g apki baat bilkol theak hy analysis kay leay candle stick pattern or technical indicator ka use lazmi karna chahiey q ky es sy apka analysis strong ho ga agar ap long term trade laina chahty hain to apko pehly monthly analysis karna chahiey or phir osky baad weekly analysis karna chahiey or agar ap short term trade karty hain to apko daily base py analysis kar ky trade laini chahiey es tarah ap forex trading sy bohat acha profit gain kar sakty hain or forex buisness main success hasil kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

                  Assalamu alaikum ummid hai aap sab khairiyat se honge aur Forex trading per mehnat Karke kamyabi hasil kar rahe honge dear aapane bilkul sahi baat ki hai hamen Forex trading per jab analysis karte Hain to candlestick pattern aur dusre indicators ko use karna chahieForex trading per hamen daily base p50 post complete karne ka target Diya jata hai agar ham apna target complete karte Hain to ham bhi jyada se jyada bonus hasil kar sakte hain aur extending mein hamen acchi quality ka vrat karna chahie kyunki ham jitna jyada acchi quality ka work karte hain itna jyada hi ham kamyabi hasil kar sakte hain hamen apni post ko acche level Ka Karna chahie post karte hue hamen is baat ka khayal rakhna chahie kya hamari post quality or quantity voice best ho aur hamen spelling mistake se nahin Karni chahie jab ham apni post complete kar lete hain to apni post ko throughout reet karna chahie tha RK jo bhi mistake Ko Ho usko humko rakt karle aur hamen apni post mein jyada se jyada knowledge share karna chahie kyunki jab ham apni post mein jyada se jyada knowledge share karte Hain to new members ko usse bahut fayda hasil hota hai aur hamari post ko bhi like Kiya jata hai hamen apni post main agar jaruri baton se avoid karna chahie aur Forex trading se related hi hamen information share Karni chahie hamari post mein jitna jyada knowledge share Kiya jata hai itna jyada hi hamari post thanks milte Hain aur ham wicket per jyada se jyada profit hasil kar sakte hain hamen apna Delhi ka target karna chahie agar ham apna daily ka takat complete karte Hain to ham sabhi bonus kar sakte hain lekin agar ham Apne daily ka takat complete Nahin karte to ham bonus Nahin hasil kar sakte hamen time table banakar Uske according apna Kam karna chahie ham time table ka cutting kam karte hain to easily apna target complete kar sakte hain aaj ka kam cal per Nahin chhodana chahie Jo log aaj ka kam cal per chhodate Hain vah Kabhi bhi kam yad Nahin ho sakte mein ham social media ke through bhi information le sakte hain YouTube per Forex trading se related bahut si videos Hoti hai Jin se ham Forex trading ke bare mein knowledge le sakte hain aur apna knowledge increase kar sakte hain hamen Apne new members ki bhi help Karni chahie unke sath apna knowledge or experience jab ham knowledge or experience ki base per analysis karte Hain to ham jyada se jyada profit hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

                    My dear friends I hope you will be happy and enjoy the unlimited profit on the forex trading dear Forex member ji Agar Ham trading Mein analyse Karenge tab Ham Kamyab trater Ban Payenge Jo trader technical aur fundamental analysis karta hai aur Forex ko samajhne ki koshish karta hai wahi Kamyab hota hai Hamesha cheating Kare Jab aap acchi trading Karenge tabhi aap Kamyab trater Ban Payenge Aur Woh trader Kabhi Bina Kam Nahin Hota Jo is match aabhar karta hai isliye apne aap ko improve Karen aur acchi planning Karan tabhi aap Kamyab Hongeis ke sath sath firex ko samje or seriously kam kare agr ap serious honge to ap lazmi kamyab hai hamesha achi learning hi kamyab banati hai isliye ap achi learning kare or khud ko improvement main lekr ayye
                    • #11 Collapse

                      Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

                      Yes dear analysis ke liye candlestick pattern and Technical indicators ka istemal Hamen Jarur karna chahie
                      Hamen is market Mein Delhi ka target complete karna hota hai agar ham ismein target ko complete karte hain aur acchi quality ka kam Karte Hain To Hamen is form per bahut hi advantages available hote hain Hamen forest form bonus provide Karta Hai Jis per Ham trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain Magar iske liye aapko experience game karna hota hai Agar aapke pass Achcha experience hai to aap is form per kamyabi Hasil kar sakte hain aur Agar aapke pass experience Nahin Hai To aapko chahie ki pahle Apne Malik ko complete Karen aur acche experience ke sath kam Karen Jitna Jyada aapke pass Achcha experience Hoga aur knowledge hoga to aap is market mein itna hi profitable Honge aap ko Hamesha Koshish Karna Hogi kya aap ismein acchi quality ka kam Karen Taki aap is forum per kamyabi Hasil kar sake Agar Ham in indicators ko use karte hain To Ham is market Mein achha profit Hasil kar sakte hain Ham indicators ki madad se trading Mein accha profit Hasil kar sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

                        Ji han dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading business Mein kam karte hue Hamen Apne analysis ko perform karne ke liye candlesticks pattern aur indicators Ka istemal Karna bahut Jaruri hota hai Kyunki Jab Amen chijon ke Kamaal Ke jariye market ki moment ko samajh mein aur analyse karne ki koshish Karte Hain To Hamen apni entry ko best banane ka mauka Milta hai aur Hamari entry Agar best Hoti Hai To Hamen acchi aur profitable trading karne ka mauka Milta hai isliye Hamesha candlestick pattern ke bare mein aur indicated ke bare mein complete knowledge aur information ke mutabik Kiya Gaya kam hai Hamen acchi aur profitable trading karne ka mauka dekh sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

                          Is market mein aap Jab kam Karen hote hain to aapko different candlestick pattern ko follow karna Hota Hai*trading ki Hamen learning karna Hogi aur jab tak Ham trading Mein learning Nahin Karenge Iske ham advantage nahi mil sakta iske liye learning karna bahut jyada Jaruri hota hai aur Market Mein Apna knowledge Hasil karna aur Market Mein Apna experience increased karna bahut jyada jaruri hai jab tak aapke pass experience Nahin Hoga aap is market se kabhi bhi achcha profit Nahin Le Sakte aur aap is market Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte dear trading Mein first of all objects kam kar rahi hote hain to aapko market ko properly study karna hota hai aur different angles se aapko market Mein different time frames ko use Karke market ko baat karna hota hai aur apne analysis ko perform karna hota hai to Jab aap acche tarike se analysis perform kar lenge to iska aapko Jyada advantage milega aur aapko accha profit Hoga Jis Se Aap Ko kamyabi Mil sakti hai Jab aap different candlestick pattern ko follow Karenge to aapke liye Jyada advantage hoga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

                            technical analysis ko complete karne ke liye indicators aur different important candlesticks pattern of ke liye bahut jyada helping platform provide kar rahe hote Hain agar aap market mein kamyabi hasil karna chahte hain to iske liye aapko hamesha jyada se jyada practis Karne ki jarurat hoti hai aur aap regularly aur consistently bases per Jab aap apni working karte Hain to aap kamyabi hasil kar sakte hain kyunki Jo member candlestick pattern aur different indicators ki basis for apni trading kah Rahe hote hain unko bahut jyada fayda mil sakta hai aapko hamesha candlestick pattern aur indicators per apni trading karni hoti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Analysis k leye Candle stick pattern &amp; Technical indicator ka istemal zaror kia k

                              Assalamu Alaikum Ji Bhajan aapane bahut acchi baat ki hai ki Agra Pakistan Forex foreign trade kar rahe hain uska naam message kar rahe hain to analyse Mein candles aur indicators to Jarur Shamil Kare Jab tak aap candles Kuchh Nahin Karte yah indicators ka istemal Nahin Karte to aap analysis nahin kar sakte isliye aapko chahie ke stronger technical analysis ke liye Hamesha scandals ko bhi samjhe aur Chahat ko bhi samjhe aur and kurtis ko bhi samjhe ke Kis Tarah Se ine chijon Ka istemal Kiya Ja sakta hai Kis Tarah Se Star Plus Ko istemal Kiya Ja Sakta Hai Ashraf lock Lagaya jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X