Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

    piyary member risk to reward ka bary main bahut he acha topic ha yahan par 99 presnt asy trader han jin ko pata he nhe ha ka ye risk to reward kaya ho ha or hha is ko kasy calcolate karty han ye bahut he ahim topic ha or agar ap is ko seekh jaty han to trading kar ka ap kabhe bh enuksan nihe karen ga ham is par detail sa bat karty han risk to reward ko smjhny ki kohsihs karty han asal main is main ap jo bhe trade open karty han apny acount ko dekh ka ap na risk lena ha dosra ye ka ap na loss or profit ki ration rakhi na yani ka agar ap kis 1 trade par 20 dolla ka loss kabool karty han yani ka itna risk ap lety han to ye trade ap ko 50 dolar ka profit bhe de to ye hota ha risk to reward is ko samjh kar ius market main kam karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

      Dear friend, risk aur reward ratio say related buht hi achi information aap nay hamary sath share ki hai. Forex trading market mein kamyabi Hasil krny k liy Risk and Reward Ratio ko study krna zarori hota hai. Aur trade lagty wakt is ko diyan me rakhna bi buht zarori hota hai. Yah aik bahut hi important factor hai ap ki kamyabi k liy. Kunk agar aap Forex trading mein apni learning ko perfect bana kr, aur Risk and Reward Ratio ko completely study kar k maximum benefit lay sakhty Hain. .

      Risk and Reward Ratio ko importance:

      Risk and Reward Ratio ko study karte wakt aapko ya study krna hota hai, kah aap ap account per kitna profit hasil krny k liy kitna loss afford kr sakhty hain. Misal k tour per, agar aap ki investment 1000 USD hai, tu trade lagty wakt ap definitely aap aik percentage select karte Hain, Jo aap profit or loss ki Shakal me laina chaity hain. Agar aap 10 percent loss and profit ki basis per apni trading activities ko complete krty Hain, tu ismein aapko risk and reward ratio ko completely understand kar Kay apni trading activities main include karna hota hai.

      Risk and Reward Ratio ka account safety say taluk:

      Dear friends, ager ap risk aur reward ratio ki basis per apni trading strategy aur decisions making krty Hain, tu aap lamby arsy tak safe reh kr trading kr sakty hain. Qk trading mein aapko loss say bachny k liy aur profit Hasil krny k liy, hamesha bahut carefully apni trading activities ko focus karna hota hai. Aur different important factors ki basis per apni decisions making ko profitable banana hota hai. Jab according to risk and reward ratio apni trading strategy banaty hain, tu is ki complete learning krny k bad trade krty hain, tu aap maximum profit hasil kar sakty sakte hain.
      • #18 Collapse

        Re: Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

        Forex trading market mein market ko study karna aur usko analyse karna bahut zyada zaruri hai agar aap Risk and Reward Ratio ko completely study karte Hain, tu definitely ya aik bahut hi important topic or factors hota hai. Kunk agar aap Forex trading mein apni learning ko perfect banate hain, tu ismein Risk and Reward Ratio ko completely study kar Kay maximum advantages hasil kr sakhty Hain. Aur bahut hi accha profit bhi hasil kar sakte hain.

        Risk and Reward Ratio

        Forex trading per trade karne se pahle main aapse bahut ki important information share karta hun market mein agar aap risk and reward ratio ki basis per apni trading decisions making krty Hain, tu definitely ismein aapko maximum advantages available ho sakte hain. Kunk forex trading mein aapko hamesha bahut jyada carefully apni trading activities ko profitable banane ke liye consistently market per focus karna hota hai. Jab aap market mein different important points per apni deceision making ko effective banana hota hai. Jab according to risk and reward ratio apni trading activities ko complete krty Hain, tu iski complete learning hasil krny Kay bad aapko hamesha maximum advantages hasil karne ki position available ho sakte hain. Aur aap bahut hi profitable trade kar sakte hain

        Risk and Reward Ratio

        Forex trading Mein risk and reward ratio ki bhi bahut jyada importance hai Risk and Reward Ratio ko agar aap study karte Hain, tu ismein aapko ya study krna hoti hai, Kay aap apny account per kitna profit or loss afford or sakhty Hain. For example agar aap Forex trading market mein 100 USD per trading kar rhy Hain, tu definitely ismein aap aik percent select karte Hain, Jo aapke account per profit or loss ko define krty Hain. Agar aap 10 percent loss and profit ki basis per apni trading activities ko complete krty Hain, tu ismein aapko risk and reward ratio ko completely understand pir hi trade karn.
        • #19 Collapse

          Re: Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Nelumlal پيغام ديکھيے
          Forex trading market me agar aap risk and reward ratio ko completely learn Kahate Hain aur isko apni decision-making may include Karte Hain To definitely ismein aapko maximum benefits Hasil karna possible ho sakta hai Kyunki Forex trading market Mein aapne account balance ki basis per different important conditions and situations may decision-making kar rahe hote hain aur apne account balance ki basis per hi aap take profit aur top Hua uski limit ko set kar rahe hote hain isliye risk and reward ratio ko carefully Apne trading may include karna chahie.
          Dear jaisa ap nay explain kiya hai woh kafi zaida complicated hai. es tarha risk or reward ko nahi check kiya jata hai. eska bethreen hal yeh hai kay trader ko cheye kay woh apni trading main daikhye trade open karty waqt stop loss tak risk kitna involve kar raha hai. ager risk level 25% hai tu phir us ko cheye kay jab take profit ki price ko set karay tu us ka reward ratio 25% to 30% tak hona cheye or apny take profit ko hit honay ka wait karay. aisa kabi na karay kay risk level 25% ho or profit just woh 5% lay kay trade se bahi nikal aye.
          • #20 Collapse

            Re: Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

            Agr ap Forex trading mai kamyab hona chate hain tu Risk and Reward Ratio ko completely study krna ho gaa, ya aik bahut hi important topic hai. Kunk agar aap Forex trading mein apni learning ko perfect banate hain, tu ismein Risk and Reward Ratio ko completely study kar Kay maximum advantages hasil kr sakhty Hain. Aur zyada se zyada accha profit hasil Kiya ja sakta hai.

            Risk and Reward Ratio ki importance.

            Agar aap market ko study Karen aur soch samajh Kar decision len or aap risk and reward ratio ki basis per apni trading decisions making krty Hain, tu definitely ismein aapko maximum advantages available ho sakte hain. Kunk forex trading mein aapko hamesha bahut jyada carefully kam karna padta hai aur soch samajh Kar decision Lena hota hai. apni trading ko profitable banane ke liye market per focus karna hota hai. Jab aap market mein different important points per apni deceision making ko effective banana hota hai. Jab according to risk and reward ratio apni trading activities ko complete krty Hain, tu iski complete learning hasil krny Kay bad aapko hamesha maximum advantages hasil kar sakte hain aur bahut acchi profitable trade kar sakte hain.

            Risk and Reward Ratio

            Ek profitable trade ke liye money management bahut jyada zaruri hoti hai Ismein aapko ya study krna hoti hai, Kay aap apny account per kitna profit or loss afford kr sakhty Hain. For example agar aap Forex trading market mein 100 USD per trading kar rhy Hain, tu definitely ismein aap aik percent select karte Hain, Jo aapke account per profit or loss ko define krty Hain. Agar aap 10 percent loss and profit ki basis per apni trading activities ko complete krty Hain, tu ismein aapko risk and reward ratio ko completely understand kar Kay apni trading activities main include karna hota hai. Hamen trading ke sath sath apne account ko bhi sev rakhna hota hai Taki Ham jyada se zyada acchi trade kar saken aur iske liye hamen puri planning karni hoti hai
            • #21 Collapse

              Re: Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

              Assalamu alaikum ummid karta hun aap sab khairiyat se honge risk and reward ratio helpful discussion bahut hi achcha sawal hai ke jab Ham trade lagate Hain to hamen kaun si aisi techniques and uske bare mein Janna jaruri hota hai agar hamen techniques ko acche se use karte hain chha jaate Hain to hamari reward ratio mein bahut jyada shahadat importance a jaate Hain aur hamen bahut jyada profit halchal ho sakta hai isliye hamen focus se kam karna ho jaaye aur complete study ke liye hamen broker se madad hasil karne chahie broker hamen agar acchi guideline aur acchi experience hasil karne mein madad deta hai tab hamen acchi trading lagane aur achcha profit Kama sakte hain aur achcha kamane ke liye Humsafar full businessman Ban sakte hain shukriya
              • #22 Collapse

                Re: Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

                Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	10
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12363051Assalam.o.alikum dear all members i hope you will be fine and enjoying good health.dear member aj ham jis topic pe ja rhy hein wo hy risk and reward ratio .is sy muraad yeh hy ke ham kitna percent trading lgaty hein aur kitna percent kma sakty hein .es kly ek bunyadi asool hy wo hy basic trading ko discuss krna aur deeply study krna hy ..takhi benifit hasil kr saken majoda trading ko samny rakhty hovy.ap maximum profit hasil kr sakty hein.Risk and reward ratio#Risk and reward ratio sy murad hy k ap kitna percent afford kr sakty hein .jis ap ko benifit ho.is kly apko bunyadi asool kobdaikhna ho ga wo hy deeply study and related experience. These are two terms .one is peak trading ratio and other is lower trading..mean sometimes we are buying or selling .then these positions shows the relevant experience and deeply study. In this method we gain benifit and finally analysis is gaining the top market. Benifit or Importance of Risk and Reward Ratio#Is ka benifit hy .we gain a profit .and we gain a promotion this category and we gain a bonus and we properly discus the these topics.and motivate the others member .ratio means average between upper and lower level.in this point we discuss or calculate or decision to joining the trading market .. Finally we can say that before trading we discuss or deeply study.and gain profit.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Risk and Reward Ratio Helpful Discussion.

                  Trading kay successful hony py sab say phna kam hota hay risk ratio ko kam karna agar risk ratio kam hoga to success easik mil jaygi kew kay ap janty hain market me agar ap trading ko best bnana chahty hain to sabbsay ehm kam hay market ko watch krna indicator use karna best strategy say success hasil karna jesy kay ap janty hain better work k liay better Analysis kanhona lazmi hotabhay agar ap k pass work best hoga to easily successful hojayngy hamesha success hasil karny kay liay market ko Analyse hasil kren.

                  WHAT IS RISK REWARD RATIO
                  Risk and reward ratio ka samjhna bohut zyada important hay dear forex members agar ap risk and reward ratio ko samjh kety hain to ap best profit gain kar lety hain kew kay is say hamen yeh faida hota hay kay hum market me successful hojaty hain jo members zyada work krty hain forex me and market me demo account kanuse karty hain to un k liay trading ko samjhna bohut hi asan hojata hay isi liay hamesha batter work kren and daily base kay work say khud ko trading me successful bnain.
                  Click image for larger version

Name:	images (13).png
Views:	1
Size:	32.8 کلوبائٹ
ID:	12363239
                  RISK REWARD TRADING
                  Jesy kay ap phly e best trader hain and ap janty hain kay trade ko best kesy bnaya jay is trah hi ap easily and strong trader ban sakty hain dear forex members hamen chahiay kay samesha best kam kren and daily base ka kam karen to hi ap successful hoskty hain agar ap demo account ko maximum time dengy and better risk ratio ko dekh kay trade krengy to hi successful hongy agar apko risk ratio kinsamjh nhinhay to is me apko pattern ko dekhna hota hay and follow kar kay hi ap sekh saktt hain.
                  Click image for larger version

Name:	images (14).png
Views:	1
Size:	24.6 کلوبائٹ
ID:	12363240

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X